Thank you for your interest in Vastu Shastra! 🙏 To get in-depth answers to your Vastu-related questions, we invite you to join our Free Happy Home Vastu Webinar. Join To Webinar = forms.gle/GU72K7mXMdUo2BXX9 🌟 Why join? Expert Insights: Learn from experienced Vastu consultants. Interactive Q&A: Get personalized answers. Practical Tips: Simple Vastu solutions for a harmonious home. For more details, contact us at 📞 9327949568 or 📧 support@shivvastuanalysis.in. We look forward to helping you create a balanced and happy home! 🏡✨
Sir hum plastic bottle mein uttar disa mein lagayen hain. Aur mitts bala pot mei south east ein lagayen hain kya galat hai thoda bataye jo plastic bottle mein lagayen hai
Sir ji money plant kitne rakh sakte hai. Balcony me toh thodi upper hi ja sakta hai fir uske kisi ek disha ki Tara ghumana parega, toh konsi direction me gumaye
कितना लंबा खींच दिया अंकल जी, एक बात को कितनी बार बोला है और जो वास्तु अनुसार कार्य करना चाहते हैं थोड़ी बहुत तो उनको भी आती है एस्ट्रोलॉजी और वास्तु तभी तो ऐसे वीडियो देखते हैं। जय हो प्रभु...😂🙏🏻🚩
maine school main teacher hun aur tutions bhi lethi huun .. toh maine kaha rakhu... salary maine increment nahi hota hain .. maine ghar ke north ke window maine paani ke plastic jaar maine rakha hain
Bahut cinfusing hai, south east direction me blue ya green , pani se bhari hui bottle kaise rakh sakte hai.... South east me blue color and pani bilkul mana karte hai, to fir kya kare ??
किचन की पूर्व दक्षिण दिशा यांनी आग्नेय दिशा मे अगर किचन ओटा बना है तो मनी प्लांट का गमला कहा रखे और मनी प्लांट की बेला बहुत लंबे डिस्टन्स तक बढती है तो इसको उपर कहा तक और कैसे लेके जाये
Mere ghar me jaise poverty aa gayi hai. Loan badhta ja raha hai. Pending ho raha hai EMI. Ab me sabhi shakhaye cut krke unnhe rassi ke sahare upar ki taraf kar dungaaa. Dhanyawad
Sir aapka matlab hai ki Ghar mein south east mein lagaye aur workplace par north mein ? Aur Ghar mein bhi blue ya green glass bottle mein laga sakte hai? Thank you so much sir. 🙏