#farmlife #farmingtips #agriculture #mudhonkoMatti #zameenkiOxygen #fh333 #ckc6 #mnh1050 #mnh1035 #fhAnmol #fh492 #fh490 #bs1 #ss32
Farming panel ki is video min aap dekhin ge k planter ki gai kapas ke modhon ko matti kese lagai ja rahi hai. jesa k ham sabhi jante hin k baarish ki waja se zameen dab jati hai awr zameen k masaam band ho jate hin. Lehaza hamin ye chahiey k ham is min hal chalaen ya godi karen. Ta keh zamin ki oxygen bahaal ho sake. Thanks
Regards: Farming Panel
+923017590052
6 май 2023