Тёмный

New 1200 watt motor fitting in E-rickshaw. full review| All doubt clear hon jayega|| 1200 Motor 

Akash E Rickshaw Tech
Подписаться 18 тыс.
Просмотров 185 тыс.
50% 1

Assalamu alaikum !!
My all RU-vid family member's.
Is Video Mein Main aap logon se share karunga
New 1200 watt motor fitting in aE-rickshaw. full review| All doubt clear hon jayega||
So Aap agar is channel per naye ho to is channel ko jarur 🌹🤝SUBSCRIBE 🤝🌹 karke rakhiye aur
🛑🔔All notification🔔🛑 On karke rakhiye
Latest 🎥video🎥 update pane ke liye
💐🌹Thank you so much 🌹💐
Keep supporting 🤗🤗🙏
‪@akasherickshawtech‬
#batterychecking #bearing #brakerepair #erickshaw #motor #escooty #erickshawwiring #1200motor

Опубликовано:

 

2 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 246   
@AamirShah-vv2nk
@AamirShah-vv2nk 4 месяца назад
I riksha mein 1000 watt motor lagane per backup achcha a raha tha
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 4 месяца назад
Motor ka watt jitne badega aapka battery backup bhi utna kam ho jaega. To ap jab motor ko lagaenge thoda soch samajh kar lagaiye kyunki jyada wat hone ke Karan aapko mileage acche se nahin milega.
@RahulKumarYadav-wr2mk
@RahulKumarYadav-wr2mk 4 месяца назад
Thanks bhaiya
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 4 месяца назад
👍👍👍😊😊
@DeepakVerma-i4q
@DeepakVerma-i4q 5 дней назад
Sir kya 1000wt controller me 1200-1250wt moter fit ho jati h kya or konsi moter nhi lagegi
@Sami4-0-0
@Sami4-0-0 Месяц назад
bhaiya 999 GOLD jo controller hota hai na kya ye lena accha hoga? performance kysa hai kuch boliye.
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Месяц назад
999 gold accha motor hai. Feedback bhi accha hai
@mommiesworld7118
@mommiesworld7118 10 дней назад
1200 ki moter & controller kitne price ka aata h please tell
@DHARMSHRISANATN
@DHARMSHRISANATN Год назад
1500 watt ki motor gane par kya defresyel bhi chen krna pdega ya nhi
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
1500 watt Motor lagane ke liye differential change karne ki koi jarurat nahin Hai , Lekin controller change karna padega
@YOGESHTELRAMANI
@YOGESHTELRAMANI 5 месяцев назад
Sir mera pass kinetic Ericka h jo 1500 wallta motors h jo pura jal Gaya h wo rapringa hi jayga
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 5 месяцев назад
Repairing Na Karna hi behtar hai.
@autoservice2552
@autoservice2552 Год назад
Dada pother sathi toto to eseche wiring details a jodi video banaten valo hoto
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
😊😊😊😊 thik a6e. Inshaallah Ebar korbo. Asole kajer onek chap thake to . Tai hoy othe na. .
