Тёмный

Lalchan Singh - Sadhwa Bhajans Full Album 

Rajin Rambaran
Подписаться 725
Просмотров 2,1 тыс.
50% 1

From the CD "Sadhwa Bhajans" by Lalchan Singh.

Видеоклипы

Опубликовано:

 

2 июл 2022

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 5   
@mikeyram3979
@mikeyram3979 9 месяцев назад
Excellent bhajans 🙏
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 2 года назад
Lalchan Singh's Sadhwa bhajans: Bhajan #1 - Koī na lejai hai, dhan bāndh ke gathariyā Bhajan #2 - Jhūthī janama gavāyā, sādhu Bhajan #3 - Kar le Hari se prīt, umiriyā ko ṛī rahī Bhajan #4 - Vālmīki Tulasī kah gae, ek din Kalyug āvegā Bhajan #5 - Aise hamare Rām, bhakta hitakārī Bhajan #6 - Harī ho Rām milan kab hoī, andesavā lage rahe. Bhajan #7 - Bhajo re man Rām, Govind Hari Bhajan #8 - Bāro se Kanhaiyā kālī, deha pe khelana āyo re. Bhajan #9 - Samaya na āvata bāram bār Bhajan #10 - Bana hī me’ jāye, Hari kutiyā banāyī Bhajan #11 - Aba Shiva pār, karo morī naiyā ------------------ BHAJAN #1 0. (Ref) Koī na lejai hai, dhan bāndh ke gathariyā. (2) Dhan bāndh ke gathariyā, dhan bāndh ke gathariyā re. Koī na lejai hai, dhan bandh ke gathaariyā. (ṛāūī) No one takes with them any of the wealth they've accumulated when they go (die). 1. Jab Yamrāj palang par baithe. (2) Ulate gaye dono` nainā putariyā (putaliyā). (2) (Ref) After the Lord of Death sits on the bed; the two eyes (of yours) will close forever. 2. Māre hī sotā prān nikāle. (2) Prān lokāī kothariyā, kothariyā. (2) (Ref) The fountain of your life will be extinguished; & your soul will go to its (designated) region. 3. Chār kahār milī kāth uthāye. (2) Phūk diyā jaise banakī lakhariyā. (2) (Ref) Your body will be taken away by four pall-bearers and will be burnt (just) like wood. 4. Kahata Kabīr suno bhāī sādho. Chhūt gāī sab mehalā (mahalā) atariyā. (2) (Refrain) Kabir says, O bretheren listen (pay attention); you will lose your mansion (& all you call your own) forever. ----------------- BHAJAN #2: 0.(Ref) Jhūthī janama gavāyā sādhu; jhūthī janama gavāyā, sādhu; jhūthī janama gavāyā. (both 2) 1. Eka pitā ke ham sab laṛke, Dharatī hamāre mātā. (2) (ĀĪŪṛāīūḥ) Kutumbha kavīlā sangha na sāthī (2); kāla danka bajāve, sādhū. (Ref) 2. Do dina kā pehanāī jagata me’, māyā me’ bharamāyā. (2) Dhana daulata kuchha kāma na āvai (2); chhutijāye yahā’ kāyā, sādhū.(Ref) 3. Sata-sangha ke Gangā bahe hai, komala jisakī dhārā. (2) Karī snāna vimala kara kāyā (2); pāpī’ pāra karāyā, sādhū. (Ref) ----------------------- BHAJAN #3: 0. Karle Hari se prīt, umiriyā ko rī rahī. (Ref) Karle Hari se prīt, umiriyā ko rī rahī. 1. Janam janam se, kunja pratāp se, kunja pratāp se. Mānush janama bhāī, mānush janama bhaī. (Ref) 2. Satasang ghata me’, man nahī’ bhāyo Rām, man nahī’ bhāyo. Gayo javānī prīt, gayo javānī