इस विषय की जानकारी मुझे बहुत ही पहले मिली थी मग़र मैंने इस विषय को ज्यादा गम्भीरता से नही लिया हमारे रिश्तेदारी सिरसागंज में है जहाँ पे ज्यादा मात्रा में आलू की फसलें की जाती है और बहुत से कोल्डस्टोरेज भी उपलब्ध है
Sir Ji aapki video ka mujhe intazaar h ki aap bahut jaldi hi ek video chinese indian street food par banaoge sir video maine bhut si dekhi hain pr kisi ki video koi logic milta nhi bina sar pair ki sir aapse is topic par video ki isliy demand kar rha hun kyunki sir aap logic k saath idea btate hain kitna investment hoga kita time lagega kaarigar kahan se milenge salary ky hogi startup kaise hoga or kamaayi ky hogi pls sir ek ye video bna dijiye next time 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir construction me gypsum board ka jo use hota hai uske bare mai pls bataiya ki kase business kare or raw material kaha se le and different things related to gypsum board
sir ye batiye sidha kisan se purchase krke cold store tak rakhwane Ka khacrh aalu ki lagat or may June m selling price or profit Ka pre calculation kaise kre
Very good idea sir jee..aapse bhahut kuchh mujhe dikhane ko mila...aap hr idea ko inte simple method se samjhate ho wo chij hme bhahut aasani se smajh me aa jati hai
Sir namaste main aap ka har video dekhta hun aap hamesha apne area ke bàare me adhik jaankari dete hai main Karnataka me rahata hun please mujhe yahan ka business idea batayiye jisko main aasanise kar saku
Sir aek to paper padiya ka work he stone lagane ka kam or khane pine ka aap kar sakte he ham gujarat se he stone work ko ham nahi de sakte bhot dur ho jayega but paper padiya ka hamare pas he agr vo aap karna Chaho to