Assalamualaikum sayyed sahab kibla kheriyat sai hai aap Subhanaallah Masha Allah bahut khub aik aaphi to hai jo fakir ko apna gulam kehkar pukarate hai allah apne habib kai or sarkar ghose paak kai sadQe mai or sarkaro kai sadQe mai aapko sehto tandrusti aata kare or apni hifzo aaman mai rakhe or umre khizar aata kare Dua mai yaad rakhna apne gulam ko Fakir khawaja hasan azhari pali