prīt. (Refrain) (ĀĪŪṛāīūḥɛ) 3. Mīthe ko tyāga dekho, bhora bhāī. (2) Bola rahe panchhī, bola rahe panchhī. (Ref) 4. Chār dino’ kī, yehī zindagānī Rām, yehī zindagānī. So-ī so-ī bīta gayī, so-ī so-ī bīta gayī. (Refrain) 5. Tulasīdās Prabhu, āsa charana ke. (2) Kripā karo Jagadīsh, kripā karo Jagadīsh. (Ref) ----------------- BHAJAN #4: (Dohā): Chitrakūt ke ghāt par, bhaī santana kī bhīṛ. Tulasīdās chandan ghise, tilaka kare Raghubīr. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) 0. Vālamikī Tulasī se keha gaye, eka din Kaliyuga āyegā. (Ref) Vālamikī Tulasī se keha gaye, eka din Kaliyuga āyegā. 1. Brahmana hoke Veda na jāne, viratha janama gavāyegā. Binā khaṛada ke kshatriya hoī hai, shudrā hī rāja chalāyegā. (Ref) 2. Betā mātā pitā nahī' chīnhe, striyā se neha lagāyegā. So striyā swāmī ko jāne, āna purusha man bhāyegā. (Ref) 3. Satī atī koī birale hoī hai, saba dukhiyā kho jāvegā. Kahata Kabira suno bhaī sādho, Rām nām nahī’ āvegā. (Ref) ----------------- BHAJAN #5: 0. Aise hamare Rām, bhakta hitakārī. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) (Ref) Aise hamare Rām, bhakta hitakārī. Aise hamare Rām, bhakta hitakārī. 1. Hamne tum me’ karaba khamba me’; kahe Prahalād pukāre Rāma. Hamne tum me’ karab khamba me’; kahe Prahalād pukāre Rāma, kahe Prahalād pukāre. Narsingh rūp Prahalād hai bhārī; Hiranyakashipu ko māre. (Refrain) 2. Gaj aru makkar lare jala bhītar; Rām Rām kehalāye Rāma. Gaj aru makkar lare jala bhītar; Rām Rām kehalāye Rāma, Rām Rām kehalāye. Makkar ko māre Gajarāja ubāre; jala me’ dūba nahī’ pāye. (Refrain). 3. Lankā jāye Rāvan ko māre; Rājā Vibhīshan pāye Rāma. Lankā jāye Rāvan ko māre; Rājā Vibhīshan pāye, Rāma, Rājā Vibhīshan pāye. Bhakta Vibhīshan hriday lagāye, Lankā ke rāj diye bhārī. (Refrain) 4. Hari sakhā do pati pata rākho, dīsha bandū batavāre Rāma. Hari sakhā do pati pata rakho, dīsha bandū batavāre Rāma, dīsha bandū batavāre. Jab dīkhe harpal chata chāhe; patthar Sudāmā kārī. (Refrain) 5. Jab jab bhīra paṛe bhaktan par; āpa hī āye dubāre Rāma. Jab jab bhīra paṛe bhaktan par; āpa hī āye dubāre Rāma, āpa hī āye dubāre Rāma. Tulasīdās balī āsa charan ke; bhakta anek hī dhārī. (Refrain) .
@sagi1954
@sagi1954 Месяц назад
Where can I get this Album to purchase? Thanks.
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa 2 года назад
BHAJAN #6: (D1) Dasham saṛhe jab garbh hī hai; tab hī prabhu se tum kaun kiyā. Mai` bāhar ho Harī bhakti karo; sehī kāran log bhaye dukhiyā. (D2) Ek āyī jagat me` bhūlī gayo; sehī (sahī) kāran log bhaye dukhiyā. Kabhī jī hāl hai man chet karo; bhaju Rām Siyā tū janma liyā. 0. (Refrain) Harī ho Rām milan kab hoī, andesavā lage rahe. Harī ho Rām milan kab hoī, andesavā (andeshavā) lage rahe. 1. Ahai ! Dehiyā rachavā me`, indriyan pahiyā; (2)(ĀŪṛāūī) O Bhāv ke panth chale (2), andesavā lage rahe. (Refrain) 2. Ahai ! Ved purān granthan bahu ranjanā (byandanā); (2) O Pākar bānd balī (2), andesavā lage rahe. (Refrain) 3. Ahai ! Pāp nasī (nashī) me`, jīvan nindiyā; (2) O Bhajan kī bhor bhaye (2), andesavā lage rahe. (Refrain) 4. Ahai ! Jāt vishva (svapna), na shushupti tuṛaiyā; (2) O Jīto tab Rām mile (2), andesavā lage rahe. (Refrain) -------------- BHAJAN #7: Hari Ka Dhyaan Laga Man Mere (Bhajans) - Album (2006), Lyrics: Surdas, Singer: Mohammed Rafi, Music Dir: Shivram. 0.Bhajo re man Rām Govind Hari. Bhajo re man Rām Govind Hari.(2) (Refrain) Bhajo re man Rām Govind Hari. (ĀĪŪṛāīū) 1. Jap tap sādhan kachhu nahī' lāgat (2), kharchat nahī' gathārī. Bhajo re man... Rām Govind Hari. Bhajo re man Rām Govind Hari. (Ref) 2. Santat sampat sukh ke kāran (2), jāse bhūl paṛī. Bhajo re man... Rām Govind Hari. Bhajo re man Rām Govind Hari. (Ref) 3. Rām nām ko sumiran kar le (2), sir pe maut kharī. Bhajo re man... Rām Govind Hari. Bhajo re man Rām Govind Hari. (Ref) 4. Kahate Kabīr, kahate Kabīr, suno bhaye sādhu. Kahate Kabīr, kahate Kabīr, Rām jā mukh nahī'. Kahate Kabīr, Kahate Kabīr, Rām jā mukh nahī', vo mukh dhūl bharī. Bhajo re man... Rām Govind Hari. Bhajo re man Rām Govind Hari (4). ----------------- BHAJAN #8: 0. Bāro so Kanhaiyā, kālī deha pe; khelana āyo re. (ĀĪŪṛāīūḥɛ) Bāro so Kanhaiyā, kālī deha pe; khelana āyo re, bāro so Kanhaiyā. 1. Reshama kī pata genda banāyī (2); chandana ko dandā lāyo re. Bāro so Kanhaiyā, kālī deha pe; khelana āyo re, bāro so Kanhaiyā. 2. Bārī tola genda gayī ganga me’ (2); genda ke sanga hī dhāyo re. Bāro so Kanhaiyā, kālī deha pe; khelana nāga ko jāya jagāyo re. 3. Nāgā sove naginā jāgat (2); mana pe paina bhajāyo re. Bāro so Kanhaiyā, kālī deha pe; khelana āyo re, bāro so Kanhaiyā. 4.Sura Shyām balī āsan charana ke (2); Hari ke charana gun gāyo re. Bāro so Kanhaiyā, kālī deha pe; khelana āyo re, bāro so Kanhaiyā. ----------------- BHAJAN #9: 0. Samaya na āvata, bāram bār. Ho samaya na āvata, bāram bār. (2) 1. Putra mātā kī, nīnda me’ soyo. (2) Aba to nayanā ubār. (2) (Refrain) 2. Yaha mānusha, tana ho tum pāyo. (2) Prabhu ko suya sambār. (2) (Refrain) 3. Vritta gavāyo, itanī āyo. (2) Koī nahī’ tarasā vichār. (2) (Ref) 4. Tab ham saba, bāte pachatāy hai. (2) Jaba tan kahe asār. (2) (Refrain) 5. Bare bhāgyā mānush tanu pāvā. (2) Yehī hai mukti dvār. (2) (Refrain) --------------- BHAJAN #10: 0.(Ref) Bana hī me’ jāye, Hari kutiyā banāyī. Bana hī me’ jāye, Hari kutiyā banāyī. Arre bana hī me’ jāye, Hari kutiyā . . . (ĀĪŪṛāīū) 1. Bhoja patra kī bane maraiyā; chandana balī lagāī, Rāma chandana balī lagāī. (2) Sītā satavantī bāga lagāyo; sohana tamarago bhāī chara chara jāyī. (Refrain) 2. Rāma Lachumana dou milkar baithā; Sītā bāta sunāī, Rāma Sītā bāta sunāī. (2) Sohan tamarago bāgā hatiyo, ina re tamraga rī mhāre mana bhāī. (Refrain) 3.Itanī bāta sunī Raghuvara ne; dhanush bāna re uthāī, Rāma dhanush bāna re uthāī.