@autoservice2552
@autoservice2552 Год назад
@@akasherickshawtech hmm bujte parchi but aktu chesta korunna khub valo hoi details a bole dile
@Blackwhitestm
@Blackwhitestm 7 месяцев назад
Sir 145amp ki 4 battery (e rikshaw ) me charger kitna Ampiyar ka lena achha hoga
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 7 месяцев назад
18 ya 21 ampere
@Blackwhitestm
@Blackwhitestm 7 месяцев назад
@@akasherickshawtech sir e- rickshaw 1200W moter,12000W controller और ईस्टमैन 150amp की 4 battery me charger Kitna एम्पीय ka अच्छा होगा please sir bataeye
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 7 месяцев назад
21 empier charger best hoga
@Blackwhitestm
@Blackwhitestm 7 месяцев назад
@@akasherickshawtech 21amp charger Kon si company Ki aarti Hai Eastman me aarti Hai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 7 месяцев назад
@Robinuthappa2 micro tech 21 ah
@kabutarcaremaanjaan5730
@kabutarcaremaanjaan5730 11 месяцев назад
Bay meri allfine co,ki eriksha hei es mei 1000 watt ki motar hei agar mei 1500watt ki motar lgha lu to chlegi
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 11 месяцев назад
Motor chalega lekin controller bahut jyada hit hoga aur aapko mileage ekadam nahin milega. 1500 wat motor lagane ke liye 1500 wat hisab ka Controller lagana hoga 65 ampere ka
@SambhuGupta-jp4jd
@SambhuGupta-jp4jd 6 месяцев назад
1200 watt ka motor ka satt 1200 ka controller lagaye ga toh ho jayage 60 volt ka toto ma
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 6 месяцев назад
60 volt toto main 60 volt motor Lage ga. 1200 watt motor k sath 60 ampere controller lagega. . Ok .
@brokenheart4877
@brokenheart4877 Год назад
A controller Kitna Watt ka vai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Yah controller 60 watt ka hai
@BasudevPatra-p2e
@BasudevPatra-p2e Год назад
Bhai jan 24 tube ko change kar ke 36 kar sakte haibkea jo mosfet bolte hai usko
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Ji nahin vah aap change nahin kar sakte usko change karne ke liye aapko pura controller ko hi change karna hoga. Lekin 1200 wat motor ke sath 24 tube controller bhi chal jata hai Lekin vah controller thoda halka heat hoga
@amitsadhu5543
@amitsadhu5543 11 месяцев назад
Cy ka 1100 Watt motor kaysa he sir?
@aslamakela2489
@aslamakela2489 10 месяцев назад
Bhai e rickshaw kaun sa achcha hoga lithium battery wali ya lead acid battery wali apna Rai jarur de
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 10 месяцев назад
Lead acide
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 10 месяцев назад
Lead acid battery easy available . Rate low. Low maintenance cost
@aslamakela2489
@aslamakela2489 9 месяцев назад
Bhai Maine City green auto ka e rickshaw Liya hai jismein lithium battery 102h ka charger 16 empier ka motor controller 1150 hai per mileage bahut kam deti hai 70 se 80 km ka mileage deti hai speed se bhi 26 se jyada nahin hai to aisa kya karna padega thoda bataiyega please
@naveedakhtar7144
@naveedakhtar7144 Год назад
Us me bettry change karna h
@merajali7328
@merajali7328 10 месяцев назад
two wheeler bike me kitne watt ki motor kit lagega aur kit kitne ka milega
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 10 месяцев назад
Dekhiae aapke upar depend hoga aap agar acche se isko setting kar sakte ho to 900 watt ka Moto ya 1000 wat ka Moto lagaiye. .. Normal riksha ka jo motor kit set hota Hai uska total kit ka price hota hai 4000/4500 rs.
@mehmudmadanichennal4708
@mehmudmadanichennal4708 7 месяцев назад
Hello 900volt motor ke chakkar ketna hota he
@BasudevPatra-p2e
@BasudevPatra-p2e Год назад
Bhai mera controler hai 53 ampr 24 tube Aur motor hai 1100 w koi problem hoga
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Ji nahin ekadam hi problem nahin hoga
@naveedakhtar7144
@naveedakhtar7144 Год назад
Naveed Ansari
@SatnamSingh-vg3uy
@SatnamSingh-vg3uy 9 месяцев назад
Hello sir mahindra alfa min or treo ka spare kaha se milega jarur batana
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 9 месяцев назад
Ye only authorised work shop par hi milega. Pre ordar karna hoga. Or front wheel ka brake bearing or brake chasing normaly bahar available hota hai
@sonatanbiswas4604
@sonatanbiswas4604 Год назад
Controller ki tube ki bareme video banaiye
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Controller mein jo MOSFET laga hua rahata hai uske hisab se hota Hai. Iske liye alag karke kya video banaun? 36 or 24 tube jo hota hai. Wo controller ke andar Jo mosphate laga hua raheta hai wohi hai. Ok.
