Pakistan me ek se ek qwal fankar hai Awesome Suifi Sangeet hai he itna payara ki jiski samj me a gaya wahi suna ga ।। Jisa sufi E Zam se payar hai Sufi E Zam ki samj hai ।। Har insan ka bas ki batt nhi sufi E Zam ko samj pana ।। Haq Sabir 🙏 Ya Sabir 🙏❤️
"Shah ast Hussain, Badshah ast Hussain, Deen ast Hussain, Deen Panah ast Hussain, Sar dad, na dad dast, dar dast-e-yazeed, Haqaa key binaey La ila ast Hussain"
Kainat main har cheez meray Piyaray Nabi e Mustafa صلی اللہ علیہ وسلم , Bibi Fatima tu Zahra سلام اللہ علیہا k Baba Jaan صلی اللہ علیہ وسلم k karam ki mohtaj hay... Arzo sama meray Nabi e Pak صلی اللہ علیہ وسلم ka mohtaj ha... Hum bhi Panjtani hain aur Ahlay Bait ki har hasti ki Izzat o martaba aur Shan apni apni jaga par hamaray liyay kabal e tazeem hay. Magar yeah kehna k Nabi صلی اللہ علیہ وسلم da aasra Maa سلام اللہ علیہا Hussain رضی اللہ تعالی عنہ bilkul ghalat ha... Allah Pak hamain sirat e mustaqeem par chalnay ki taufeeq atta farmay aur hamaray eman ko salamat rakhay. Aameen