Nawaz bhai! Jo aapne apni iss behn ka dil khush kiya hai! Thank you soo much! For making this video. Itni achi variety wah! Kasam se mashAllah. Meri cousin pakistan ah rahi hai aur yaha zaroor jayeh gi! Thank you
@@nawazrajabazar Nai baijan agar ap business ka karay to Audiance zaida twaja da ge apko or nawaz bai rajabazar to poray pindi ka business hub ha ,mara kehna man ka ap just ,business, pa video banay or phr dakhy ap ,business ka +,_or investment ,requirements or sab sa important apka viewer,,,kasay is businees ko start kar sakta ha,,,,,ye chezz inshAllAh apkay channel ko or zaida jaldi grow karay ge!Thankyou!
@@IslamicHub247 bht achi bat ki ap ny next videos ma ye kam bi start karun ga zaroor ap logon ki support aur motivation chaye.bht sary log channel to daikhty hn but subscribe ni karty bus ye shiqwa ha awam sy.😪