Om Namah Shivaya You have given very useful information about manipura chakra thanks and salutations and congrats very very useful for Sadhatha Marga ❤❤❤
Rajshri didi, Apapne Manipoor chakra ki Jankari bahut hi Satik Aur behtarin di.maine bahut sare vidio dekhe , pair, Uname kuchh na kuchha kami hai. Didi, mai Aapki u hi tariph nahi kar raha hu. Kyonki mai dhyan Aur inhi sapat chakra par vyakhyan karta hu.. Aapka Aur Aapke chanel ka Dhanyavad.. ---- HariAnant --- { Anugrahanand}