Your welcome dear friend 😊❤️ Apne meri recipe ko try Kiya uske liye apka shukriya ❤️💐 meri or bhi recipes try kijiyega in shah allah apko bahut pasand aayengi video acchi lge to apne friends and family members me bhi share zaroor kijiyega 😊❤️ Have a great day 💐💐💐
Bahut bahut shukriya apka dear friend ☺️❤️ ek baar is recipe ko zaroor try kijiyega in shah allah apko or apki family ko ye recipe bahut pasand aayegi or please channel par bane rahiyega☺️☺️❤️❤️❤️❤️ have a great day 💗
Ji accha, Lekin Up Firozabad me naan gosht banane ka yahi tarika hai, or is recipe se naan gosht Bahut zyada tasty Banta hai ap ek baar is recipe ko zaroor try kijiyega or mujhe apna feedback zaroor dijiyega ki apka naan gosht kaisa bana. In shah allah apko or apki family ko ye bahut zyada pasand aayega.❤️😊😊😊
Dear friend ❤️ Sandal powder do tarha ka hota hai, dark brown wala dala jayega isme, ap chandan powder ke nam se laiyega uska colour dark brown hoga or bahut barik hoga . Ek golden colour ka bhi aata h wo nhi dalna .
Shukriya ❤️ Ap is recipe ko zaroor try kijiyega in shah allah apko or apki family ko bahut pasand aayegi, acchi lge to apne friends and family members me bhi share kijiyega or apna feedback zaroor dijiyega Have a great day 💐💐💘💘
Thanks 😊❤️ Dear is recipe ko ek baar zaroor try kijiyega in shah allah ye apko or apki family members ko bahut pasand aayengi, or apna feedback zaroor dijiyega ki apki ye recipe kaisi bani Acchi lge to apne friends me share kar dijiyega Have a great day 💐💐💐💐❤️
Shukriya ❤️ Ap is recipe ko zaroor try kijiyega in shah allah apko or apki family ko bahut pasand aayegi, acchi lge to apne friends and family members me bhi share kijiyega or apna feedback zaroor dijiyega Have a great day 💐💐💘💘
Apney bola tha ki aap tez patta aur baaki khadey masley baad mein daley kyoki aap bhool gaye thi,to sahi time kya hai khadey masalon ko daalney ke, aur kevda kitna table spoon daalna hai? Aur khaskhas ki zaroorat nahi hai ismein?
Gosht ke sath dalne hote hain, agr kewra water use kr rhe hain to 2 tbsp daal dijiyega,or agr kewra assence use kr rhe hain to 2-3 drops hi daliyega ,is recipe ko pura follow kijiyega apki ye recipe bahut zyada acchi banegi, or apna feedback zaroor dijiyega ki apki ye recipe kaisi bani acchi lge to please share kijiyega. Have a great day 💐❤️💐😊
Ji maam bilkul review dunga,but apney bataya nahi khaskhas apney use nahi ki,waise normally khadaw ghost mein use hota hai khaskhas, apney sandal powder use kiya.. To bina khaskhas ke bhi ban sakta hai??
Thanks a lot dear friend 😊 Please is recipe ko zaroor try kijiyega in shah allah ye recipe apko or apki family ko bahut pasand aayegi or apna feedback zaroor dijiyega ki apki ye recipe kaisi bani...acchi lge to apne friends and family members me bhi share kijiyega ☺️❤️💐💐💐💐💐
Dear friend, Ji Bilkul sahi kaha apne, asli taste lohe ki kadai me hi aata hai kyunki authentic recipe lohe ki kadai me hi banayi jati hai, lekin normal kisi bhi kadai bhi me bhi bana sakte hain, agar sahi tareeke se recipe ko banaya jaye to taste me same hi banta hai meri is recipe ko try kijiye apko iska ekdam original taste hi milega in Shah Allah. Have a great day ❤️😊
Ji khane wala chandan powder apko kisi bhi grocery shop par easily mil jayega ya fir ap ise online bhi purchase kar sakte hain is recipe ko zaroor try kijiyega apko or apki family ko ye bahut zyada pasand aayegi or apna feedback zaroor dijiyega ki apki ye recipe kaisi bani.😊😊 Have a great day 😊
Shukriya ❤️ Ap is recipe ko zaroor try kijiyega in shah allah apko or apki family ko bahut pasand aayegi, acchi lge to apne friends and family members me bhi share kijiyega or apna feedback zaroor dijiyega Have a great day 💐💐💘💘
Dear sister ye dish bahut hi Purani hai.Up Firozabad ki Shadiyon me bhi yhi bnaye jata hai ap ek baar isko try zaroor kijiyega apko or apki family ko ye bahut zyada pasand aayegi in shah allah.
