Isme jo vidai k baad red saree me lady hai... Jisne 1100 rupaye diye hai wo meri dost hai mumbai ki... Julie upadhyay hai... Plss inka no bhej do aap ya meri kisi trah baat kara do... Kao saal ho gaye... Inko mera naam bata dijiye dipali tiwari hai.. mumbai se... Plsssssssssssss reply ka dijiyega