Sir mere pas luminous inverter aya hai usame output voltege nhi aa rha hai.aur charging light blinking kar rhi hai.mains aa rha hai. Please help me sir 🙏
Sir luminous Electra865 jab ON karta hu display par Eco show karta hai, both - ve chennels par 5v gate drive aata hai magar both +ve chennels par koi drive voltage nahi aata hai,output voltage be nahi aata hai magar jab mai Q2 or Q5 kai gate ya gate sai related koi resistors par touch karta hu to +ve chennels ke gate drive start hota hai aur output 220v aata hai please help me
Ek inverter aaya hai luminous rapid charge usme battery charge 14.6v me cut karne ke baad charging led blink karne lagti hai, battery down karne bad phir se line Dene pr charge nahi hota jab wire khol ke lagate hai phir se charge hota sir problem kaha se please help sir
main rainwater mein bhi yahi problem same problem hai re Mera photo no send kar kya usmein kya floor chalta hai yahi Mera indicator batata hai so kar raha hai mere WhatsApp par Judi hai yah to aap message
Namaste sir ...mere luminous shati charge 1150 me charging ki problem ho rhi h ...bijli aane pe esme charging suru nhi ho pati or fir apne ap charge hone lagte h fir wapas charge hona band ho jata h ...plzz bataiye kyu ho rhi h problem ? Lockdown chal rha h koi mistri bhi nhi mil rha h 😭
Inverter ke Battery ka + wala wire nikal ke shaf clear kre fir use lga kr tite kre dhila na rhe .. Ye sab krne se pahle mains wire electric board se nikal de inverter ka sw band kr de ...fir btaye respons
Sir mere pass luminousecowatt 900va inverter aya hai 2second charging ke baad charging indicator and fan off ho jata hai sir maine ic lm358 ke pass do 9kilo om ka resistor laga hua tha dono ka value shift ho gaya tha dono ko change kiya battery charge kar raha par charging indicator and fan dono work nahi kar raha hai sir maine 9kilo om ke jagah 9.5k ka resistor lagaya hu
Mains line board se alag kre fir Battery ka + wala wire khol ke Alag kre fir use saaf keke Dobara Battery me kas ke dekh le.....Battery ki point clear honi chahiye
@@APMElectronicsnewtech Main aisa kiya phir thik ho gya.. Lekin phir mains line board LA switch on kiya to phir pehle jaisa ho gya.. Lockdown me upya nahi h ager aap thoda help kre to achchha hota +917979719638
Sir mere pass ek luminous zelio inverter aya hai usme charging ampere nahi aa raha hai charging ke samay battery volt 14.4 batata but amere meter me amp 0 bata raha hai
Ghr me khud banana h to kaise bnega..itne sare machine to h nhi ki ghr me test kr sakte hai.. inverter ko to electrician ke paas hi le jana hoga n ...👎