Tariq Jameel Sahab zindabad DawaT e Tableegh deenn o duniya ki voh sonehra taaj h Jin ki Zindagi ki m hamesha Dua karta ho Ya khUdaEpak in ki Umar daraz rakhen inka ommatEmuslima ki behtreen awaz hamesha ham bacho k sir p qaimoDaim rakhen aaaaaAmeeen summmma 😍😍😍😍😍😍❤️آمین ❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️❤️ يا ربلعالمىن
Molana Sahab ki takrir sunne me bahut maza aata hai, kyu ki molana Sahab bahut aacha kahaniya banate hai as aur sunate hai, janab toh janat ki saher v kar kar aa chuke hai aur hure v dekh chuke hai. Jo v ho molana Sahab bahut aache insan hai ❤️
واہ قدرتی بات ھے کہ بچپن بہت پیارا ھوتا ھے اور پھر سکول کا وقت ۔اور بعد میں ماشااللہ جب انسان اللہ سے دوستی کرے اور اللہ کے قریب ھوجائے تو زنگی کی سب سے بڑی خوش نصیبی ھے
Students ki Mohabat daikh kar pata chalta hy k hamary log deen sy kitna mohabat karty hy. Hamary sisters ny kitni tazeem sy suna aur hamary bhaio ny kitny tawjo sy suna. ALLAH sab par reham farmayi. Lahore kafi modern hy par phr b students ki itni adaab k sath bayan suna asal mey apny Islam sy mohabat ka aik jalak daikhta hy. VC sahib ko be credit deta hon k unho ny bohat hi achy sy sath dia. Thanks to all brothers and sister for your time.
Fiqray q kaas rhy hain us ki wajuhat bhi TU hongi na janab....aik Alim hokar apni brand launch ki Islam ki BAAT karty ho miyanaravi Ka dars dety ho TU Bhai aik kurta kitny Ka hai inki muqadas brand Ka woh bhi bata dain.....
@@michaelmayers6787 Bhaijan Aalim ka business krna gunah nhi hai Nabiyon Paghambron nay bhi Tijarat ki hai, aur Profit lena bhi mana nhi hai apki chiz hai ap jitna marzi rate rakho, awam ki marzi hai wo lay ya na lay, ap sb ka zor in ulmaa pr hi chalta hai sugar mafia, petrol mafia aur pta nhi kon kon, unkay khilaf kbhi protest kren, Ulma e karam ki qadar kren unkay khilaf mat bolain wo bhi insan hain ghaltian bhool chook unsay bhi ho jati hai, wo ilam hasil kr k koi farishta tou nhi ban jate jo unsay kuch sarzard nhi hoga, Be Positive Brother
@@bilalrazzaq2936 well then I can it's hypocrisy main aik taraf kahon Kay sab brabar Hain aur aik taraf main apni dukan chamkaon aur price aisy rkhon Kay ghareeb admi lay na saky so Meri Nazar main yeh bhi businessman hue na Kay koi so called Alim e Deen...mujhy kisi Alim sy masla nahi mujhy bas hypocrisy sy masla hai....qk yeh Deen humain miyanaravi seekhata hai aur plz so called Alim ko kisi Prophet sy tashbeeh na dain TU behtar hoga....Yahan har Banda apni dukan chamkany ajata hai Deen Ka Naam lay Kay jaisy TLP walon nay Islamabad main Kya I think ab hum sab ko apni ankhain khulni chahye aur Sahi Deen ko samjhna chahye aur shakhsiyat parasti ko tark Karna chahye
Kaash pakistan na banta toh aj m bhi Moulana Tareeq jameel ji ka bayaan sunta live. I am from mewat haryana (erstwhile punjab British India). Moulana jb Delhi marqaz m aaye the 80 90s m , toh m 2018 December m delhi marqaz gya tha toh mne vha pr Moulana ko yaad kya tha. M Delhi ke paas se hi hu... Lots of love specially Moulana Tareeq jameel ji. Please pray for Indian Muslim's who are in pathetic situation nowadays...
