Great power comes with great responsibility 😊. I also have ns 200 cocktail wine red colour which I purchased in feb.2024 and I have pushed her about 130km/h . When engine get totally warmed up then the bike starts to roar and give it's raw performance .
bhai USD suspension hogi toh stiff hi result aayega. Hamare logon ko bas looks ki padi rehti hai, practical knowledge bohut kum hai, pehle log bolte hai ke USD suspension dena chahiye, logon ko ye tak pata nahi ke USD suspension ka ek purpose hota hai, woh style ke liye nahi di jaati. USD suspension hoti hai, high speed mein stability ke liye, jo ke bohut jaroori hoti hai, race tracks mein, jaldi turns lene ke liye, aur high speed mein maneuver lete time suspension bounce na kare isliye. But apne log yaha bas style aur looks ki padi rehti hai. Ek toh apne yaha kabhi acche raaste bante nahi, aur bante hai bhi toh mahine bhar mein gadde pad jaate hai, toh USD suspension ka kya achaar daale phir😅.
Bro ns200 bs6 mera 2 year hua he.. Abhi bhi bajaj ka oil use korta hu.. Problem to kuch nhi aya he abhi tok.. But bajaj ka oil continue rokhu ya motul me shift ho jao.. Por service center wale warrenty sola jayega bota raha he ogor bajaj ka oil use nhi kiya