@ShriKershana
@ShriKershana 7 месяцев назад
1200 wat ki motor controller control donon lagaya to
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 7 месяцев назад
Ji han
@KamalSingh-rz4jq
@KamalSingh-rz4jq 26 дней назад
सर मेरी गाड़ी की स्पीड और गाड़ियों से कम है ऐसा क्यों है लोड पर स्पीड घट जाती है
@RajeshGupta-oz6rb
@RajeshGupta-oz6rb Год назад
Mahindra e alfa super ka speed badh sakta hai
@abhishekpal3340
@abhishekpal3340 Год назад
Dada Mera controler main likha hai "Voltage DC 48v 60v Current 50 +_ 1A" Ishme 1200watt motor chalega kaya?
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Ji ha chalega. Lekin controller halka heat ho sakta hai kyunki yah 50 empier ka controller hai. Aur agar halka garam hota bhi hai to ismein koi problem nahin Hai ok🤗👍
@RajeshGupta-oz6rb
@RajeshGupta-oz6rb Год назад
E alfa super ka speed badh sakta hai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Ji nahi.
@AbulBashar-ng1it
@AbulBashar-ng1it 11 месяцев назад
Bai meri 1150 watt controller he 1200 watt motor cholega
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 11 месяцев назад
Ji han chal jaega
@shajadali1088
@shajadali1088 10 месяцев назад
Riksha ka repairing ke Puri Jankari ke video bnao
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 10 месяцев назад
Bohut sare Content is channel per upload kiya hua hai aapko agar iske alava agar kuchh Janna hai to aap vah mujhe comment Mein mention kijiye main use related video banane ki koshish karunga
@RammurtiBagha
@RammurtiBagha 10 месяцев назад
Sir if the motor is like 1500, how will the speed and performance be after installing the 1500 controller
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 10 месяцев назад
The speed will definitely increase but you need to put as much ampere battery as the motor. Then you will get 70-80 km average mileage
@KapilKumar-ej1xl
@KapilKumar-ej1xl 3 дня назад
Shri motor mujhe chahie Kahan milega
@Soujanya9836
@Soujanya9836 Год назад
Bhai mera erickshaw me company se low quality silver rim aye he and tal ho jaraha he, me konsa ab konsa rim lagau and kitna padega bhai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
ji han vah silver rim bahut hi low quality hota hai vah middle se crack ho jata hai nahin to tal ho jata hai Abhi market Mein bullet rim available ho gaya hai. Aur yah bullet rim market mein bahut sara company ka hai lekin ismein se do company ka rim achcha hai . Main Apne working experience ke hisab se bol raha hun 🛑SPl or Ecotron
@Soujanya9836
@Soujanya9836 Год назад
@@akasherickshawtech bhai kitna padega and apke pas hoga ji
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Iska price 700 se 600 ke andar hoga 12 nm rim ok
@Soujanya9836
@Soujanya9836 Год назад
@@akasherickshawtech ohk bhai
@rahulkumarjaihochhatima8217
@rahulkumarjaihochhatima8217 3 месяца назад
Sir mere moter 12wat laga hai phir bhi speed nahi deta hai
@nithishpatel3952
@nithishpatel3952 10 месяцев назад
750 watts mmoter price kethnyai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 10 месяцев назад
3000 - 3500 rs
@VijayKumar-ei3on
@VijayKumar-ei3on Год назад
Sir me new eloder liya usme 1200 wt motor diya gya tha but controller 48v ka tha bad me motor achha se nhi chl pa rha h machenic ko bhi smjh me nhi aaya to kya krna chahiye controller chang krne se 1200 wt ka moto run krega...
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Apka e lodar volt ka battery hai 48 ya 60 volt?
