Тёмный

Rose Forceful dormancy👉 ये गलती मत करना 

Crissi shiva Gardening Tips & Tricks
Подписаться 38 тыс.
Просмотров 10 тыс.
50% 1

Rose forceful dormancy👉 ये गलती मत करना
My instagram👇
/ crissishiva
My Facebook 👇
/ crissangeal
‪@crissishiva‬
@Rahul n Roses @Green gold garden @Gold Green @Sameer Singh Garden
#redsoil #rosefertilizer #rose #roseflower #roses #rosecaretips #rosecare
@Rahul n Roses @Green gold garden @Gold Green @Sameer Singh Garden
#redsoil #rosefertilizer #rose #roseflower #roses #rosecaretips #rosecare #sauravjoshivlogs #manojdey @Vijaya's Creative Garden @Shampy's Garden @Bonsai and Gardening Zone @Rashmi's World - Create to Decorate @GARDEN TIPS
‎@Garden Up ‎@Gardening Is My Passion (Hindi Version) ‎@Gardening is my Passion

Опубликовано:

 

22 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 175   
@omvirsinghkhatana4204
@omvirsinghkhatana4204 Год назад
Thanks for sharing 🙏
@crissishiva
@crissishiva Год назад
Thank you🙏🌿❤
@venusgarden959
@venusgarden959 Год назад
Awesome video🌹🌹🌹❤❤❤
@crissishiva
@crissishiva Год назад
Thank you🌿❤🙏
@shabnoorali547
@shabnoorali547 2 года назад
Nice sharing 👍🏻
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Thank you
@Poojagohar40
@Poojagohar40 2 года назад
👍🏻👍🏻knowledgeable sharing👌
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Thank you🌿
@hussainpurigreengarden1973
@hussainpurigreengarden1973 2 года назад
Nice
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Thank you
@JSB0827
@JSB0827 Год назад
Sir, aap k plants to super duper hain hi... Aapki persian cat bhi bahut sunder hai 👌
@crissishiva
@crissishiva Год назад
Means alot sir❤❤❤❤❤🙏🌿
@amitgreenworld.7055
@amitgreenworld.7055 2 года назад
Very nice
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Sir🙏
@artgardenanddecor4379
@artgardenanddecor4379 2 года назад
Very informative video
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Thank you
@balbirram3118
@balbirram3118 2 года назад
Nice video sir ji
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Thank you sir🙏
@deepu1601
@deepu1601 2 месяца назад
Last feeding Calcium Nitrate kitne Matra main Dena hai, agar plant 10 inch ke pots main lagaaye Gaye Hain aur 8/9 mahine purane hain
@tkboutiquekaur8112
@tkboutiquekaur8112 2 года назад
sir, u r tooo genius 👍
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Sir❤🌿
@sannyrawat3440
@sannyrawat3440 2 года назад
👍👍👍👍🤗
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
🙏👍
@guruofgaming5136
@guruofgaming5136 2 года назад
Nice information bhaiya 👍 thank you 👍
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Thank you 🌿❤
@ramrattan2580
@ramrattan2580 2 года назад
Milgya Jvaab ! Thanks Sir for Always Sharing correct information 👌🏻💐
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Welcome sir❤
@Lovelotus17
@Lovelotus17 2 года назад
Bahut hi sahi samay par sahi jaankari di aapne . Bahut bahut dhanyawad Shiva Bhai .
