Nice video Sir Guru ji compareator ic ke voltage sabhi pcb main 2.5 volt out put nhi hota Kuch pcb main 2 ma se 1 ic pr 1.6v output bhe hota hai Ye voltage kis cheaj ko sense karte hain aur comparator IC ke voltage output ko kaise calculate Karte Hain Is per Bhi Ek video banaen
Excellent video sir ji dikin ke kuch board main microcontroller aur ipm ke bitch main optocoupler use Kiya Hai oh circuit ki microcontroller damage nahi hoti.
Sir indoor ke board ko emergency switch se off ker ke phir board ko supply deker emergency switch se on karge to toh kuch second me output aajayega apko wait nahi karna padega
Sir microcontroller ko program kar na phad ta ha yea nhi app na sa kon micro lagaya ha is ka bara ma bataye yea bas EPROM ko program kara phad ta ha sir bataye yea phir video baniya plzzzzz
Mashallah Raj bhai aapka video bahut hi pasand aaya Mera hi PCB hai mashallah aapane bahut acchi tarah se repair kiya hai abhi iske bad kisi ka bhi PC bhi ho aap koi bhejunga repair karke do sir❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