Yahi to dikkat hai 40 rupees me pura turnament ko kharab kar diya salon ne. Baki Jo 7 team tha wo kya local team tha jiska koi value hi nahi diya Team nahin ayega to committee kya Jake bandhke layega
Mere hisab se team ko aap ak nahi to dusri jagah dek sakte hai.darsaak ki bahut badi galti hai. This is not fair. Is tarah ka harkat football khel me ak bahut hi nindaniya ghatna hai.
Bat ye nahi h ki team nahi aaya bat ye h ki camite ne tickets ka paisa liya aur batya nahi ki team nahi aaya plus ➕ 2 min ke bad nil gol dena tha wo bhi nahi dia aur fans ka bhi glti h ye koi professional tournament nahi h koi team nahi bhi aa sakta h
Is match mai yehi kahna chahunga ki jis team ka maneger apne player log ko nahi la paya uski galti hai par sabse bada galti to comety members ka galti hai kyonki wo niyam tha time par nahi ane se hawa goal parajit kiya jana chahiye tha par kya karen comety pahle suchna dena chahiye
Darshak bahut galat kar raha hai, Aisa nahin hona chahiye Ticket game me aisa hi hota hai Last year Hatitop Bamanda me bhi eisa hi hua Usme bhi darshak bahut jhamela kiya tha
comety ka v galti.nhi h king fiaher team.ka.v glti nhi h aayega nhi aayega o.log ka marji ki koyi or liya hoga to king fisher nam se a sa v to o skta h