EnJoy kya hua tera wada...By Sonu Nigam rare video....
(kya hua tera vaada
woh kasam, woh iraada)-2
bhoolega dil jis din tumhe
woh din zindagi ka aakhri din hoga
kya hua tera vaada
woh kasam, woh iraada
bhoolega dil jis din tumhe
woh din zindagi ka aakhri din hoga
kya hua tera vaada
yaad hai mujhko, tune kaha tha
tumse nahi rootheinge kabhi
dil ki tarah se haath miley hain
kaise bhala chooteinge kabhi
teri baahon mai beeti har shaam
bewafa yeh bhi kya yaad nahi
kya hua tera vaada
woh kasam, woh iraada
bhoolega dil jis din tumhe
woh din zindagi ka aakhri din hoga
kya hua tera vaada
woh kasam, woh iraada
o kehne waley mujhko farebi
kaun farebi hai yeh bata
woh jisne gham liya pyaar ki khaatir
ya jisne pyar ko bech diya
nasha daulat ka asisa bhi kya
ke tujhe kuch bhi yaad nahi
kya hua tera vaada
woh kasam, woh iraada
bhoolega dil jis din tumhe
woh din zindagi ka aakhri din hoga
kya hua tera vaada
woh kasam, woh iraada
11 сен 2024