I am thirsty and dry ground O! the one with holy trees O! The cloud of kindness The rain (of your kindness) fall in showers Please also drop a few driblets (of kindness) on me
Mai ne jab b yeh naat suni mere ankho mai automatically anso ah gaye, mai samjh nhi pa rhi thi k esa kyun ha lakin ab is naat lyrics parh kr samjh ah gai k kyun dil is trah dharak rha tha ye sun kr or kyun rona ah rha tha 🥺 Love this nusheed❤
اس کلام کے الفاظ پڑھنے اور سمجھنے میں مشکل ہیں ۔ اگر یہ مسٸلہ ہے تو میں حل کردوں گا ۔ میری خواہش ہے کہ آپ اسی انداز سے مکمل کلام پڑھیں ۔ اس سے پہلے کسی نے اتنی خوبصورتی سے کسی نے نہیں پڑھا فجزاکم اللہ احسن الجزإ
It's impossible for today's generation to write a Kalam like this written by A'ala Hazrat Imam Ahmed Raza Khan Faazli Barielvi Alyhirehma in Arabic, Farsi, Urdu and Hindi.. Maslak e A'ala Hazrat Zindabad ❣️ A'ala Hazrat Zindabad ❣️
Beshak yeh kalaam bahut shaandar hai....par bhai ghumo aur suno ek se ek kalaam likhne waale log hai.....suno jaake...bas logo tak pahucha nahi hai...iska matlab yeb nahi k aap puri generation ko nakaar diye hai.........
@@syedtabishali5064 aap ki bat dursurt hai ... Likin maine kafi sare naat khawanoon ko parha hai ... Urdu farsi punjabi .... Likin. Jis tarah ala hazrat ne huzur SAW ki shan beyan ki hai ... Us tarah kise ne nhi ki
Subhaan Allah . Allahumma Barik❤ may Allah bless you all for bringing up Kalam of Aalaa Hazrat with such a beautiful presentation ❤. Love from the city of Aala Hazrat , Bareilly shareef INDIA❤❤❤
قُلْ هُوَ اللّٰهُ اَحَدٌۚ(۱)اَللّٰهُ الصَّمَدُۚ(۲)لَمْ یَلِدْ ﳔ وَ لَمْ یُوْلَدْۙ(۳)وَ لَمْ یَكُنْ لَّهٗ كُفُوًا اَحَدٌ۠(۴) ترجمۂ کنز الایمان تم فرماؤ وہ اللہ ہے وہ ایک ہے ۔ اللہ بے نیاز ہے۔ نہ اس کی کوئی اولاد اور نہ وہ کسی سے پیدا ہوا۔ اور نہ اس کے جوڑ کا کوئی۔
Kyu kain yain ala Hadrath imam e hale sunnat Ka likha huwa kalaam Hain. Yain kalaam Qur'an aur ahadith ki tarjumani karta Hain. Is liye maqbool e khuda Hain aur bargah e rislaat main qabool Hain .
Lamyati Naziruka Fi Nazarin Mislay Tona Shud Peda Jana Jag Raj Ko Taj Toray Sarso Hai Tujh Ko Shahy Dosra Jana Albahru Ala Walmojo Tagha Man Bekas O Toofa Hosh Ruba Manjh Dhar Mai Hun Bigri Hai Hawa Mori Nayiya Paar Lga Jana Toray Chandan Chandr Paro Kundal Rahmt Ki Bharn Barsa Jana Ana Fi Ata Shiun Wasakha Ka Atam Ay Gesuwe Pak Abray Karam Brsan Haray Rim Jhim Rim Jhim 2 Boond Idhar Bh Gira Jana Arruho Fidaka Fazid Hrka Yak Shola Digr Brzan Eshqa Mora Tan Man Dhan Sb Phoonk Dia Ye Jan Bh Piyare Jala Jana B’s Khamaye Khamai Nawaye Raza Na Ye Tarz Meri Na Ye Rang Mera Irshad Ahibba Natiq Tha Na Char Is Rah Para Jana
Bidda't kise kehte hi ye jaanle pehle. Imam Ahmed Raza Khan Alahirehma Fazil e Barelvi ki shaan wohi Jaan sakta hi Jo Nabi e paak ka aashiq ho aur Jo kanzul iman ki tilwat kiya ho aur samjha ho. Aur Allah Subhan o ta'ala ki ibadat wohi kar sakta hi jisme Ishq e nabi ho. Allah aapko hidayat de.