@Rinkubiswas76
@Rinkubiswas76 Год назад
Sir Allfin ka 60 volt 1200 wat ka motar lagahuva hai kiya ye lag Sakta hai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
48 volt ka agar gadi hoga to 60 volt ka motor to chalega nahin. Aur agar chalta bhi Hai To fir bahut slow chalega.
@shanawazkhan4879
@shanawazkhan4879 10 месяцев назад
New motor heating problem 999 1200 Walt please sir city life e loading
@remansinghoberoi8789
@remansinghoberoi8789 9 месяцев назад
5 btty lagain to
@BhagyaShreeAnathAshramTrust
मुझे अर्जेंट बात करना है आपसे प्लीज कॉल करें
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
App yaha par comment box main aapka problem share kar sakte hai. I will definitely guide you 👍👍👍
@sahanisoundsystem1965
@sahanisoundsystem1965 Месяц назад
1200 watt ka motor peak current kitna leta hai aur running current kitna leta hai ???
@surajgurung7239
@surajgurung7239 Год назад
Manual charger charge dene se Tino light so ho Raha hai Lekin charge nahi le Raha hai Kya fault hai sir
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Charger connection main problem ho sakta hai Or 4 ro battery main se 1k ya do battery agar kharap ho jata hai tab bhi esa problem ho sakta hai
@surajgurung7239
@surajgurung7239 Год назад
@@akasherickshawtech thank you
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Almost welcome
@anasahmad3945
@anasahmad3945 Год назад
Ampere check karao aap clamp meter se Aur volt bhi check karana battery short hone se 60 volt aa jate hain phir charge nhi hoti battery
@balmukundkumar7470
@balmukundkumar7470 3 месяца назад
Moter ka dakkan khul ke biga gya
@NitinSrivastav-dt6by
@NitinSrivastav-dt6by 5 месяцев назад
Kaha milta hi
@ashokakateiya74
@ashokakateiya74 9 месяцев назад
👍👍
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 9 месяцев назад
🤗🌹🌹
@dostyaar8972
@dostyaar8972 6 месяцев назад
Bhai nera cotroller 1848 ka hai terra motor 1100 watt pickup kam lag raha uchai me ruk jata hai kya kru kal hi new kharidi hai aur 9 ghante me full charge nahi hua kya karu
@sujaypaik8857
@sujaypaik8857 2 месяца назад
All prices
@Randeepwarring
@Randeepwarring Год назад
Sir mera pass 1100 watt di motor a speed only 30 Ki ha controller change kr bro kehdi company da lagea high speed controller daso veer speed jadya chide ha
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Sorry aap thoda acche se sawal kijiye aapka question main samajh nahin Paya 😞
@adityasharma5276
@adityasharma5276 3 месяца назад
Axiom ka 18amp charger hai mere pass gadi ful charge bta rha hai malege nhi de rha hai or Engineer bol rha hai charger ka problem hai sir aap reply dijiyega sir 🙏🙏
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 3 месяца назад
Aapka gadi mein kitne empier ka battery hai?
@AamirShah-vv2nk
@AamirShah-vv2nk 4 месяца назад
1100 lagane per motor backup kam hone ka Karan kya ho sakta hai
@gintama845
@gintama845 3 месяца назад
Sir mera mahindra e alfa riksha h, m jab chalata hu to bich m horn, light,indigater kam karna band ho jate h fir dobara key laga ker chalata hu to sab chal jata h thodi der baat fir band ho jata h, sir update bataeye
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 3 месяца назад
Yah problem jyadatar driving seat ke niche Jo DC converter hai vah converter main kharabi hone ki vajah se hota hai. Ya Jack mein agar problem hota hai tab hota hai. Aap pahle ek dusra converter Laga kar dekhiae agar problem solve ho jata hai to fir theek hai
@muhammadsiam4404
@muhammadsiam4404 Год назад
1000 watt ki motor ki sath 72volt 52 ampere battery wala bike build karna hain mujhe , ab iska speed 100kmph lene ke liye konsa controller lagaun ?