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Welcome sir, thank you so much❤
@dhananjaymishra7082
@dhananjaymishra7082 2 года назад
गुलाब के विषय मे बहुमूल्य जानकारी देने के लिए धन्यवाद।👍🏻
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Welcome sir🙏
@pandayravi8724
@pandayravi8724 2 года назад
@@crissishiva Bhai ji Pranaam 🙏 ... bahut dino baad aapka rose pe video aaya. Mai Facebook pe sampark krne hi wala thha ki ye video aaya. Abhi tak toh aapke kahe anusaar summer care wali hi feeding chal rahi hai. Ab feeding mein Kya badlaav laya jaye kripya margdarshan kren 🙏 .. meri location Bangalore hai
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Mere instagram ya facebook p photo send kariye ..condition dekh k bataunga Instagram👉crissishiva Facebook👉crissi shiva
@deepu1601
@deepu1601 2 месяца назад
Forceful Dormancy plant ke size aur growth dekh kar dena hai ya plant kitne purana hai woh dekh kar dena hai, chaahe plant ke healthy growth ho naa ho? Please advise
@rathinghosh5325
@rathinghosh5325 2 года назад
Thinku sir
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Welcome sir🙏
@naimshaikh6598
@naimshaikh6598 2 года назад
THANK YOU, SHIVA BHAI 🌹.....👍...🙏
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Welcome sir❤🙏
@arabindapradhan8550
@arabindapradhan8550 2 года назад
Very necessary video THANK YOU and HAPPY GARDENING 🌺🌿
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Happy Gardening sir🌿❤
@foddiearray1870
@foddiearray1870 2 года назад
Climate bhi mater karta he...odisha mein august or September mein heavy rain or October or November cyclone ka season he..to wo kya karenge?
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Cyclone k inn months p temp kitna hota he aur winter kab enter karta he ?
@foddiearray1870
@foddiearray1870 2 года назад
@@crissishiva winter November mid ko
@pakistanpakistani7869
@pakistanpakistani7869 Год назад
Do you have a list of roses that perform best in our climate specially in David austin roses. Thank you
@crissishiva
@crissishiva Год назад
Exhibition level rose variety list 👇 Princesse de Monaco Mahiraj Ingrid Burgman Tinekie Mohona Great scott Mr. Lincoln Love Bora bora (orange) Sadabahar sunset celebration Diamond Jubilee' Bahurubi Gemini paradise white success Diana, Princess of Wales Jyada flowering👇 Naranga (orange) Mona Lisa sunset celebration Bougati bora bora Swany Iceberg bobby dazzler ahalya chihuly (floribunda) moon dance (floribunda) Culcutta 300 (mehak wala) Sentimental Ahalya (light pink) Abracadabra Sadabahar (pink mehak wala) Desi white Souviens Toe Midnight blue (purple) Sunsprite (yellow) George burns Honey perfume (mehak wala) Knock out (my favt👌) Bonica (no pest attack👌) New dawn(mehak wala) Rainbow end (mineature) The Fairy' (Polyantha) Yellow orange mix👉chihuly (floribunda) White 👉moondance (floribunda) iceberg rose(white) Summer snow(white) Double delight(king hall of fame mehak✅) Marjorie fair Culcutta 300 (mehak wala) Sentimental Ahalya (light pink) Abracadabra Sadabahar (pink mehak wala) Desi white Souviens Toe Midnight blue (purple) Black delight Sunsprite (yellow) George burns Honey perfume (mehak wala) Knock out (my favt👌) Bonica (no pest attack👌) New dawn(mehak wala) Rainbow end (mineature) Gawathi (gulukand issi se banta he,mehak wala) .......................................... Neptune P D Monaco Blue ocean Mardi gras Blue moon with strong perfume Marjuri fair Arunima Lavender simplicity Margo koster Moon stone First lady Sharifa Asma BLUE FOR YOU (Pejamblu) Floribunda
@ashishsoni2617
@ashishsoni2617 2 года назад
Sir mere paas micronutrients me bas sea weed hai kya wo total waste hai? Or sir bone meal ka aapne kbi use nahi btaya hai uska please use btaiye mere paas wo rakhi hui hai
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Seaweed mein micro nutrient ka percentage bahot kam hota he Bone meal..horn meal k results 1 mahine k baad milna suru hote he wo bhi bahot kam 1 percentage kharab fungus aur bacteria soil mein ajata he Barish mein mat use kariye 3 Mahine mein ek baar 10 gram per pot soil mein mix kark
