लेकिन हम वैसा नहीं करते हैं हम पहले इंग्लिश लगा देते हैं उसे बंद कर देते हैं बीच वाला जो पॉइंट होता है आगे अंदर बाहर करने वाला उसको पहले केंद्र में टाइट कर देते हैं और अंदर से मार्क लगा लेते हैं बाद में जितना अंदर बाहर करना है कर कोई भी प्रॉब्लम नहीं आती है
Bhai mene es video mai hole krne ka tarika kafi aasan tarike se btaya hai video ko complete dekho samjh aaajayga agr fir bhi samjh nhi aata hai mai ap ko bta deta hu agr palla 6 foot size ka hai usme hole kuch es trha krne hai jo palle ki takkar hoti hai udhr se 4 inch gep dena hai kabja laga Dena hai - 7 soot par marking krni hai 4 inch par making ko utar ke plus+ bna Lena hai + centre mai bit se hole kar Lena hai hole krte waqt diyan rkhna hai bit andr utna hi jaay jitna kabja hai esi trha kabje ki fitting kafi aasani se or perfect tarike se ho jaygi !!!!
Baat point ki hai jo kaam karte hai our continue kabje lagate hai unko Idea ho jata hai 6 soot our 7 soot ka mtlb kya hota hai plywood ka size mai fark hota hai jo ply patli hoti hai usme 6 soot perfect kaam krta hai agr ply ka size thoda jyda hai yani ply moti hai to 7 soot kaam krta hai ek Nazar dekhne se hi malum ho jata hai ye size 8 soot tak krna padh skta hai kyuki jab kitchen ka fast door banta hai usme ply ki takkar ko chupaya jata hai uske liye kabja thoda or galaya jata hai wo size 8 soot bhi ho skta hai jyda bhi ho skta hai umeed krta hu es comment ke dwara adhik logon Tak adhik jankari pahunch paygi !!
Agr koi naya tarika hai to aap video bna skte ho or rhi baat mere tarike ki jo tarika mene is video mai bnaya hai aj se 10 saal baad bhi yhi rhega sirf kaam Chang ho skta h but door banane ka tarika yhi rhega new tarika ap explain kro taki log ap ke madiyam se new video dekh paaay !!!