Mufasa bht wafadar hy no doubt janwar insan se ziada wafadar hy yaqeen nhe aa rha itna sa chota bacha bara ho k b yad rakh sakta hy dil khush ho gya video dekh k r b piyar kerwana chah rha tha mufasa vicky bhai se
Beshak beshak bahut hi wafadaar hai ye mufasa wafadari mein to mufasa ne insano ko bhi piche kar diya hai bahut bahut pyara hai aap ka mufasa sooo cute mufasa 🥰🥰🥰🥰👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻👏🏻❤️💕❤️💕❤️💕❤️💕
@@sacali4654 kyu bhai aap ko kyu taklif ho rahi hai hum mufasa ki tareef kare to aaj kal na insaan se ziyada janwar hi bahut Wafa daar ho gaye hai insaan ke waisa jelus ya hasad bhare ya selfish nhi hote hai wo log apne malik ke wafadaar hote hai insaan hai na jaise hi apni gharz khatam hote hi wo kisi ko pehchanta tak nhi hai aise wafadaar qabile tareef hote hai aaj kal ke insaan
Bohut hi piyary video banaye hai aapne Mufasa such main bohut wafadar hai wo aapse bhi bohut piyar karta hai Allah pak Aapko Salamat rakhey apney bachon ke saron pe aap Qayam rahein or bohut khush rahein Ameen video bohut pasand aye hai Thank you
Mashallah insaan se zyada vafadar janwar hota hai insaan ka kya hai jisme khud hi vafadari nahi hai vo janwar ki vafadari kya samjhe ga.i love mufasa😊❤
Aap jaisa pyar mufasa ko. Koi ny de sakta.. Bahut vloggers hai.. Do min ki video hoti hai.. Phir dusra cage.. Aapke blog mein ek aisa relation show hota hai.. Jo dikhata hai pyar mohabbat se rakh kr aapne inmein wafadari daal di.. Aapki bahut mehnat hai. Love from India
Saqiab bahi 🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰ya flag apki video ma huna chyae bs kasy b kry apny kapro par lgye ya Edr shaar house ma kahe pa nzr ana chyae i love 🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰 pakistan i proud my pakistan 🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰🇵🇰