Ma Sha Allah Allah pak aur barkat ata farmai ager price be mention hota tu acha hota ,price batanai sai ya faida hota hai jes k Samaj mai price atai tu wo rabta kartai ab yahe hoga 100 afrad only price pochai gai aur karedar Kam hogai mera manna hai ,
Masha Allah setup boht acha hai but bhai aap kindly videos mein aap birds ke rates quote karwaya karain ta k saler and buyer dono ko koi problem na ho.
Asalamualakum itny lamby taqreer kar dy lakin rate nahy batay bhai kitna oper lo gay acha birds ka , Usama ko rate batana chaya ta video ka faida abhy bhy poch kar msg par rate dal do asany ho ghy sub ko