MashaAllah Allah salamat rakhe apko k humtak aesi maloomat pahunchate ho k jiska ilm nhi rehta..JazakAllah,Batasaduq Ali maula o Aal e Mohammad (saw) jeety rahen,shad o abaad rahen Ameen Kitna rashk hota hai khudpar k hum Wo Aliwale hain jinka Maula o Sardar aesa hai jo dusri qaumon k naseeb me nhi..Marefat e Mohammad (saw) wa Aal e Mohammad(saw) se hi to humne Allah ko pehchana.. Wah Maula kya shan hai teriiii aur khushqismat hum k Hum Aliwale hain.. Naray e Hyderi YAAli YAAli YaAli...
Salman Awan ......saba wo sahaba thy..jihain bani umiwayah ny zulm kia....hmmm to shukr aada krty hn...hm Ali a.s ky manny waly hn...tmhain khujli kuen hy
Salman Awan ...tmhain Ali walon ka Ali ky liye pyar ka kia andaza...mawayiah r abu umiwiyah ka khyal tha Ali walon ko to hmmm ny khtm kia hy...r nasal kushi ki
mashallah beshk Welayat Mola Ameer a.s k bager nemaz na mukamal Hai ( Ghadeer Khum ) ka yahi mtlb Hai k Welayat Ola Ameer a.s tashahood Mai Patna wajeeb Hai jazakallah ...