Тёмный

New Noha || Jawan Ali Akbar || Anjuman Sipah-e-Hussaini Bhanauli Sadat 

azadari bhanauli
Подписаться 18 тыс.
Просмотров 4,8 тыс.
50% 1

5 Moharram 2024 | Noha 2024 | Mera Jawan Ali Akbar
2024 | Anjuman Sipah-e-Hussaini - Bhanauli Sadat
2024/1446 | Mera Jawan Ali Akbar
Poet- Nadeem Abbas (Bhanauli Sadat)
Recited by- Anjuman Sipah-e-Hussaini - Bhanauli Sadat
Sangat- Mohammad Raza, Mohammad Abid, Mohammad Sajdeen, Gadeer Haider, Anzar, Nadeem Abbas, Abutalib Bhanauli Sadat
Lyrics✍️:
Ye maa ne roke kaha qaza ne cheen liya
mera Jawan ali akbar nowjawan ali
Mujhe ujaad gaya basa ke karbobala Mera
Jawan ali akbar nowjawan ali
1
Ab ek pal bhi meri zindagi me chain nahi
Mera charagh mere Ghar ka zebo Zain nahi
Dhuwan dhuwan hai nazar Mera noore ain nahi
Mera jahaan luta hua hai mujhse juda
Mera Jawan ali akbar nowjawan ali
2
Ujad gai meri duniya bichad gaya akbar
Tabah ho gai Laila bichad gaya akbar
Karun main ji ke bhala kya bichad gaya akbar
Tha zindagi ki wajah Mera wo mahlaka
Mera Jawan ali akbar nowjawan ali
3
Mere pisar ko azeeyat bohat hui hogi Jigar ke zakhm pe jab ret par gai hogi Wo ret dhoop ki shiddat se jal rahi hogi
Gira hai zee'n se jaha jigar pe kha ke Sina
Mera Jawan ali akbar nowjawan ali
4
Mai Chand Roz me mannat badha ne wali thi
Mai apne laal ko dulha banane wali thi
Mai uske haath me mehdi lagane wali thi
Rachi ye kaisi Hina Lahu me doob gaya
Mera Jawan ali akbar nowjawan ali
5
Wo din qareeb tha jab mere ghar bahu ati Mai apne laal ki wo Chaand si dulhan lati ke jis se gulshane Laila me eid ho ja jati Ye khwab toot gaya wo din na dekh saka Mera Jawan ali akbar nowjawan ali
6
Ab umr bhar ka Andhera hai mere gulshan me
Wo jis ke dam se ujala tha mere angan me
Jigar pe kha ke Sina sogaya kahin ban me
Hamara shamso qamar hamare Ghar ka diya mere
Jawan ali ak bar nowjawan ali
7
Sune Jo madare muztar ke Bain rone lage
Uda ke khak shahe mashrqain rone lage
Nadeem sar ko jhuka kar hussain rone lage
Bapa tha shore buka ye goonjti thi sada
Mera Jawan ali akbar nowjawan ali
Access-:
Azadaar
Nauha Jawan Ali Akbar
Anjuman sipah-e-hussaini, bhanauli sadat
Bhanauli sadat nohay 2024
Nadeem Abbas
Noha 2024
Social Media:
Subscribe: / @azadaribhanauli72
Want to chat? Hit me up on social media!
Instagram: / rashidhussain_110
Instagram: / azadaribhanauli_
Hashtag:-
#noha2024 #azadaribhanauli #noha
#anjumansipahehussainibhanaulisadat
#aliakbarnoha #imamhussainas #karbala

Опубликовано:

 

20 сен 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 11   
Далее
연준 (YEONJUN) ‘GGUM’ Official MV
02:44
Просмотров 8 млн
연준 (YEONJUN) ‘GGUM’ Official MV
02:44
Просмотров 8 млн