3 week pehle mere cage main ek bahir k kabootar ki wajah se bimari perh gayi thi mene 3 dhakan matti ka tail 2 liter pani me dal k diya or uskay badh abhi tak bhoray daal raha hon mashaAllah bimari khatam ho gayi hai or kabootar b fit hain ab kafi yeh mera azmaya huwa nuskha hai or main ustaad tariq gujjar sahab ka shukar guzar hoon 😊