Shadaar Samjhaya Nahi, Balki Shandaar Fitna Failaya Hai.. Ek Aale Rasool Ke Khilaaf Logon Ko Bahda Kar. Mere Aala Hazrat Ki Ye Taleem Nahi Thi, Man Lo Agar Apko Esa Lagta Hai Ki Unhone Galat Masla Bataya To Aap Pahele Unhe Samjhate Bad Me Video Par Ise Dalte, Aapne Thumbline Me Bhi Sirf Madani Miya Likha Hai, Jabki Wo Saiyed Hain, Mufti Hain, Pakistan Ke Gizale Daura ALLAMA Saeed Ahmad Kazmi Sahab Jo Dunya Se Rukhsat Ho Chuke Unhone Raisul Moheqqeqin Ka Laqab Diya Hai, ALLAH Kareem Aap Sabhi Ko Dil Se Aala Hazrat Ki Taleemat Par Amal Karne Ki Taufik Ata Farmaye Aur Aale Rasool Ka Adab Naseeb Farmaye... Aameen..
Mere Peer O Murshid Huzoor Sayyidna Sarkar Tajushshariah Ka Faizan Hai Hazrat Allama Mufti Sajid Ali Shahab Pe Aur Mere Peer O Murshid Sarkar Tajushshariah Ko Khilfat bechty nhi the Jo jise chaha us dadi Khilfat humare Olmaya Ikram Koi video nhi banbaty hai Sabki sabki Maslak E Aala Hazart ke Fatwa per amal kerty Hai
@@aatarhussainaatarhussain1379 dekho jo b tum ho tum kichad chand par uchaloge to muh tumhara hi ganda hoga bayan suna hai kya madni miya kya? Tum mufti sajid saheb ko kitni asani se wahabi kah rahe aur tumhare madni saheb to kah rahw hain jo wahabi hai hi usko b nhi maan sakte bina tehqeeq k wo to gumrah hai uska zabiha jayez hai wagera wagera.. Har sayyed ka adab lazim hai lekin jab tak unka aqeeda sahi ho.. Amal bhale itna acha na ho par aqeeda durust ho aur tumhate madni miya ka aqeeda sulha kulliyat ka hai.. Yu to rafzi b khud ko sayed kahte hain par unka adab nhi karba bat bas haq aur batil ki hai aur madni miya yaha haq par nhi hain
Are bhai baat ko samjh ne ki koshish karo huzur shaikh ul islam allama madni miya se jab ye sawal huaa to aap ne iske jawab me ye kaha ki jo qasai hota he wo aqsar na ilm hota he use apne aqide ke bare me jyada kuchh malaum nahi hota (illa mashaallah) or agar koi shaqs khud ko wahabi kehta he to uska aqida jane bagair usko qafir kehna jaiz nahi koi sunni sahi ul aqida aalim ise jaiz nahi kehta. Albatta ye ki wo sakhs jo apne aap ko wahabi kehta he to woh gumrah jaroor he. Kuchh baat samjhne ki koshish karo. Agr koi baat aap ko samjh na aati to aap pehle huzur madni miya pas jate fir agar aap ko sahi jawab na milta fir aap radd karte. Wese bhi aap mufti sahab aaye din ahmedabad tashreef late rehte ho.