@ashishsoni2617
@ashishsoni2617 2 года назад
Thankyou sir apna time Dene ke liye
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
No problem 🌿❤
@vishnuram1750
@vishnuram1750 Год назад
Ek saal k gulab ho gaye h lekin dieback ho raha tha ab dieback hona band hua h 21 aug ko last fewding or insecticide sprey kiya h ab unhe dormacy me le jaaya jaae ki nhi ? Or agar le jaau to saaf fungicide k alawa koi organic option h kya me organic hi usse krma hun chemical use nhi krta hun
@crissishiva
@crissishiva Год назад
Kal wala pehle video dekh lijiye jo upload kiya he Aur aap mujhe photo send kariye condition dekhne dijiye fir apko batata hun ki dormnacy mein le jana he ki nahi Note👉apko bio fungicide use karna he to trichoderma use kariye results slow hote he iske Chemical fungicide ye 2 best he 👉 bavistin .. Ridomil gold resuts fast aur ache hote he .. Baaki apki choice aur podhe kitna safe ho pa rehe he organic use kark ye apke podhe hi jaan sakte he
@kalyanmondal7529
@kalyanmondal7529 Год назад
Sir, me Kalyan Mondal from Kolkata , my some DA rose nd others which planted on last November in cinder . They are all 2 ft to 4 ft hight nd good condition. My question is it necessary to carry them into Dormency? Please
@crissishiva
@crissishiva Год назад
No need to force them in forceful dormancy 👇 Jiss hisab se climate change ho gaya he pichle 3 saalo se bade bade rosarians bhi gulab ko puri treh se forceful dormancy mein nahi le ja pate kyunki pani kissi bhi time kissi bhi mahine baras jata he jisse dormancy break apne aap ho jata he Aur gulab dormancy mein nahi ja pata Note👉 aap August se sirf feeding band kar dijiyega yani agust mein last feeding apko calcium nitrate ki deni he ek baar sirf isk baad feeding band kar deni he isk baad aapki city ka jab monsoon end ho jaye october or maybe november mein branch pruning k 20 din pehle fir se calcium nitrate se suru karna he aur apke city ka jo rose branch pruning time hoga november maybe apko nov mein branch trimming ya fir branch pruning kar deni he as per your desired shape or choice Isk baad feeding suru kar deni he 1gram se dheeme dheeme Yani instant heavy feeding nahi deni he Note👉 watering aap normal hi rakhiye jese aap kar rehe ho Watering kam nahi karni he Bus gulab ko 2 mahine ka rest mil jayega feeding na milne se jise partial dormnacy mein le jane kahete he👍 Koi bhi baat ho feeding se realted ki 2 mahine baad kon si feeding suru karnj he aap fir se pooch lijiyega 🙏
@ParveenKumar-uv2nq
@ParveenKumar-uv2nq Год назад
Ram Ram ji abhi September ka last saptah chal raha hai aur naye suits nikale shuru ho chuke hain abhi cutting karni hai aur usse pahle kya fidding kre Kai sal purane rose ke flower jo maine pichhle mahine report kiye the unke bare mein poochh raha hu
@crissishiva
@crissishiva Год назад
Iss video k 2 step apko follow karne he bus 👇 ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-Hq1szSPjFG0.htmlsi=W-qkOgVJNJp9ZsOO
@nishikantarya8375
@nishikantarya8375 Год назад
Sir. Maine aapki video aaj dekhi. Or aaj hi repot kardiye rose usi soil media mein jisme wo pehle se hi the and media mein cowdung daal diya or 50 percent root cut krdiye bina main root cut kiye. ...,...,question is kya mujhe cowdung daalna chaiye tha?
@crissishiva
@crissishiva Год назад
Cow dung compost to achi cheeze he lekin aapne 50%roots bahot cut kar diya he Aapne ye wala video kyu nahi dekha tha 👇 ru-vid.com/video/%D0%B2%D0%B8%D0%B4%D0%B5%D0%BE-H2lXBd6mhbY.html
@nishikantarya8375
@nishikantarya8375 Год назад
@@crissishiva ab kya dieback hoga . ..... ...😱🙄
@crissishiva
@crissishiva Год назад
@nishikantarya8375 aapne kiss hisab se kitne percentage mein ched chad aur roots cut kari he ye sahi se aap hi jaan sakta he kyunki 50% roots aap keh rehe he to jyada hi kari hogi aapne cut
@ushadass4434
@ushadass4434 2 года назад
Mere gulab ku pattiyan sikudi Hui hain aur peechhe rust jaisa laga hai, Nai pattiyan bhi aisi hi aati hain, kya karoo?