@dostyaar8972
@dostyaar8972 6 месяцев назад
Bhai nera cotroller 1848 ka hai terra motor 1100 watt pickup kam lag raha uchai me ruk jata hai kya kru kal hi new kharidi hai aur 9 ghante me full charge nahi hua kya karu apna no. Dijiye call karunga
@BhagyaShreeAnathAshramTrust
आपका एड्रेस क्या है
@BabuRam-bc7br
@BabuRam-bc7br Год назад
1500 wat ki motor lagani hai aur 1100 wat 48 volat lagi hai kiya krna hoga plz samjhae
@abhishekpal3340
@abhishekpal3340 Год назад
Kaha milega? Hum ko lenaa hi e motor.
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
App nearest area parts k dokan main serch kijiye
@sonupandit2066
@sonupandit2066 2 месяца назад
Ecotron hd 48v60v 60 amp me 1200 watt ka motor lagane se sahi hoga n controller to 4 battery or 5 battery me lag jaega lekin motor me 48 v likha h controller 48v60v dono likha h to 5 battery me 48v likha hua motor chalega ya 60 v likha hua motor hi lagana hoga
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 2 месяца назад
60 volt motor lgega. 48 volt motor lagane se bhi unload main chalega lekin motor jal jaega
@PrincessElham-yh3zq
@PrincessElham-yh3zq 11 месяцев назад
48v 750 watt motor and controller price
@ilmanetwork6629
@ilmanetwork6629 Год назад
kitne ki speed me chal raha hai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Yah lagane se meter Mein high speed 53 dikha raha hai lekin utna speed to hota nahin Hai Lekin jitna bhi hai bahut jyada hi hai
@gudduraj8428
@gudduraj8428 Год назад
Cantroler garm kiyu hota hai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Controller heat hone ka bohut sare reason hota hai. 🛑 controller low quality hone se 🛑 Controller se Jayda heavy motor hone se 🛑 Gari agar jam mein chalta hai 🛑Joni box main agar 8mm nut loose rahega 🛑 Motor controller connection wrong hone se 🛑Motor magnet pressure agar week ho jata hai 🛑Motor coil agar short raheta hai 🛑Motor k andar oil rehene se 🛑Main 48 volt positive or negative wire loose hone se Etc .. eahi sab reason ke waje se controller heat hota hai. Aur iske ilawa bhi bohut sare reason ho sakta hai ok. Thank you 😊😊🤗🫡
@rajuporwal6357
@rajuporwal6357 2 месяца назад
1000 wat moter 1500 wat mailez kitne kilo miter ka anter h plz ri
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 2 месяца назад
Bohut farak hota hai. 25 se 30 km
@jinendrakumarsahu458
@jinendrakumarsahu458 9 месяцев назад
Jai shree Ram ❤❤
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 9 месяцев назад
🤗🤗🤗🤗🌹🌹🌹🌹🌹☺️
@remansinghoberoi8789
@remansinghoberoi8789 9 месяцев назад
5 btty lagain to
@DeepMondal-xh3pn
@DeepMondal-xh3pn Год назад
12মটরখারাব
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
কেনো খারাপ?
@somnathpatra7060
@somnathpatra7060 Год назад
Avarge se jabda nehi hota
@pj-de2jb
@pj-de2jb Год назад
Bhaiya 1500 watt Erikshaw loader winding data please
@RajeshGupta-oz6rb
@RajeshGupta-oz6rb Месяц назад
Sir mera mahindra super ka speed badh sakta hai kya
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Месяц назад
Same motor same controller se speed badhaya nahin ja Sakta. Abhi kam kar sakte ho pichhla wala Jo tyre hai vah 3-75-12 MRF tyre lagaiye speed 100% increase hoga
@fullyoffroad
@fullyoffroad Год назад
Sir e rickshaw ka motor heat ho raha hai 6mahine purani gadi hai e alfa mini
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Gari free chal Raha hai ki nahi wo 1k bar check karwa lijiye. Ok. Agar free chal raha hai then motor ko kholkar check kar lijiye ki andar oil giya hai ki nahi ok.
