Bahut hi aashan tarike se aapne etna important baat bataya aapne didi aap bahut acha kam kar rahe hai prakrati ko shudh Or swachh rakhane keliya kichan west ka sahi estmal kiya thanks to u keep it good bhaiya itna accha video ke liye toh
Zabardast maie, Bahoth khoob phoolae phalae Baghiya Aapki, Kitchen waste sae badhiya khaad banaya Aapnae, Naman, Dhanyavad, Aap ka aur Video bananae walon ka ka
Hann Mai bhi ese hi use krti hun kitchen waste ko.sath me isme waste decomposer dalne se bde keede nhi aate aur khad bhi jldi bnti hai.aapne bahut hi honestly baton ko clear Kiya. 🙏 Thank you 🙏
Nice video..👍🙂 Mene bhi same process se kitchen waste ko plastic ke container me bharke 1 month baad usme capsicum ka plant laga diya tha ab uss plant me flowering Orr fruiting hone start ho gye hain...👌
Aapka video hame bahoot pasand aaya he. Ped pothe Allah tala ne banaye he,aap inki madad kerte he, ise khubsurat bati ho, isi tarha Allah tala aap ki madad kerte he or aako khus or tandurast rakhte he, ye mehnat ka fal he. Allah tala aap ko khus or tandurast rakkhe.
kya baat hai Didi. You are so simple that I must say simply GREAT. You re-utilize each and everything. I also try to re-utilize everything but I must say that much can be learnt from you.
Aunty ne bahut achha explain kiya mene first time khad chote matake me banài to acchi khad bani but mene bade matake me khad banana start kiya to abhi mataka adha bhi nahi hua aur usame kide pad gaye to ab kyakaru use fekana pade ga? Please replay?