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Thrips attack he wo Imidacloprid 70 wg buy kariye chota packet 20 rs ka milta he Ya fir👇 Confidor Exodus Theeta Kaka Hpm super sonata Inme se koi ek buy kariye aur har 7v din spray kariye👇 Note👉barsaat mein thrips attack suru ho jata he 20 nov k baad chala jata he aap agr kuch bhi na spray kare to winter ane p new leaf niklengi aur ye infected leafs drop ho jayngi.. Fir apka podha bina kissi keetnasak k firse acha ho jayega👍
@kanchanpassi1181
@kanchanpassi1181 2 года назад
Sir jipotasium humet calesium naiterte oŕ iorn ki alag alaģ saptah kitni matrra deni g pls riply sir aap ne vidio banay kafi dino bad is ke liye thankyou
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Potassium humate👉 hafte mein 1 baar Calcium nirate 👉 15 din mein ek baar Iron👉 20 din mein ek baar 5 din ka gap rehna chaiye agr turn ek hi din mein araha he
@geetagupta5625
@geetagupta5625 2 года назад
Sir aapka gamla kitne inc ka h or kha se magavate h
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
8 inch 👉50 rs ka 10 inch 👉70 rs ka 12 inch👉 90 rs ka Pass ki nursery se leta hun ye nursery black pot hote he Online bhi mil jayega lekin rate sayad jyada he
@mohseenshaikh7613
@mohseenshaikh7613 2 года назад
Bade dino bad kya bat h Waise bhai dormency period me b video bna lena taki humlog ko idea aa jay.... Bolne me or krne me fark hota h
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Over work bahot he office ka wahi kar raha hun ab... Theek he sir video shoot karta rahunga 👍
@mohseenshaikh7613
@mohseenshaikh7613 2 года назад
@@crissishiva ok bhai
@aamitnabajya2119
@aamitnabajya2119 2 года назад
Sir after using dap or any other chemical fertilizer... The soil becomes hard in nature... Softness mitti ka kam ho jata hai... Jada nahi.. thoda use karta hu... Mitti hard aur dry ho jata hai... Kya kare pls guide?
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Gypsum..potassium humate.. Gobar ki khaad ka aap use kariye soil ko hardness puri treh se khatam ho jayegi Fir soil dry hone p crack bhi nahi hogi aur soft rehgi 2nd 👇 Potting mixture mein 20% cococopeat ..ya rice husk ka use jaruru se kariye ya soil ki hardness kam rakhte he
@aamitnabajya2119
@aamitnabajya2119 2 года назад
@@crissishiva thankyou sir
@biplabkarmakar1391
@biplabkarmakar1391 2 года назад
How can you make dormancy for plant? You can control diet only, not dormancy. Because it is a physical process for plants and it is natural.
