Bhai incubator ki temperature wali tar side pa lgao hawa ma eggs k sat tuch na kro or eggs ki sides change ho ya na ho bacha ban jata ha par wo sahi sa ni bnta
Ap candling sahi nahi karta baz dafa bacha late banta ha murgi sare bache 21 ma to nahi nikalti na ye to phir incubator ha ap pooray 20-22 din wait kya karo