Jo log comment me bakwas kar rahe hain na k Madni miya ko kuch na kahein.. Maine khud bayan suni hu aur wo bayan bilkul fatwa E Razviya ke baraks hai to batao tum log AlaHazrat ki bat manoge ya madni miya ki? Jo yaqeen na kare ja k khud bayan sun lein.. Fir faisla karna
Jo log b bina soche samjhe Hazrat Sajid Razvi saheb ko galat kah rahe hain na soch lo tum log haq k khilaf ja rahd ho Allah ko kya muh dikhaoge.. Maula kareem Sahi Sunni Al Aqeeda tamam ulma e ikram ki Hifazat farmayd Aameen
Ooo hello...pura clip dekiya kare...hasad mei na aye...uno ne dusre wahabiyon ko gumrah kaha hai jab tak unki gumrahi kufr na pahunchre...aur uno ne ye bi kaha ki apne muhalle ke ulama se raabta kare pehchan ke liye
Tera tajusariya aur sab Barelvi hi Hujur shkhul isalm Syed Madni Asraf Asrafiul Jilani dusman hai.. likin iski saja kal Qayamat men aap logo ko jarur milegi
Bina saboot koi aala hazrat wala ye baat nhi manega jis par baat ho rahi hai wo bhi bayan to bataye kuch mesion karo ya discreption me link dalna tha dekho zara tahekik kare ye channel wala bhi sunni hai ki nhi
Sharm kar jhoot bolte hue puri baat bol molvi sadaat ke baare mai bol rha hai unhone vazahat kar chuke hai vazahat jaake padh radd karne se pehle soch to le
Jo ye kahe kuredne ki jarurat nhi h to iska matlab uska uthna baithna ana jana dawate ristedari aur dilo me gunjais huzur ke gushtakho k liye kahi na kahi zinda h Aur bo h madni miya😂😂😂
Jahilo jaise baat karne ki jarurat nhi hai Bareilly markaz tha hai aur rahega aur ala hazrat ka naam lekar maslak ki aar me galat karna yeh kaha ka insaf hai . Molvi shamsuddin ki class le Li gyi hai haq baat logo ko bahut bura lagne laga hai Zara sabr kre ki akhir q radd kya jata jata hai. Bewkuf rehna chahte ho to raho jao jahannam me hum to bas bata diye maslake ala hazrat zindabad ❤
@@nasir.650 jannat aur jahannam ka faisla krne wale tum kon hote ho. Jannat allah o rasool ki hai allah jise chahe jannat ata kre aur jise chahe jahannam ..
@@anmolgauhar bewkuf he rahoge sharia't naam ki v koi chiz hoti hai yaad rakho sharia't par kisi ki hujjat nhi aur yeh sharia't jo hai yeh allah aur rasool ka he Diya hua hai toh ab samjh jao apni aqal mat chalao
@@nasir.650 tum se bada koi be waqoof nahi hai jo apne aap ko jannati bol rha hai aur dusre ko jahannami..aur mola ali ka farman bhool gay..farmane hazrat e ali...jo apne aap ko aalim kahe wo jahil hai aur jo apne aap ko jannati batae wo jahannami hai..
@@Muhammad_Samiuddin_Qadri_Razvi jame azhar misr me jane wala kattar wahhabi sabit. fatawa rizviya v amjadya. reed. ye ye indiya me not vvot kamane ko aala hazrat ka damka bajata hen andar se kattar ddevbandi he attar ilyas bhi.
