Тёмный

Pakistani Mom Desi Life In Sweden 🇸🇪 | Monthly Grocery Expenses In Sweden 

Savera From Sweden
Подписаться 1,1 тыс.
Просмотров 1 тыс.
50% 1

Pakistani Mom Desi Life In Sweden 🇸🇪 | Monthly Grocery Expenses In Sweden
This vlog is about monthlygrocery expenses in Sweden 🇸🇪 …i share my personal Pakistani 🇵🇰 desi lifestyle in Europe… Sweden 🇸🇪 …
#pakistanimominsweden
#lifeinsweden
#aestheticvlog
#grocery
#viralvlogs
#strugglermominperdes
👉Instagram;
strugglermo...
👉TikTok;
www.tiktok.com/@struggler.mom...
Your queries;
Pakistani mom in Sweden
Lifestyle in Sweden
Life in Sweden Pakistani
Desi life in Sweden
Pakistani mum uk new vlog
Pakistanimom in uk
Pakistani mom in Germany vlog
Monthly grocery in Sweden
Viral vlogs
Daily video

Опубликовано:

 

13 май 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 29   
@zainulabdin1720
Nice vlog ❤
@fahdkhan4312
No sis ..
@malkaadnan2659
W Salam ❤
@malkaadnan2659
Nice vlog
@Moyawalyofficial
Nice vlog mam 💐💐
@malkaadnan2659
Yameee omlate
@EmanFatima-hm5ny
Aoa marey husband ny 4 month ho gy hyn meray paper submit karway hyn lakin abhi tak koi response nahi aya to pouchna tha kitna tym lagta hy
@user-de5zy3el7g
Great voice mashallah...Karachi wali hi aisa khoobsoorat bol sakti hein ji........During my education in the univesity of Punjab,Mein stage and movies mein act bhi kia karta thaa,Tab between 1966.....1970 Karachi bohat aana jaana hota,Un dinon eik larki Rozeena bhi struggle kia karti thi bechari,Mujhay tou khyer hotel room milta thaa,Producers ki taraf say but Rozeena kay haan bhi aana jana rehta,One bedroom very humble place to live............Mein ghar mein bara hoon,Baba retired teacher thay aur meray 6 behen bhai jo meri taraf dekha kartay keh bhai kuch acha laeingay hamaray liye...Unki ummeed bhari aankhein dekhta tou akela beth kar ro leta...I am sure keh aapko pata houga keh naye loagon ko Film industry walay sirf Khana aur rihaesh hi detay hein,Rozeena ka haal bhi bas meray jaisa hi thaa,I couldnt afford this,Tou kisi Allah kay banday nein Mujhay Denmark Bhijwa diya,It was 24th of september 1970,Allah subhana wa taala Captain sahib ko jannat kay aala muqamaat say nawazay aameen summa aameen,Meray abba kay dost thay,Eik din meray office aaye aur bolay keh yaar dafa karo inko,Aao tumhein Denmark lay jata hoon,Captain sahin Ship Captain thay...Unhon nein hi saara intizaam kiya and i flew from the Lahore airport to Copenhagen direct....Phir tou ji Allah ki rehmat say Chappar phaar kar dolat barasnay lagi......Rozeena bhi eik Famous Heroin ban chuki thi,She asked me keh aajao,Ab aish hi aish hein,But uswaqat tak mera dil eik Danish lady doctor sahiba nein apni muthi mein lay liya thaa and since than i am here in Europe,Denmark,Sweden and Germany mein businesses rahay,Ab tou pension pay hoon,Mauj kar raha hoon kionkeh jab meri pehli begum sahiba nein mujhay ghar say nikaal diya tou Pakistan mein eik 18 saala bewa khatoon nein Zabardasti mujh say shadi karli,I was 58 then...........Pension aati hei,Shakeela meri beewi ki eik beti pehlay thi,Eik Allah subhana wa taala nein aur day di Zaib un nisa 15 years 8th class..................................Mauj hi mauj hei ji Alhamdolillah.Comment lamba hi hota jaa raha hei magar kia karoon ji,Alfaaz hein keh Baarish ki tareh girtasy jaa rahay hein,Baaqi baatein mil beth kar kareingay ji kabhi inshallah,Sweden mein ata hi rehta hoon,Meri beti aur mera chota bhai yahein hotay hein aapkay paas Goenburg mein........Eik University ka chancelor hei aur beti bhi Education department mein eik bari toap magar hamesha mujh say naraaz hou jati hei jo kabhi kahein likh doon keh Woh Goetenburg kay department of education mein konsay top khanay mein DSab say bari Toasp hei hahahaha.Aaj bas itna hi......
@user-de5zy3el7g
Danish girlfreind tou bechari bohat achi thein........Magar Amman nein kaha keh meri dhoondhi huee bahoo say nikah nai karogay tou tumhein 32 dharein nahein bakhoon gi....Mujhay 32 dharon ka tou koi aisa nai thaa but maan ko kaisay inkaar karta ? Agar mein young people say kuch keh sakoon tou woh yeh hei keh beta duniya idher ki udhar hou jaye,Shadi apni marzi aur apni pasand say karna aur yahan Sweden aur Denmark mein rehnay walay bachay yahein rehnay walon say shadiyan karein tou acha hei...Pakistan say kabhi na koi beewi import karo aur na hi koi husband.......Cultural difference itna hei keh Pakistan say aanay walay bas visa lagnay tak hi saath detay hein,Pakka visa i mean..........Meri 4 daughters and one son hein mashallah aur mera experince is muamila mein bohat hei.I can tell you keh Pakistan mein yahan ki larkion ko THAPPA kehtay hein...VISAY KA THAPPA...BAS.
@user-de5zy3el7g
Pehli begum sahiba arranged marriage wali imported Pakistani thein ji jinhon nein mujhay Danish Paasport milnay kay baad ghar say nikala,Passport milnay kay pehlay tak tou meray paon dho dho kar piya karti thein...............
Далее
Pakistani community in Sweden | Sweden kesa Mulak ha?
12:14