Vry Nice. .Sir ji...Hm jam perfom Me part me 16 tones ko lekar ke ply krte he...to usme kya Aesa ho skta he ke .. Jese hmne 1 nnbr pr Fantashiya tone rakha or usko hold karke....Dusra koi tone jese ki 3 nmbr pr Shenai ya koi dusra tone ply kar skte he kya.
Thanks for comment,,,,,Kisi bhi tone ko hold Karne ke liye Keybord ke back side main aap dekhna hold pedal ka option Diya hota hai,,,,,ek sustain padle aata hai wo bahan lagana padta hai fir aap Kisi bhi tone ko left hand par hold kar sakte ho par tone hold Karne ke baad aap koi bhi tone change karoge to usmain keyrange SE left hand Khali hona chahiye
Jab ham Apne keyboard ke sabbhi functional switch check karate hai matalab ki RHYTHM + UTILITY + EFFECT SWITCH AEK SATH START (ON) KARANE SE PAHALE daba te hai or Sara keyboard ka working switch or display sun (F1 to F8) CHECK KARATE hai woo
Mere channel par jaiye transpose kaise karte hain uske ke liye ek video banaya hua hai jaake dekho link par click karo,,,, ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-KTI9Hf3ykpM.html