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Its natural when plants are not in pots...ground plants can't be force
@muteebrahman2990
@muteebrahman2990 2 года назад
Sir mere plants me blindshot are Hain Kiya Dale bataye sir
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Cocopeat mein to nahi he ? Aap blind shoots cut kariye saaf fungicide lagaiye Direct sunlight mein rakiye Potassium humate hafte mein 2 baar soil mein Fir agle hafte calcium nitrate dijiye ek baar sirf Over watering mat kariye Itna kariye fir mujhe bataiye
@kuldeepchauhan1479
@kuldeepchauhan1479 2 года назад
Kya abhi new rose plant lga skte h
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Agr barish wala mosam he to laga dijiye best time he👍 Agr weather garam he to online bare rooted wale mat lagaiyega Sidhe nursery jakar laiye aur as it is laga dijiye roots aur soil k sath ched chad nahi
@kuldeepchauhan1479
@kuldeepchauhan1479 2 года назад
Ok.. thanks
@laxmiduttpathak5420
@laxmiduttpathak5420 2 года назад
Ji sir ji namaskar .... Pathak from Chandigarh .... Garmiyon main phir maine 10 gulab ke podhe liye thee to veh sabhi die back kar gaye hai ..... Aapse maine pehle bhi ek baar pucha tha inhe podhon ke bare mein to aapne jawab bhi diya tha ...aur maine aapse aapka no bhi chaha tha to aapne kaha tha ki main ek no aur luga tab de duga to kya aapne aur no le liye hai ki abhi nahin ....main to aapke no ke intjar main hi hoon .... Abhi pichle he week 3 podhe aur laya hoon shukar hai ki abhi tak veh theek he chal rahe hain ....mere nursery wale ne kaha hai ki veh next week me aur gulab layega ......dekhte hain ki kya lata hai veh ....... Aapki chat per ki gayi mehnat bahut he Sunder hai mujko bahut pasand aayi hai ....aur aapka batlane ka tarika bhi bahut achcha laga IS Tarike se aur koi bhi samjhata abhi tak jitne bhi U Tube per samjhate hai un sabhi main aapka samjhane ka tarika sabse jyada achcha laga aur dusre no per hain M J . Veh bhi achchi trah se batlate hain ..... Aapka syada same na lete huye ji aapko bahut bahut dhanyawad ji ... L. D. Pathak ...from Chandigarh . Mo No . 7986944719 ..... Ab to good morning he kahuga ..
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Bahot bahot sukriya sir g 🙏❤ Aapki puri baat mene read kari he aur aap se yehi request he plz aap facebook ya instagram p account bana lijiye.. Mein apka pura sahyug karunga ...aur jyada se jyada time apko dekar apko sarey ek ek kar k step batunga koi gulab apka nahi marega Plz aap facebook ya instagram p aiye kyunki new no..mein abhi nahi le pa raha Aap wait mat kariye sidhe facebook ya instagran p aiye 🙏 ..kyunki 2 mahine k baad 15 nov se gulab ka season araha he ... Apko kuch cheeze abhi se buy kark rakh leni he gulab k liye
@laxmiduttpathak5420
@laxmiduttpathak5420 2 года назад
@@crissishiva ji aapka bahut bahut dhanyawad ji .
@j.a4128
@j.a4128 2 года назад
Scale deases ke liye kya use kare?
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Scale k liye👇 malathion 50 ec H202 Liquid hand wash Alcohol Acetone spirits nail polish remover Inme se kissi ko bhi lijiye aur scale p rub kariye hard tooth brush se Usk baad saaf fungicide laga dijiye aur full day direct sunlight mein rakiye jaha tazi hava charo traf se ati ho 15 din showering mat kariyega
@explorelifewithrenu..9982
@explorelifewithrenu..9982 2 года назад
Sir mery rose plants pury summer kharab rahy ab dhik huy hai or flowering bhi ho rahi hai to unko bhi doarmency main ly jana jaruri hai agar nahi hai to kya wo November December main bhi acchy se flowering karygy 15 Oct ky baad unki bhi cutting pruning kerny padygy
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Gulab agr puri summer kharab raha he aur ab sahi growth kar raha he to use dormancy mein nahi le jana he Use growth lene dijiye old flower dry hone p htate rehiye aur fertilizer ki feeding kariye Wo winter mein achi floweing karega iski tension mat lijiye👍 Pruning october mein karni he sirf patli branches aap htaiye ga Taki moti branches se achi moti shoots nikal sake Patli branches se kabhi bhi healthy shoots aur branches nahi ati Video pruning ka samay se pehle ajayega aap ussi k hisab se pruning kariyega ...
@explorelifewithrenu..9982
@explorelifewithrenu..9982 2 года назад
@@crissishiva ok thankyou sir
@shajidaibrahim2879
@shajidaibrahim2879 2 года назад
Sir, Can you make video in English
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
in beginning i uploaded in english but no views i got so i am not making ..sorry!!
