Sir mene fincer small finance Bank me se lon liya tha 60 installment ka tha corona ke time me 5 install ment nahi bhar paye to Bank ne Dubal kardiya he aub bolte he 65 bhardo baki penalty bonas charge sub milake 61000 baki bata rahe he 439200 bhr diya he fire bhi roj pareshan kar te he
80000leliya mobikwik me 13000 bardiya , bad 3month kuch nai dala daily 150 call aya, igbore kiya, abi msg karke 44000 settlement karnekeliye bola mene ob igbore kardiya so , daily only one call aya abi . Legal action aisa bolta hai kuch nai karta
Dhani application kal notice bheja email karke or uparse kaha 5 din pay nahi kes karege or kalm 420 or najane kitne kalm bata diye thoda hm kuch batai sir
नमस्कार सर, सर मेरा icici बैंक का क्रेडिट कार्ड पेमेंट due हो गया है, मेरी कंडीशन सही नही है, मेरा icici बैंक का प्रुडेंशियल लाइफ इन्शुरन्स है, जो कि जनुअरी 2025 में mature हो रहा है, क्या बैंक इसको seize कर लेगा?
Sir ,hamse bol rhe hain ki location send kro main aa rha hu Agar location send nhi kroge to main ,kisi se puch kr aa jaunga Ye bol rhe hain Aayenge to nhi sir Sir , please 🙏 reply kigiye Kuch hoga to nhi please 🙏🙏
Dear sir, please reply dijiyega.. Maine olyv smartcoin se loan liya jiski EMI 21 sep, 21 oct and 21 nov thi or maine khudse application ke dwara pay kr diya tha saam me or application pe show bhi ho gya tha 21 sep EMI complete but aj morning me 7 bje firse autopay kr liya oct ka bhi or costumer service ghatiya h na call ka option h na text ka na email ka main kya kru
Sir mera navi ka 600000 loan h ab write off or Suit filed , written off,wilful defaulter,settled likha aa rha h kya kre sir bht tension ho rhi h please reply sir
Mera 9000 ka loan 204 days se overdue hai unhone vo loan 30000 kr diya unhone khud phone krne 90% discount dekr 10000 kr diya bola ab payment kr do Maine kl payment kiya 😂😂😂
सर 2011 में ग्रामीण बैंक से मेरे रिलेटीव केसीसी लोन जाली LPC पर 48000 लिए थे 2018 में उनकी मृत्यु हो गई नॉमिनी उनकी (जिंदा)पत्नी है और जो लोन दिलाया उसकी भी मृत्यु हो गई बैंक वाले नोटिस देते हैं और परेशान करते हैं क्या करे
Mera ko 2 baje rat ko mpokket wale call kiye to or bol rahe the cort me kal aap ka pesiy hai .....rat ko 2 baje call karke ......mai unka loan hamesa time par pay kar deta tha or due ke sath pe kar deta tha ......kuch time pahle job mera jhutt jane ke karan mai kuch lone mppkot ka baja huwa tha pir biche me 5000 or pay kiya kuch 5000 or bacha tha use EMI pay karna bola .....bad ak din bad un log or call ane laga or amount deu or bda diye .....mai pahle jita lone ise liya tha uska due bar bar bar thakh gya tha ....jita lone nahi liya use jada mai due bar chuka tha .....uske bad bhi toda amount bacha hai uska dur ita bada chuke hai in log ki ab mai nahi de sukta ....in log ita paiysa de chuka hu ki jita lone liya nahi use 3 guna ab kuch amount ke liye ita parisan kar chuke hai ab inka man mani nahi chalne duga
Tnx sir mera 16000 ka he m pocket me loan me me dara huaa tha bahut oar ab sukun mila he tnx .......... Mere pass sirf 12000 hee aaye he 4000 le rha he or dely 403 penalty laga rha he
Dada I had two personal loans from SBI. I settled a loan. But the problem is that 65000 rupees is blocked in the loan account. Now the manager says, to withdraw the money, you have to take a new loan, or you have to pay the entire loan. What is the way to withdraw money now? 
Agar desh me koi aise kanoon hi nahi he ke emi bounce ya loan na chukana gunah nahi he to darna kis baat ka he police to ayegi nahi sirf civil court me jana padega agar bank kuch karega to aur waha batana he paise nahi he mahenat kar raha hu abhi magar bhar nahi paa raha hu muje to bharna hi he sir .bas vaat khatam
Bhaiya moneyview 15000 , mpocket 11000, branch 9000 , ye sab amount mera due he or ab me pay nhi kr paa rha huu , please help kariye. kya ghr tak aajayenge ye??