@fullyoffroad
@fullyoffroad Год назад
Nahi sir jaisa chalna chahiye waise hi chal rahi hai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Dekhiae gadi agar chalta hai to motor thoda bahut hit hona yah natural hai. Agar motor bahut jyada overheat hota hai motor mein hath Dene se heat bahut jyada lagta hai tab yah problem hai ok. Aur Mahindra gadi Mein 6 month ke andar motor heat ho jana yah problem bahut rare hota hai theek hai aap fir bhi neerrest koi mechanic ke pass le jakar motor khol kar dekhen uske andar oil chala Gaya Hai ki nahin oil motor ke andar agar jata Hai tab heat hota Hai
@fullyoffroad
@fullyoffroad Год назад
Ok thank you wase oil seal bhi tut gai thi
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Oil seal leak hone se to motor main oil jatai hai. Ap mishri ke pass le jakar motor ko khulvakar petrol wash karva lijiyega dekhega ho sakta hai aapka yah Jo problem hai yah solve ho jaega
@futuremodified
@futuremodified 7 месяцев назад
Vai Mera controllar 850 hai, or motor 900ka hai, koi problem hoga Kiya ?
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 7 месяцев назад
Controller ke hisab se agar motor heavy ho jaega to fir controller heat hone ka chances rahata hai. Controller agar 50 empier ka hoga to fir koi problem nahin Hai. Vaise 900 wat ka motor normal koi bhi controller Mein hi chal jaega.
@harjeetpreet5371
@harjeetpreet5371 2 месяца назад
Hi
@VishalKumar-od2cw
@VishalKumar-od2cw 2 месяца назад
Hello bhai Agar 1000 w ka kantroller he or mortar 1250 w ka he to ewreg Kam ho jayega kya
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Месяц назад
Nahi controller heat hoga.
@DheerajKumar-hp8nv
@DheerajKumar-hp8nv Год назад
Brother cy gold 1000watt moter aur cy controller ka price kitne ka h batna brother ok ji
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Motor price 5500 Controller price 2950
@somnathpatra2712
@somnathpatra2712 Год назад
Bhai jan 53 ampr controler kitna watt hota hai Mera controler 53 ampr lekha hua hai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Dekhiae yah configuration bolna bahut hi mushkil hota hai kyunki एक-एक manufacturer company एक-एक type controller manufacture karta hai. Or Uska configuration bhi alag hota Hai. 🛑 50 ya 51 ampr with 1000 watt 55 ampr with 1100 watt 60 ampr with 1200 watt
@sainigameingff2142
@sainigameingff2142 Год назад
Meri gadi me cy gold ka controller h Or battery 130 amp ki Kya m 160 amp ki battery lga sakta hu
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Ji han Laga sakte ho lekin aapko 18 ya 21 empier ka charger se charge karna hoga battery ko
@KaramVeer-e6z
@KaramVeer-e6z 11 месяцев назад
Apka number milega
@nareshmaharaja3886
@nareshmaharaja3886 7 месяцев назад
O pulsar e baik bnana he kit milegi
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 7 месяцев назад
Nearest ev parts k shop pe dekhiye
@JagadeeshPrasad-wj7gl
@JagadeeshPrasad-wj7gl 11 месяцев назад
1000moter 5:56
@krissjassgaming1277
@krissjassgaming1277 Год назад
Bhai apka address kya hai batat dijiye...
@funnygamingjp5008
@funnygamingjp5008 8 месяцев назад
Hello bro cy gold ka 1100 watt ka moter thik h kya passanger m
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 8 месяцев назад
Ji ha bohut accha hoga. .