Molana is behaving like a teenager with GC students, not aalim e Deen... This is the beauty of Molanaaa... Allah pak Lambi seht wali zindagi den apko Ameeeen
الله واحد بادشاہ ہے جو مانگنے پر خوش ہوتا ہے اور نہ مانگنے پر ناراض ہوتا ہے اےشہ رگ سے قریب الله آج ہم سےخوش ہو جا ہماری فریادیں قبول فرما ہماری توبہ قبول فرما ہمارے ایمان کی، جان کی، عزت وآبرو کی، صحت کی حفاظت فرما آمین
U people are so lucky to having a personality like Tariq Jameel sbh Love and respect from Kashmir And hope vc sir will always follow the same way which ends to janath Aameen
جزاک اللہ خیرا- مولانا کا انداز ایسا ہے کہ جی چاہتا ہے بس سنتے جائیں۔ اور قوم کے نوجوانوں کے لئے جذبہ ایسا ہے جیسے والدین یا خاندان کے مربی اپنی نسل کے لئے فکرمند ہوتے ہیں۔ اللہ آپ کی زندگی میں برکتیں اور رحمتیں قائم رکھے۔
اللہ رب العزت مولانا کو ایمان عافیت سے رکھیں اور ہمیں بھی انکی محنت سے مستفید کریں امین اللہ تعالی جنید بھائ کو جنت الفردوس عطا کریں اور ہمیں بھی اس مبارک محنت کے لئے قبول کریں امین
First he made relationship, to win their ❤hearts in order to be one amongst youngsters. 15 most memorable days with him in Houston Texas is my treasure.
آجکل کے سکالرز اور سچے, پکے اور کھرے مسلمانوں میں اور سیدھی راہ اور جہاد کی راہ پر مسلمانوں کو لانے کی واحد امید ڈاکٹر اسرار کے بعد دنیا کے ایک نمبر سکالر عزت ماب مولانا طارق جی
What an inspiring spiritual discussion and lecture by Allah's staunch follower and servant, who's message is actually the message of Allah.Blessings for you from Allah can be felt,I swear by Allah and Nabi e karim Saww
Afsoos hai youth pay Allah Maaf karay youth hai he Pagal.. Aalim Deen ko suit krta hai song gana.??? Aalim ka apna aik Waqar hota hai.. Munasib nahi lagta hai
My father was a Ravian. Maulana saheb k lecture Pakistan ki har university me hone chahye aur bar bar hone chahye. Kyunke hamari universities ka mahal tabah kar dia gya he aur deen ko khatam kar dia gya he.
Ya Allah Pakistan k halat per rehm frma ghurbt mehngai berozgari ka khatma frma Kashmir k muslmano ko azadi naseeb frma or hm sbko Hajj ki sadat naseeb frma sb bolo
MA SHA ALLAH kya khoobsooorat personality Hain Molana Saab ALLAH Pak sehat tandrusti lambi Zindagi dain... Shukar hai ALLAH Pak Ka k ap jesy scholar hmain atta kiay jahan har taraf nafrat e nafrat hai ap Muhabat k chamkty Huwy sitary Hain
Brought tears to my eyes. I wish I could have been there to hear this. Love you Maulana Saab. Proud Ravian! Billions of the books but Quran E Majeed is the best in the world 🌍❤ ❤❤🧡
mashallah very good message to our future generation-bahot accha intizam kiya hua hai, thank you maulana Tariq jameel sahad ka bahot shukriya Allah aap ko sehat dey tandrusti dey- Aameen
Dr asghar has always been very humble n quiet and religious.Very intelligent student. Know him from college life. JazakAllah Dr sahab for inviting Allama Tariq Jameel.
Rev Maulana Tariq Jameel Sir_ God bless you. My great grand father Rai Sahab Ganesh Das was richest Land Lord of Tulamba who died in 1935 in Tulamba. He had two sons Wazir Chand and Gokal Chand. I am grand son of Gokal Chand. I was born in Sonepat in 1950 and in legal profession since 1974 till today. All my family men comprise of Professors Engineers Doctors. GMs Personals in and out of India. Sir_ your dialect and sweet voice in this interview transpires as if you are one of my family members. Thanks. S C Pruthi Sonepat