Jisne sari duniya banai wo kuch bhi ban sakta hai chahe akshy sir ho SRK sir ya hamara koi dost log controversy karenge ki akshy sir ne unki astha ko nuksan pohochaya hai but Mahadev to kuch bhi ban sakte hai ye cinema bhi unki ichha se hi bana hai, ek baat achha ho ya bura sab Ishwar (Mahadev) ki kirpa se hota hai
@@tusharr1681 bhai aap bhi sahi ho ek baat batata hun satyug me de achhe log or bure log alag alag lok me rahte the jisse unke karm or vicharo ka prabhav un tak hi tha treta me me ye ek lok me aa gaye but area dono ko limited tha waha bhi same prabhav padta tha dwaper me ye mil jul ke ek sath rahne lage ek dusre ke vicharo ka adan pradan hone laga jo vinash ki shuruat hai ab kaliyug hai dev and demin ek hi sharir me rahte hai to insaan ka bhramit hona lazmi hai wo galat bhi bolega and achha bhi ek baat jo tujhe galat lagti hai kisi or ko achhi lagti hai kuch log aaj bhi hai jo achha cinema banate hai kuch aj ki society ko dhyan me rakh ke banai jati hai log bura dekhna , sunna chahte hai tabhi to esa cinema banta hai
Jo baccha suicide kar raha tha vah Pankaj Tripathi ka hoga usse alag Ho Gaya Hai Akshay Kumar ke paas hai Pankaj dhundh rahe hain bacche ko stories ke round ho sakti