Before 4 years maira accident huwa Aur mai handicapped huwi . Allah Tala mujai b aaisi he Aachanak apnai durbar pur bulayai jaisai is ka Bulawa aaya hai
Mere maa roo k behaal hai itna shoukh hai unko waha janay ka 😢😢😢khuda mere maa k naseeb kai b waha ki ziyarat rakhay ameen hum gareeb hai bohat magar un k darbaar mai sab ek hai ❤
Meray shohar k liye dua kare ki Alahtala unko achi hedayat day siratul masteqeem pa qayam air dayim rakhe..mei buhat parishan hon aAlah muja par rahm farmaye
Mashallah mashaallah mashallah mubarak 🤍💚😥😥😥gundbal batwara k liye dua kro jb insaan emotional hota tb Allah pak zaida sunty hai un bechaan dilo ko b sukoon mily 😭jaldi se ameen
Kash muj gareeb ko bhi aisa moqa allah ki taraf sa naseeb hota mana bohot dua ki atikaf ma allah pak sa madina jana ka lya app sab sa guzarish ha mera liya bhi dua kara k mujha bhi allah pak waha jana ki taufeek day ameen