@Soujanya9836
@Soujanya9836 Год назад
Bhai kap ka product quality kesa hota he
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Kap brand k sath main khud juda hun. No doubt. Ya brand quality k upar kabi bhi compromise karta nahi hai.
@Soujanya9836
@Soujanya9836 Год назад
@@akasherickshawtech sukriya bhai, me bhi soch raha hu inke sath judke ek chota mota spares part ka business karu and bhai apne dekha kap ka khud ka bearing launch hue he. Please uske upar ap video banaiye..
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Dekhiae bearing ke bare mein main bol nahin paunga. Aap shayad mere video mein follow kiye honge main Chinese bearing bahut hi kam use karta hun . HCH ORIGINAL ,SKF,NBC,FAG,TEXPIN ,NRB etc bearing main jayada use karta hun.
@Soujanya9836
@Soujanya9836 Год назад
@@akasherickshawtech ohk ji
@mohddanish95dkdj12
@mohddanish95dkdj12 Год назад
Meri e riksha men kai piroblams h 1 to gadhi ispid kam h 2 gadhi ki betri 9 kharab ho chuki h
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Kon sa model ka gari hai. Battery mileage kitna milta hai?
@garenakhan282
@garenakhan282 5 месяцев назад
Op❤❤❤
@abhishekpal3340
@abhishekpal3340 Год назад
36 kaya bol raha ho vaiya
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
36 tube means controller k andar 36 ps MOSFET reheta hai.
@abhishekpal3340
@abhishekpal3340 Год назад
Humko kise pata chalega gaari main 36 tube MOSFET hai?
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Ye bat controller details main likha hua raheta hai. 24 tube ,36tube
@naveedakhtar7144
@naveedakhtar7144 Год назад
Mere paas Mahindra ka e mini rikhsa h
@prasad420ful
@prasad420ful 7 месяцев назад
Cycle ka 48 volt 1000 Watt ka hub moter kitna Load lega in KG jara batana bhai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 7 месяцев назад
Maximum 150 kg.
@prasad420ful
@prasad420ful 7 месяцев назад
@@akasherickshawtech bhai 1000 watt ka moter hain 350 watt nahi
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 7 месяцев назад
Cycle main app kitna load Lena chahate hai. App mujhe o bataiye
@prasad420ful
@prasad420ful 7 месяцев назад
@@akasherickshawtech 300 kg load
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 7 месяцев назад
Ji ha load le lega
@arvindkumaryadav9679
@arvindkumaryadav9679 Год назад
Bhai ya Mera gari jabse kharida hai Kashi 120 km nahi chala 5 batry ka gari hai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Aapka gadi mein kaun sa company ka battery? aur Kitna empier ka battery hai ?aur kitna empier charger se battery charge hota hai? Vah pahle bataiye
@BasudevPatra-p2e
@BasudevPatra-p2e Год назад
Bhai 24 tube controler me 1200w motor lagwa sakte hai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Ha laga sakte ho. Lakin controller heat hone ka chance rahe ga
@SajidKhan-pe8cb
@SajidKhan-pe8cb Год назад
Kiya ealfhamini main 1200 watt Kam krega motor
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Ha Karen ga.
@nmamplifier5085
@nmamplifier5085 7 месяцев назад
Cy 1200 watt ka price kitna hai??
@SikandarSuper
@SikandarSuper 6 месяцев назад
5000
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech 6 месяцев назад
Around 4900 to 5200 ( market hisab se ) CY HD ORIGINAL BLUE COLOUR
@abhishekpal3340
@abhishekpal3340 Год назад
Mera controler main likha hai 48v/60v, 50A Ishme 1200w motor chalega kaya?
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Ji ha chalega.👍 O intelligent controller hai.