(2) Me’jāū tamaraga relāre, chaukasa rehanā mere Lachumana bhāī. (Refrain) 4. Dūra jai Hari tamaraga mārarayo; hā-hā-kāra bhāī, Rāma hā-hā-kāra bhāī. (2) Marato tamarago yubotalayo’, sudha budha lenā merī Lakshmana bhāī. (Refrain) 5. Tamaraga māra Hari panchavatī āye; sunī kutiyā pāyī, Rāma sunī kutiyā pāyī. (2) Tulasidās ās Raghuvara rī, tasayā ko batā do merā Lakshmana bhāī. (Refrain) ------------- BHAJAN #11 0. Aba Shiva pār, karo morī naiyā. (2) Karo morī naiyā, karo morī naiyā. (2) (Ref) Aba Shiva pār, karo morī naiyā. (2) 1. Avghat gādha agādha mahā jal; (2) ballī lage na khevaiyā. (Refrain) 2. Baṛī barobara dhār raho hai; (ĀĪŪṛāīū) tā para suti purvaiyā. (Refrain) 3. Thara tharāt kampata hiyā mero; (2) Shiva kī deta duhaiyā. (Refrain) 4. Devī sahāya prabhāta pukārata; (2) Shiva pitu Girijā maiyā. (Refrain) .
@Ramkabharosa
@Ramkabharosa Год назад
Movie: Shri Krishna Bhakti (1955), Singer: Mohammed Rafi Lyrics: Gopal Singh Nepali, Music Director: Chitragupt 0.Gangā me' nahī', Jamunā me' nahī; mehalo' me' nahī' kutiyo' me' nahī. (Refrain) Jahā' yād karo Bhagavān vahī. (2) (ĀĪŪṛāīū) He is not in the Ganges or in the Yamuna; not in palaces or in huts. God (the Supreme Lord) is wherever you recall (remember) him. Mehalo' me' nahī' kutiyo' me' nahī. (Refrain) Yes, He is not in any palaces or huts. 1. Kyo' nām na lekar dhyan joṛe; kaurī ke liye nātā tore. (2) Sone me' nahī' chāndī me' nahī' (2); hīre me' nahī' motī me' nahī'.(Ref) Why not chant His name & acquire divine wealth; instead of break- ing the relationship for a few pennies. He is not in gold or silver; not in diamonds or pearls. God is wherever you remember him. 2. Chupke phero man kī mālā; chupke dekhe muralī vālā. (2) Jantar me' nahī' mantar me' nahī' (2); dhartī me' nahī' sāgar me' nahī'.(Ref) You can only get a vision of Him by chanting in seclusion; and silently behold the player of the flute. He is not in the chants or the spells; He is not in the earth or the ocean. God is wherever you remember him. 3. Pātāl gagan jal me' thal me'; musakātā huā nikale pal me'. (2) Mandir me' nahī' tīrtho' me' nahī' (2); gītā me' nahī' vedo' me' nahī'.(Ref) In the netherworld, in the sky; in the waters, or on land - He can smilingly emerge in an instant. He is not in any temple, or at any pilgrimage site; He's neither in the Geeta nor in the Vedas. God is wherever you recall him. .
Далее
Lecture 11: World Music I : Tabla
37:38
Просмотров 675
Master's Choice
2:17:55
Просмотров 21 тыс.
daryana - по Москве (Lyric video, 2024)
2:30
Просмотров 439 тыс.
Gulinur - Yonor (Audio 2024)
3:11
Просмотров 566 тыс.
Султан Лагучев - Гасишься
3:02
Просмотров 388 тыс.