Тёмный

Parishodhan Portal में सुधार के लिए अप्लाई कैसे करे I How to Correction Panji 2 in Parishodhan 

RNC Tech
Подписаться 1 тыс.
Просмотров 4,9 тыс.
50% 1

Опубликовано:

 

9 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 24   
@sitaramvlogs6641
@sitaramvlogs6641 Год назад
Very nice bhai. 💐💐💐!!
@Multiverse584
@Multiverse584 7 месяцев назад
Isme required documents kon kon se lgenege bhai
@Multiverse584
@Multiverse584 8 месяцев назад
Sir ye sb kam karne ke liye csc id ki to jrurt ni h na aur kripya btaye jamin m kon kon se kam bina csc id ke kiya ja skta hai aur kya ni
@prakharsharma8333
@prakharsharma8333 11 месяцев назад
How to find register 2 volume no and register 2 page no
@Multiverse584
@Multiverse584 7 месяцев назад
Hello sir
@dhirajpandey3479
@dhirajpandey3479 Год назад
Sir mere khatiyan ma kabil lagan Rashi zero hai wo kaise kare
@RNCTech21
@RNCTech21 Год назад
Kabil lagan rashi o rahne par apko anchal me aawedan dena hoga uske bad anchal ke dwara lrdc ko lagaan nirdharan ke liye letter bheja jayega... Tab jake lagan darj hoga... 🙏🙏
@dhirajpandey3479
@dhirajpandey3479 Год назад
@@RNCTech21 sir hum only khatiyan sudhar k liye aawedan kar diye parisodhan se ho jayega na
@NSsanjuvlogs
@NSsanjuvlogs Год назад
Bhaiya aapse kuch baat karna h
@NSsanjuvlogs
@NSsanjuvlogs Год назад
Kuch help kijiye
@Technical_issu
@Technical_issu 2 года назад
Sir,Mera khatiyan online Main chada nahi kaise hoga 🥰🥰
@RNCTech21
@RNCTech21 2 года назад
online khatiyan chadane ke liye appko anchal me manual aawedan dena hoga uske bad anchal dwara jila me khatiyan chadane hetu aawedan bheja jayega. tab jila dwara yani LRDC/NIC dwara khatiyan chadaya jayega.
@Technical_issu
@Technical_issu 2 года назад
@@RNCTech21 thank you sir itne vistar se batane ke liye
@hwhcsmtgitanjaliexpress635
@hwhcsmtgitanjaliexpress635 2 года назад
Parishodhan Kaam nahi kar raha hai last me Binary Transaction Terminated Bataa raha hai ?
@RNCTech21
@RNCTech21 2 года назад
Server Problem....... 🙏
@pintuhitachiop5888
@pintuhitachiop5888 2 года назад
कितना दिन में सुधार होगा,लगान रशीद काटने का online bhugtan ka option nahi show kar raha hai
@RNCTech21
@RNCTech21 Год назад
Parishodhan me apply karne ke bad apne anchal office se sudhar karwana hoga tab jake bhuktan ka option available hoga.
@devkumarbedia
@devkumarbedia 2 года назад
Mere online rasid me plot no. Galat hai hmko correction krwana hai isme sudhi patr ka jarrurat padega kya. Kyuki sudhi patr mere pass nhi hai. mere pass deed hai aur current rasid plz suggest krye
@RNCTech21
@RNCTech21 2 года назад
Agar Correction slip nahi hai to deed or manual rasid attach kare sudhar ho jayega.... 🙏🙏
@imtiazali1460
@imtiazali1460 2 года назад
Kya offline copy jama karna padega anchal office me?
@RNCTech21
@RNCTech21 2 года назад
Agar sabhi attachment sahi hai to jama karne ki jarurat nahi🙏
@imtiazali1460
@imtiazali1460 2 года назад
@@RNCTech21 2bar hum online apply kiye reject kar deta hai.jab ki same pepper ofline me dene se kar deta h sath me moti rakam. Koi complain no h kya?
@OmPrakash-xr5uq
@OmPrakash-xr5uq Год назад
District and circal nahi select ho raha hai
@RNCTech21
@RNCTech21 Год назад
Site abhi thoda down chal raha hai..... 🙏🙏
Далее