Assalamu alaikum wa Rahmatullah WA Barkatullahu Mufti sahab me Moot ka manzar Anwarye hidayat Sirf 5 mint ka madrasa Ap ke masayel awr in ka hal Ye sare hadisy me padti hun Mufti sahab ye sahi hadis hai na ap mujhe bataye me IND se Allhahafiz
Mufti sahab assalamu alaikum Agar kisi Muslim yeh kah de ki yeh Aadmi Allah ke barabar hai. Fir usko pata chala yeh to shirk or kufr hai agar woh tauba kare to uski tauba or ibadat bargahe ilahi me kabool Ho gi ya nahi is bare me please hamari rahnumai farmaiye Shaukat Ali India se