@@khalidasultan1771 thanks❤️ please channel par bane rahiyega or apna feedback zaroor dijiyega ki apki ye recipe kaisi bani, or is video ko apne friends and family me bhi share kijiyega.❤️❤️😊🙏
Dear sandal powder (chandan powder) ye apko kisi bhi grocery shop par easily mil jayega, ingredients ki list description box m m dali hai aap wahan se check kr skti hain. Ek baar is recipe ko zaroor try kijiyega or apna feedback zaroor dijiyega ki apki ye recipe kaisi bani.
Wow! This looks like extremely delicious and mouthwatering 🤤. Very beautifully prepared and presented. You are so skilled. Great job! Keep it up 👍. Thanks for sharing this incredible recipe 😊
Shukriya ❤️ Ap is recipe ko zaroor try kijiyega in shah allah apko or apki family ko bahut pasand aayegi, acchi lge to apne friends and family members me bhi share kijiyega or apna feedback zaroor dijiyega Have a great day 💐💐💘💘
Dear waise to sandal powder ya chandan powder apko kisi bhi grocery shop par easily mil jayega lekin agr nhi mile to ap ise online bhi purchase kar sakti hain, ya fir ap ise skip bhi kar sakte hain.
Sandal powder ( chandan powder) Ye apko kisi bhi grocery shop par easily mil jayega ye fir ap ise online bhi purchase kar sakte hain. Please ek baar is recipe ko zaroor try kijiyega ye apko or apki family ko bahut pasand aayegi or apna feedback zaroor dijiyega ki apki ye recipe kaisi bani.
Sandal powder apko kisi bhi grocery shop pe easily mil jayega Jo garam masaale bechte hain us shop par to bahut asani se mil jayega otherwise ap ise online bhi purchase kar sakte hai
Dear brother beef ka hona zaroori nhi hota lekin ye traditionally buffalo meat me hi bnayi jati hai han agr kisi ko buffalo meat pasand nhi hai to wo mutton me bhi bna sakta hai.lekin iski jo original recipe hai wo buffalo meat me hi banti hai.ap ek baar zaroor try kijiyega in shah allah apko bahut pasand aayegi. Up Firozabad ki Shadiyon me Jo naan gosht Banta hai usme khas tor par mustard oil hi istemal kiya jata hai iska taste mustard oil me hi zyada accha aata hai.❤️😊
Shukriya ❤️ Ap is recipe ko zaroor try kijiyega in shah allah apko or apki family ko bahut pasand aayegi, acchi lge to apne friends and family members me bhi share kijiyega or apna feedback zaroor dijiyega Have a great day 💐💐💘💘
Dear friend 6:22 par fried onion or cashew ka paste dala hai.☺️ Ek baar isko try zaroor kijiyega or apna feedback zaroor dijiyega ki apka naan gosht kaisa bana, or is video ko apne friends and family me bhi share kijiyega.❤️☺️☺️
Bilkul dear sister pahle aap banaiye uske baad hi apna feedback dijiyega ki apka naan gosht kaisa bana ☺️☺️❤️ In shah allah bahut accha banega apko or apki family ko bahut pasand aayega.
@@zs12342 apka bahut bahut shukriya ki apne meri is recipe ko try Kiya or apna feedback bhi share Kiya, please is video ko apne friends and family members me bhi share kijiyega ☺️❤️💐💐💐💐💐💐
Nahi, ubal kr gosht dalne se iska original taste nhi aayega. Aap recipe ko pura follow karke bnaiye in Shah Allah apko bahut pasand aayega. Apna feedback zaroor dijiyega. Have a great day 😊💐💐💐💐♥️
Mashallah mashallah mashallah mashallah mashallah ❤️❤️❤️❤️ bahot bahot bahot acha bana aaj humne banaya sab n bahot tareef ki .....😊😊😊 Thank you so much behen....💞💞💞 Allah ap ko humesha khush rakhe or abad rakhe .... Jo apne itni pyari recipe upload ki ... Or sab ki itni help ki shukriya ap ka bahot bahot pyari behen.....✨✨✨✨
Naan gosht ki original recipe me oil ko zaroor fada jata hai, kyuki oil fadne se hi naan gosht ka asli flavour nikal kr aata hai jo uski pahchan hota hai. Ye step naan gosht original recipe me Bahut important hota hai.