Sr Aditya Birla finance se lon liya tha parsonal 2lakh ka m n 1bhi EMI nhi bhri 8mhine ho chuke ab fon aa rha h bol rha h ki m Jaipur kotvali se bol rha hu aapke kilaf fir h lon bhro ya setalmant kro
Sab loan agent wale hi hai ,police ka kam loan ke liye fir Krna nhi hai balki law & orders ko follow krne ke liye hai jo call apko aa rha hai o khud ek agent hai jo Police hu bolkar apko pareshan kar rha hai...call walo se pareshan Mt rho😅
Sir mera lone city bank chal raha th 350000 ka mera balance 122000 rs rah gaya 2019 ka bad kis dena band ho gaya ab 6 sal ho gay he ab watsapp me notice ate he kaya kare
Aaj to had hi ho gyi axis Bank wala manager aur advocate aaya tha aur bol raha tha sarfecy act 147 me case registere hoga pareshani me aa jaoge .Mera credit card ka payment pending hai .Ullu bana raha tha bole 5% payment kr do aur time mil jayega .mere pass payment nhi tha.
Sir maine bharat pay se lone liya tha bissns lone pr m pay ni kr para time mang raha hu wobhi ni dere ab bolte h legal notice bhejenge apko cort m aana pdega maine kaha koi bat ni bhej do ab to 1 rupiya ni dunga cort se hi dekh luga btao sir kuch hoga to ni
Sir, hum 7 days wala loan site se loan liya ta.. loan repayment kar deta hain.. fir deta hain.. usko repayments kar ne ke liye 2, 3 aap se b loan le liya, abhi repayment nahi kar pa raha ho.. hum abhi kya kare , recovery agent bahut harassment kar raha hain..
Main je kreditbee se liya hai 15000 3se4 mahine hogae kiya koi problem hoga main chukaunga but av nhi 2se3months ke baad sab chuka dunga av paise nhj hain sab padhai me lag gaya hai
Sir mera Flipkart se phn call otp hack se ak order placed (instant delivery voucher code wala) ho jate he or 13000 emi me kat gea customer care se koi support nehi mila ab Flipkart wale or idfc wale payment ke lia barbar phn korraha he Koi solution hoa to bataia
Sir appn meri madaat kare sakte ho truebalance ke app se 11000 loan liya tha 4k bhare diya baaki nahi bhare paya 11 mounth default hua hai loan i want to repay can you help
Ku court jao ge bhaiya ghar baitho kaam dhnada dekho kuch nhi hoga sab farzi hoga jo police vakeel notice .. call karne walo ka aur uggent ka paisa fix hota hai itne le lo itne tumhre
Sir mera 15 lakh ka unsecured loan hai medical condition ke vajese meri job chut gayi hai me 3 month se ghar par hu abhi main emi bhar nahi pa raha hu 3 month se kuch seving thi o vakil ko 45000 de chuka hu 3 month ka abhi o bhi seving khalas ho gayi hai kuch samajh nahi pa raha hu age kya karu isse bahar nikalne ka koi rasta bata dijiye sir please suggest
Sir maine 4000 ka loan liya hai student gu pay karne ke liye paise nahi hai pay nahi karunga to kuchh nahi n hoga jaise contact list pe call ya Ghar aayenge please tell me
Sir ji mera to multiple loan hai kisi ka bhi nhi de raha hun number wats app sab block kar diya or nya number use kar raha hun ab to mujje bhi yad nhi hai maine kis se kitna loan liya bindass rehta hun
Sir Maine 8 Hazar Rupees Ka Loan Mpocket Se Liya Hu Repayment Nhi Hua H Mujhse Ye Company Wale Roj Paresan Karte H Kahte H Ki Apke Ghar Par Home Visit Hoga Kya Karu Sir Btaiye
Sir maine 19000 ka loan hai poolis dwara notice aa gaya arest worrent aya hai 21.08.2024 ko ahemadabad court me upasthith hona hai bank kah rahe advocate ko lekar ana agar advocat ko dene ke liy paise hote to inka loan nahi chuka deta sir kya karu mujhe 21.08.2024 ko ahemadabad court jana chahiy indore hu please healp ser