Manto sochta hi NAHI tha, Bedi sochta rah gaya. Urdu ke in 2 masters ne mujhe 2 Bengali cenematographic genius ki yaad dila di. Satyajit Ray bahoot tayyari karte the aur Ritwik Ghatak koi tayyari karte hi NAHI the.
Arfa Sahiba ko maloom ho yeh Mantoo hai na ki Manto, inkaa background Kashmir se hai aur yeh surname Kashmiri hai, Kashmir mein manut urdu ki Panseri yani 5 kg Ke baatt ko yaani itne wazan ko kehte hain aur yeh surname Mantoo wahin se nikla hai. Kashmiri Panditon aur musalmaano dono main paaya jaata hai.