a parwardigar hum teri hi ibadat karte hai tuji se madad magte hai isse murad khuda ke hukm se hai hum khuda ke hukm se madad magte hai sirk jub hai jub hum asi chiz makhlookh ko madad ke liye kisi bhi kaam ke liye pukare jisko khuda ne hukm nahi diya. unse madad magna unko pukarna unko karsaz samjna sirk hai allah rubbul alemin har chiz par qadir hai sab chizo ke sab makhlookh ke sab kaam rubbul alemin apne hukm se karta hai surah al jathiya ayat no13 jo kuchh asmaan me hai or jo kuchh jamin me hai sab ko apne hukm se tumhare kaam me laga diya allah rubbul alemin ka jism uske hath uska ghar uski rooh uska akaar uske sarik nahi uska koi sarik nahi hai allah rubbul alemin apne hukm se apna jism apne hath apna ghar apni rooh apna akar banata hai usne puri qaynat ko qaynat ki har chiz har makhlookh ko apne hukm se banaya jo banaya gaya vo khuda nahi khuda ka sarik nahi khuda ki ibadat usko sajda uski pervi usse madad uske hukm se hai isliye faristo ne khuda ke hukm se adum ke aagy sajda kiya musalman bhi khuda ke hukm se khana a kaba ke aagy sajda karte hai khuda ke hukm se rasul ki kuran ki pervi karte hai qaynat koi koi bhi chiz makhlookh na khuda ke hukm ke bager madad maag sakti hai na madad kar sakti hai na dua maag sakti hai na dua kar sakti hai na nafa nukshan kar sakti hai na sun dekh sakti hai na koi kaam kar sakti hai sab ka karsaz rubbul alemin hai isliye wali oliya ambiya ahle bait faristo ko pukarna unse madad magna unko apna karsaz samjnA sirk hai ahle bait jamat al mahdi✔