@surajit7323
@surajit7323 2 года назад
Bugainvillea cutting ko kaise jaldi se gana kare jara bataye❤️❤️
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Cutting lag gayi he ..leaves nikal ayi he to mgso4 adha gram +1litter pani k hisab se spray kariye ..hafte mein 2 baar Fir next week npk191919 ka spray kariye adha gram +1litter pani k hisab se hafte mein ek baar
@surajit7323
@surajit7323 2 года назад
Thank u❤️
@26EasyHomeGardening
@26EasyHomeGardening 2 года назад
Red & yellow spider mites ke liye sabse accha pesticide kaun sa hi
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Omite
@26EasyHomeGardening
@26EasyHomeGardening 2 года назад
Oberon bhi use kar sakte hi?
@pandayravi8724
@pandayravi8724 2 года назад
@@crissishiva Bhai ji... ek sanshay hai Omite ko le k ... Maine apne kai friends ko Omite recommend Kiya mites k liye aur sabki ek hi samasya hai ki pattiyan bilkul jal jati hain aur nai pattiyan bhi tudi mudi nikalti hain ... yeah samasya sabke saath aayi hai. Dose bhi 2ml per litre of water hi use Kiya sabne... pashchat Maine unhe 1ML ka dose use krne ko kaha kintu samasya waise ki waise hi hai. Phir Maine sabko super sonata use krne ko kaha. Kripya margdarshan kren 🙏
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Oberon young mites control nahi kar pata ..lekin 80 % control kar le jata he
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Omite over heating karta he ..leaf p black spot ajata he .. Sahi dose ye he👇 Adha ml +4litter water raat k samay Isk spray se pehle sade pani ka spray pattiyu p Oberon bhi ovee heating karta he aur black spot ajata he pattiyu p Exodus se bhi black spot ajata he Kaka Hpm super Safe he 👍
@santanaborah5428
@santanaborah5428 2 года назад
NPK soil ya water ke sath dena sahie
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Npk ki spray feeding pattiyu p karne se turant results milte he Npk soil mein dene ka sahi method👇 Jab soil dry ho jaye fir npk pani mein mix kark dijiyega results ache milte he
@zebaansari8156
@zebaansari8156 2 года назад
Sir mera hybrid rose 12" ya 14" ke pot me 7-8 saal se laga hua h...or shayad hi kbhi repot hua h..but wo kafi tall ho gya h uski stems me jo joints hote h wo b waqt ke sath sath ese ho gye h jese grafted portion mota ho jata h, energy store kr kr ke un joints me b energy store ho gyi h...ab me uski root pruning or hard pruning dono krna chahti hun...kya mujhe wo sb stem b cut kr deni chahiye jinke joints me energy store ho gyi h or wo thick ho gye h?
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Abhi branches bhool se bhi cut nahi karna he 👇 Agr monsoon ya cloudy mosam he to repot kar dijiye 30% roots trim kark new potting soil mein Bus repotting kariye october mein semi hard pruning kariyega👍
@kavitachauhan5922
@kavitachauhan5922 2 года назад
Sir, ek achcha PH meter suggest kar dijiye
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Mat buy kariyega har baar galat batata he ek hi samay mein..mene fek diya Soil ph p video ane wale ph meter lene ki jaruat nahi he
@kavitachauhan5922
@kavitachauhan5922 2 года назад
Thank you so much🙏
@vishalsharma5033
@vishalsharma5033 2 года назад
Sir kya rose plant ko rainy season me DAP de sakte he?
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Yes 5 dane agr podha ghana aur bada he Warna 2 dane
@vishalsharma5033
@vishalsharma5033 2 года назад
@@crissishiva Thankyou
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
DAP har 20v din
@VivekSingh-jl8us
@VivekSingh-jl8us 2 года назад
Aj video ayega?
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Kal ya parso ayega👍
@deepakverma-sy3ht
@deepakverma-sy3ht 2 года назад
Sir dormancy k baad repoting pehle karna chaiye ya pruning
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Gulab ki Repotting ka samay monsoon hota he jab badli chai ho 3..4 dino k liye aur pani barsne ki umeed ho tab repotting karna sahi rehta he Ya fir 5 nov ko repotting kariyega Pruning hamesa october mein Agr apki city mein mosnoon dair se jata he to pruning nov mein 👇 Dormancy k baad pruning oct mein
@Aakashhhhhhh96
@Aakashhhhhhh96 2 года назад
Hi bro how are you
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
I'm Much better brother ..how's going !!
