But India ka phone kabhi kharab hota hai toh kabhi repair nahin hoe sakta but Chinese phone repair hoe sakta hai mere 3 Indian phone ko phak na para kharab hone ki bajai sai service center jaa kare thick hoe sakta hai
❤ sar ji aapka tere dil se shukriya Ada karte Hain ham aapane bataya humko video achcha Laga hamari pareshani solve ho gai hamara phone theek ho gaya aapke bataya anusar sar ji aapka video kafi achcha Laga hamen
Sir mera phone neeche gira charging lagane par bar bar vibration kar Raha hai swith of nahi khul Raha hai agar charging lagane par power button aur volume button dba Raha hu to kabhi kabhi khul ja rha hai fir turant fir of ho ja Raha hai please help sir
Bhai maine sab kuch try kar liya Reboot kar liye fir bhi chalu nahi hua ❌ Wipe data kar liya fir bhi chalu nahi hua ❌ Fastboot kar liya fir bhi chalu nahi hua ❌ Volume +- daba liya fir bhi chalu nahi hua ❌ Karu toh kya karu pareshan ho gaya hu me 🥺😭😭