As salamalaikum janab Mai bhi sach aapka khel pani kar raha hu mashaallah aapka khel pani accha hai aapki dua se mai bhi bohot kuch janta hu lekin apni tarif nahi or sach to ye hai aapka khel kar raha hu ( sedi ) ke 11 kabutar mar liye maine or mere 2 gire ek hi sedi kiya or maine ek hi sedi 11 mare hai 180 kabutar lara hu or sedi 140 hai daily 1 ya 2 aapki dua se?
Assalamualaikum BOHOT SHUKRIYA BHAI MERE COMMENT KA REPLY KARNE K LIYE AB MAI APNE Hyderabadi PATHHO PR bedhadak PETHE KA PAANI USE kr sakta hu ALLAH AAP KO JAZA E KHER DAE❤❤
❤Mashallah kabootar leye hai aap ne ustad ji ❤ or aap jaise ustad milna muskil hai abhi ke time me jo har ak chez batata hai..baki ak baat bolna chaunga ke USTAD KE KADAR KORO OR USTAD KE AAGE JANE KE KOSHISH NA KARO..q k maa baap ke baat whai hota hai jo apne ko sahi rasta dika ta hai..USTAD JI AAP KO DIL SE MANTE HU OR AAP KE LEYE BHOUT IZZAT HAI HAMERE DIL ME ..
Ustad ji sab ko aap ne vo kuch diya hai jo log salo menat kar hai ustad k chat par or ap na pasa laga te h fir bhi log kuch hunar nahi deta hai ya to aap k hi dil hai jo aap itna kar te ho or youtube wale ap ne dukan chala rahi hai
Kashif ustad AP ne 2 cheez abi tak pore nhe ki pehli cheez AP ne bola ta k me batao ga k jab ham market se lete hai to on k sine kunde kaise check kar k le kiu k ab season start ho Raha h Banda market se le ga Thora asani ho jaye ge ham sab ko or dusri cheez magaz ka chiknao Jo kabotar urte hi sehdi k chat pe jaye ustad jee me ab nhe bola ga 3 bar bol diya hai AP ko
❤❤❤ assalam walekum kya hal hai Kashi bhai Dali baat karo Pakistan Karachi se kasim bhai Sahi Kiya aapane aisi jagah Jana Nahin chahie Jo insan ki ijjat na ho aur koi uski baat Nahin mane Allah Tala aapka shahar swatantrata se aap humse allah Hafiz Sahab ko bahut Bhojpuri gana
Aslamo alaye com kashif Bhai bilkul teek kiaa Ap teek Keh Rahe hain mere sath b ye mamlla ho chukaa he baqi apki video ka intzar rehtaa he bohat achaa shouk Karwa Rahe Hain app
Assalam alaikum Kashif bhai mai up azam garh se hu apna nambar dijiye bhai mujhko baji .udana hai apse bat Karni hai bhai kabutar ko udane ke bare me bhai
Assalamualaikum bhai masallah kabutar par kabhi asha rup nahi aya jasa Kashif king ke dahk rahk ma Aya hai allah kub name kare mare Bhai ka ❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
asalam u alikum kashif bhai...Mashallah say ap ikhlaq bhut achaw hai apki videos dhekta hn bhut achaw lagta hai....ap ka rakh rakhao acha hai allah pak ap ko hamesha kamyab karain.. main pakistan say hn dua main yad rakhiyaa ga
Ustad ji apne aj tak sab kuch btya he ab basane ka tarika or bata do acha wla bhai ksm se sediyo ne bhut nak me dam kar rakha he basa basa ke to hamre liye bhi kuch btana zarur ap ... Aslam mu alekum
Assalam u alaikum bhai yakin maniya jab ma na adhi video dakhi thi jab yahi socha tha ka ap ko bolo ka kashif bhai ya lal kabotar naiya khola. Ha ap na or ap na last ma khud bhi yahi kha
bhai kashif kabootar ka dimagh tez or pakka karny ka koi nuskha Q k bhai kaahif agr kabootar saidi ka a bhi jaye to saidi ciity mar kar us ko siyana kar deta ha or wo utarta nai ha chat par jab k us k new kabotar hein
السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبرکاتہ بھائی استاد کی بات تو رکھنی چاہیے کاشف استاد کیونکہ استاد استاد ہوتا ہے کاشف بھائی اپ کی اس کو بات رکھنی چاہیے تھی وہ کبوتر اس طرح نہیں دیتے اور اپ کہہ رہے تھے حساب کتاب ہے تو اپ کا حساب کتاب والی جو ہے وہ اس کا فرض بنتا ہے کہ اپ کے اس میں ساتھ دے بعد میں ❤بہت غلط کیا ہے ساتھ میں ❤
Bhai mera kabutar bhut acha lad raha hai or dur ke pale me lad raha hai lekin bhai me kabutar pakad nhi pata chad ke aate hai chale jate hai kya karo bhai
Bhai kabooter sedhay nhe ho rhay aaj 3sra din hai ap bata nhe rha bhai mu phar letay hain ur sirf bal letay rhatay hain amad bhe nhe hai koi palta wgra nhe latey bs 2 . 3 hawa urtay hain