@sainigameingff2142
@sainigameingff2142 Год назад
​@@akasherickshawtech intelligent controler kya hota h
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Intelligent controller Mein indicate show hota hai aapka gadi mein kya problem hai ki nahin Or intelligent controller Mein aur bhi feature hota hai high medium Lo system rahata hai
@SabndeepanDutta-hj1tn
@SabndeepanDutta-hj1tn Год назад
Good topic
@surajgurung7239
@surajgurung7239 Год назад
Mera erickshaw on ho raha per gadi chal nahi raha. Maine converter ka connection nikaal diya tab gadi chal raha hai.lekin Converter se 12volt so ho raha hai wiring fault ya converter
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Controller mein jo break switch ka sensor connection hai vah khol dijiye uske bad converter Laga dijiye dekhiaega gadi chalega ok
@surajgurung7239
@surajgurung7239 Год назад
@@akasherickshawtech 👍
@ravisodhi6615
@ravisodhi6615 Год назад
Moter ki fiting kase karen video thekhan
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Iss related video hai app bldc motor related play list main jakar dekh sakte hai.
@somnathpatra2712
@somnathpatra2712 Год назад
Akash ji controler me 51 ampr lekha hua hai Speego inteligent controler hai Too ea kitna woat ka controler hai samaj me nehi ara ha hai Tora bataea Motor 1200 w kahai Is me koi problem nehi hoga
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Ye 1000 watt ka controller hai. Aur ismein 1200 wat Moto lagane se controller heat hone ka chances rahega
@somnathpatra2712
@somnathpatra2712 Год назад
Ha akash ji Mera mottor aur controller dono hi heat bohot hota hai edike waja se sayed
@somnathpatra2712
@somnathpatra2712 Год назад
Kitna "AMPR" hone se controller 1200w hota hai please batea ga
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Ji han ho sakta hai. 🧐
@naveedakhtar7144
@naveedakhtar7144 Год назад
Nagpur Maharashtra
@kamalnain3930
@kamalnain3930 Год назад
Good bhai ❤
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Thank you so much
@anupamnaskar6335
@anupamnaskar6335 Год назад
Cy 1200w motor er shap paoa Jabe?
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Mil jayega lekin market mein bahut rear milta hai.
@sipradas2511
@sipradas2511 Год назад
Bhaiya cy ka 850 w motor price kya he?
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
3200 to 3700
@mohammadiqbal1427
@mohammadiqbal1427 Год назад
1200watt ke mortar par ketan Watt ka kantrolar lgana chay
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
1000 ya 1200 wat ke andar hone se hi chalega. 1200 watt hone se performance Better hoga. Controller heat hone ka koi chances hi nahin rahega 🤗
@vallethomas8147
@vallethomas8147 Год назад
Motor ,Controller ,cost how much
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
5500 -6000 rs motor 3500-4000 rs controller
@sujeetsharma2128
@sujeetsharma2128 Год назад
1200 watt ka mottar ka rpm kiya hota hai.
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
3000 rpm
@surajgurung7239
@surajgurung7239 Год назад
Front mein dene se back mein ja raha hai gadi
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Gari main Jo dc converter hai wo kharap ho gaya होगा sayed।
@surajgurung7239
@surajgurung7239 Год назад
Headlight. Indicater. Horn sab chal raha hai
@Soujanya9836
@Soujanya9836 Год назад
Bhai mane dukan se blue wala bullet rim kap liya he acha hoga kya bhai
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Ha accha hoga
@Soujanya9836
@Soujanya9836 Год назад
@@akasherickshawtech sorry bhai mujhse galti hogaya he oh kdr he, mujhe bohot tension ho raha he oh thik hoga na ji
@BrajeshKumar-pk7yc
@BrajeshKumar-pk7yc Год назад
Parts provide karte hai aap
@akasherickshawtech
@akasherickshawtech Год назад
Ji nahi
Далее
Powerful 1500 watt Electric Motor kit unboxing
8:24
Просмотров 166 тыс.
Провал со стеклянным хлебом…
00:41
小路飞嫁祸姐姐搞破坏 #路飞#海贼王
00:45
Лучше одной, чем с такими
00:54
Просмотров 851 тыс.
Провал со стеклянным хлебом…
00:41