کل ایک Dc پڈیسٹل فین لے لیا چار ہزار ساتھ سو روپے پر لیکن رات کو ہی تقریبًا سحری کے وقت رک گیا پھر میں نے جب صبح اٹھ کے دیکھا تو واٸینڈنگ جل چکا تھا کیونکہ میں ایک ساتھ دو dc پنکھے 14 v dc سپلاٸی پر چلاتا ہوں ۔۔اس میں 25 نمبرتار استعمال ہوٸی ہے اور 17 ٹرن دٸے تھے ۔پھر میں نے 24 نمبر تار سے 22 ٹرن دے کر واٸنڈ کیا ۔اب بلکل ٹھیک ان شاء اللہ ۔۔۔۔جب بھی ایسی کوٸی مشکل ہوتی ہے تو اکثر اسی چینل سے دیکھ کر سیکھتا ہوں ۔۔شکریہ استاجی
Aapka kam hame bahot achha laga aur hamko seekh bhi mil gaya hamne to kabhi moter banding nahi kiya lekin aapne hame bataya hai ham moter banding kar sakte hai ekdam aaram se
very nice video,,,,,mojay shouq hay dc motors rakhnay ka...mairay paas taqreeban 15 motors hain,,,use naheen kartha bas waisay hi rakhtha hoon,ismain koch treadmill k dc permanent magnets motors hain......laiken aaj mojay patha chala ki armature kaisay rewind ki jathi hay,,,,,thanx brother,
Bhai zabardast ap ne video bnai hai aur achi tarah samjhaya hai lakin ab jo new motors a rahi hain un ka commutator size men is k muqble men chota hai aur rootor bi takreebn nisf kr dia hai. Kindly us k tarika b btaen aur wire ka no aur turns b . Thanks.
Sir mera aik sawal hy. Main ny dc775 motor winding ke hy . Wo thora sa spark kro taroo ko to chalti hy jab is k oper fan lagaho to. Wesay khali shaft ho to beghair spark k b chal jati hy ye kya problem hy bata sakty hy ?
23 number taar ky saath 23 chaker aye gye rewainding ha samny sy shuroo ulthy hath laeed nikalni ha aor anti clock jana ha uoer samaga warnish dedena ok chalee gi coniction 4 pr hoga
@@MehboobElectric بھائی موٹر کو کمپیوٹر والی سپلائی پے چلانا ہے بار بار نئی موٹر جل جاتی ہے ریوانٹڈنگ کے لیے تار کا نمبر کونسا استعمال کریں اور کتنے ٹرن دیں ضرور بتائیے گا
DC moter ke wending ka akhri khan laganu hin Jo uper lagaty hin ak said ke wending ak kunda chor Kar karni ha ya nhi ya pher ak hi seriy se sab pe kagani hin
اسلام علیکم سر آپ کے بتائے ہوے طریقے کے مطابق وئینڈنگ کی ہے مگر موٹر کو گھوما کر چلانا پڑتا ہے اور سپیڈ بھی آدھی ہے پلیز رہنمائی فرما دیں 23 نمبر تار کے 25 25 ٹرن دییے ہیں
Asalam.w mehboob bhai aik cheez agar or ap jab bhi winding karty ho to ye bhi dekha diya karen ke Jab shoro ki hai aik site to camera se dusri site kitny konday chor kar karni hai shokriya jazak allah
Ek video mere liye aapki video tej hone ki vajah se samajh nahin main pehli dafa banane laga mere liye Jo video banayenge sukoon se aur mujhe ek ek connection ke bare mein bataen jo aap ki video main dekhi ek ke bad ek connection Kiya jata hai samajh mein nahin aaya kaun sa connection pahle karna hai kaun sa 20 25 minute ki video Taki acche se samajh Sako main aapka channel like kar chuka subscribe bhi kar diya hai mere liye yah video banana bending se lekar motor chalane Tak Taki mein acche se samajh Sako
भाई मेरे मैं बहुत सारे वीडियो देखें सबको सरप्राइज भी किया और सबसे ही पूछा गया कि भाई मुझे कुछ कमेंटेटर की जरूरत है भाई बता दीजिए कहां मिलेंगे आप सभी गुजरे से भाई के बता दे कहां पर मिलेंगे