@ramrattan2580
@ramrattan2580 2 года назад
Pr mere Gulab me iis time Nya futaav aarha hai.. Khana piinaa Dena chahiye ya nhi !?
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Rose ki condition agr pehle kharab thi aur ab achi ho rehi he to feeding dijiye ..use dormancy mein mat le jaiye ...
@ramrattan2580
@ramrattan2580 2 года назад
@@crissishiva g Sir
@uvaissss
@uvaissss 2 года назад
Last year der me purchase किए थे rose plant,, is bar jaldi kharidunga,, chukunga nahi,, wese calcium nitrate se kya बेसिल shoot zyada आती हैं kya? 2. Kya ab 6 month old rose plant ko full day direct sunlight de sakte hain kya?,,
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Calcium nitrate +boron inka combo best he Calcium nitrate 👉isme calcium 18% aur nitrogen 15 % hota he Ye cell devision karta he aur flowering jyada lata he ..flowering time mein nahi dena he varna flowers drop ho jayenge..lekin flowering setting k baad dena he fir fruits ka size bada ata he Ye branches niklne mein aur naye kalle aur futav mein madat karta he plant ki growth fast karta he ..trimming k baad agr nai branches apko jaldi leni he to calcium nitrate use kriye Sulfher aur phosphorus k saath nahi dena he ye apas mein reaction karenge fir ye nahi kaam karta Ise npk 13.00.45 aur boran k sath use kita jata he ache results k liye Calcium nitrate ka gape 5 dino ka rakhna he agr Sulfer aur phosphorus dene he apko Ye internate gap badhata he ... Sarey fertilizer mein Sabse fast results yehi deta he chahe zameen kitni bhi kharab ho phosphate k sath nahi dena...boron k sath dena he ya potasium k sath..plant ko lamba chowda banata he..flowering stage mein nahi dena he fruits stage mein ya flowering se pehle Barsaat mein plant ko thoda soft bna deta he yani ki najuk jisse pest attcak ho sakte he Agr pest attack he fasal mein to nahi dena he... Boron 👉fal crack nahi hota.. Chamak ati he..cell devision fast hota he..growth fast hoti he ..plant ka tana crack nahi hota..nietrogen ki gaathe jyada bnata he ..sukhne ki condition mein pratirodhak chamta badhata he Vitamin c ki purti karta he ...lemon orange k liye must he Chikle mein chamak lata he Flower jhadta nahi Paragad acha hota he
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Rose ki photo send kariye aur tem apni city ka bataiye
@uvaissss
@uvaissss 2 года назад
@@crissishiva city hardoi,, i will send u in morning in instagram.
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Okay
@911tunnu
@911tunnu 2 года назад
@@crissishiva sir calcium nitrate +boron ki dose kya hogi
@prritiipandet9106
@prritiipandet9106 2 года назад
Pani ka pH kaise maintain kare
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Pani ka ph agr high he alkaline he 8..9 ..10 ki traf he 👇 Pani ka ph Kese kam kare👇 citric acid ..tartaric acid ..phosphoric acid..nitric acid .....lemon juice (नींबू का रस) Inn sari cheezo se pani ka ph kam ho jata he acidic ho jata he agr high alkaline he In short👇 Aap parchoon ki dukaan p jaiye jaha se aap ghar ka ata chaval daal late ho usse kahiye tartari de do 20 rs ka wo apko de dega Tartari jyada matra mein ek dum pani mein nahi dena he varna pani ka ph achanak bahot jyada kam ho jayega Apko 2 din k gap mein 1 gram se kam kam dena he Agar tartari nahi mil raha to neembu ka ras dijiye Inse pani tds kam ho jata he dheere dheere Tartari se turant kam ho jata he 👇 Agr pani high acidic he to Lime (चूना) Dijiye isse pani neutral 7 p ajayega Lekin Lime (चूना) k over dose se pani alkaline ki traf ja sakta he issliye kam matra mein dijiye 👇 Alum (fitkari) se ph agr alkaline he to acidic ki traf ph ajata he
@harshitanand2437
@harshitanand2437 2 года назад
Sir are you on Instagram? I want to ask something about my bougainvillea. Please reply
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Instagram👉crissishiva
@prakashchandraupadhyay9848
@prakashchandraupadhyay9848 2 года назад
गुलाब की रुट प्रूनिग कब कर सकते है बताइयेगा। मेरे गुलाब 10 इंच के गमले में लगे हैं उनकी रुट ड्रेनेज होल से बाहर आ रही हैं। क्या उनकी रुट प्रूनिग अभी हो सकती है मार्ग दर्शन कीजियेगा।
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Monsoon mein gulab ki repotting aur roots pruning ka samay best hota he Agr Cloudy rainy weather he ..kar dijiye Warna 5 nov ko kariyega
@prakashchandraupadhyay9848
@prakashchandraupadhyay9848 2 года назад
Thanks Sir.