MADANI miyan ki baat ki clip moujood hai ya SUNI SUNAYI BAAT HAI ? AGAR AISA KAHE HAI TO CLIP SUNEy ya UNSE MILKAR BAAT KIYA JAYE KI WAHABI SABHI KO KAAFIR TO NAHI KEH SAKTE KYU KE BOHOT APNE AAP KO WAHABI TO KEHTE HAIN AUR AQAID E WAHABIYA UNKO MALUM NAHI HOTA... Lihaja Hazrat se rubaruh ho kar baat Kiya jaye... Meri mashwara hai
jame azhar misr me jo jo gaya wo sab se pehle toba kare v tajdeede nikah v eeman kare phir kattar sunni bane. jitne azhari hen sab sulh kulli hen fatawa rizviya reed
اور جو تیرا پاپ۔ ۔۔ جامع۔ ازہر مصر۔ میں پڑھنے گیآ اس بارے میں بھی بتا دے وہاں اس نے کیا چار سال تک دال روٹی یا الو۔ بینگن ٹماٹر۔ کھاکر آیا تھا۔ وہاں۔ جاکر۔ تم۔ لوگ ان کو سنی بنادو۔ مطلب کی خاطر۔ اب۔ تو بتا نا۔ کیا حکم۔ ہے جامع۔ ازھر۔ مصر۔ میں پڑھنے والے کا ۔۔ اب تو بتا۔ عرب شریف والوں کو تو کیا مانتا ھے مومن۔ یا کافر۔ ۔۔ بس۔ دو میں سے ایک بات تو بتا ۔۔ تیرا پاپ۔ جی۔ غسل کعبہ دینے کیوں گیا تھا۔ کاہے کا تو مفتی ہے۔ ۔۔ تو مفتا و وہابی ہے تو۔ کٹر۔ وہابی ساجد۔ وہابی۔ فتنہ پیدا کرنے والا وہابی۔ سنی بن کر آگیا ھے ۔۔ کیآ تو۔ تری پورہ والوں کو مومن نہی مانتا پھر۔ کیوں گیے۔ تھے۔ قمر غنی عثمانی وہاں تو سب دیوبندی طرز کے تھے۔ اکثر۔ رضا اکیڈمی والوں نے بھی اپیل کی تھی
Bewaqoof mere jaisa zahil bhi samaz sakta hai, huzur madni miyaki bat, in short, ke wo wahabi jo gumrah hai, abhi kufr tak nahi pahuncha , uska zabiha halah, yehi fatwa e razwiya men bhi hai.
@@mo.ibrahimashrafiahmedabad822 5 k Ilawa Koi Kufr tak nahi Pahucha Fatawa Razawiya me To Ye bhi hai ki Ab Wahabiyon me koi Aesa Na Raha Jiski Bid'at Kufr Se Giri hui ho Khuwa Gair Muqallid Ho Ya Bazahir Muqallid Iska kya Jawab hai
Madni miya se Haram ki masjid ke imam ke bare me pucha gya tha aur uski badaqidgi sb pe vaheh hai. Saudi 1 1 citizen ke bare me nia Dusri tarf zabiha ka masla tha, Umimi tor jabiha kane wala kasai jahil hota hai aalim nai. R jahil devvandi generally na khud gustakhi karta hai aur na hi use ulma e devbond ke bare me kuch pata hota hai. Nahi use apne aqabir ke naam pata hota hai na hi un kirabo ke bare. Madni miya ne bhi yhi kha ki us bichare kasai kitabo ke naam bhi nai pata honge R madni miya ne ye bhi to kha ki sab ke sab gumrah hai aur gumrah se bachna jaruri Aur har devbondi kafir nai ye masla to sahi hai apni jagah Shah Taurabul haq qadri ne bhi yhi kha tha
@@Muhammad_Samiuddin_Qadri_Razvi Devbondi se aap ki Murad vo saqs hai jo ulma e devbond ke die aqaid rakhe ya un ulma ke kufri ya ibarat ko jante hue unhe kafir n mane esa jo devbondi hai aur vo yakinan kafir hai Pr aawam me bahut se ese log hai jo khud devbondi ya ahle kahte pr unko apne aqabir ke bare me kuch nai pata aur vo nahi un kufriya ibarat se aagah hai
@@sohilmemon9422 Agar Wo iqraari Deobandi hai Yani jo Apne Aapko Deobandi kehta hai wo Deobandi hai Dusra aaj k Waqt me koi Itna Bhoola nahi hai Samjhe jo Bina Kuch jane Apne Aap ko Deobandi kahega Aur Unko Musalman to janta hi hai Ye bhi Kufr hai Sarkar Alahazrat ne likha Aaj k Waqt me Koi Wahabi Deobandi Aesa na Raha jiski Bid'at Had e Kufr se giri hui ho Wo Chahe Muqallid ho Ya Gair Muqallid Samjhe
Humne bi dekha h youtube par pote ke saath khelte h aur uski bi video banayai jaati h aisi video se Kaunsa deen ka kaam ho raha h kya in tamasho k liye video ke jaiz hone ka fatwa diya tha