@namankhamparia9743
@namankhamparia9743 2 года назад
Sir do yo have linkedin account actually me iske alawa kuch use nhi krta mere pass raat 10 ke baad hi time hota and i want to ask some questions.
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Sirf facebook ..instagram ...use karta hun...aap account bana lijiye 1 minute lagega sirf ... Aur photo k sath apni baat share kariye ga 👍
@namankhamparia9743
@namankhamparia9743 2 года назад
Sir pls ap yellow Brown leaf problem me pls video banaye. Abhi barish thi to plants achhe the but teen din se dhoop hai or sirf maine npk epsom salt apke hisab se ek baar dia but leaf yellow side se brow and plants active nahi dikh rahe npk epsom salt dene ke baad ya coincidence be ho skta
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Rose ki leaf brown hone ka video upload he wo aap dekh lijiye Barsaat k baad agr dhoop taiz niklegi jisse temp change ho jata he fir leaf yellow hone lagti he . 2nd he barish k pani se soil ph acidic jyada ho jata he uper se aapne msgo4 de diye usse aur acidic ki traf soil chali gayi he 3rd he over watering aur late watering isse leaf yellow brown aur light green ho jati he apne rose ki photo send kariye
@namankhamparia9743
@namankhamparia9743 2 года назад
Thanks alot for reply Sir youtube me msg kr dijiye me social media use nahi krta me img send kr dunga. Fb and any social media me bohot msg ate mujhe islie band kar dia use krna
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Sir aap condition bhi dekhne dijiye Kissi frd ko aap apne rose ki photo send kariye aur usse kahiye mujhe send kare
@govindsoni9486
@govindsoni9486 2 года назад
Sir apka guldaudi to 1 no lag rha hai
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
....mein abhi time nahi de pa raha guldavidi ki feeding p.. Jaldi feeding start karne wala hun usk baad video bhi ayega 👍
@govindsoni9486
@govindsoni9486 2 года назад
Sir ji ye ek pot me itne sare plant kaise ho gye apke
@govindsoni9486
@govindsoni9486 2 года назад
Ap mujhe pic send kijiye guldaudi k apne Instagram per please sir
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Raat 8 baje ghar aunga subha agr time mila apko photo send karta hun click kark
@govindsoni9486
@govindsoni9486 2 года назад
Ok sir ji
@prai6978
@prai6978 2 года назад
English gulab ko repoting kare ? Pehle repoting kare ya prunning.?
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Sir aap ne video p focus nahi kiya he👇 Rose k semi hard pruning hamesa october mein Lekin light Trimming pure saal kar sakte he kabhi bhi barsaat mein chor k Repotting ka best time monsoon he Repotting pehle monsoon mein Pruning october mein
@prai6978
@prai6978 2 года назад
@@crissishiva sir maine pucha h k gulab k repoting kab kare or first repoting kare ya prunning.?
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Wahi to bataya he Repotting monsoon mein kariye aap Pruning october mein
@prai6978
@prai6978 2 года назад
@@crissishiva monson matlab september me kar sakte h repoting ?
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Ye aap bataiye monsoon he apki city mein ya chala gaya he ? Agr chala gaya he to 5 nov ko repotting kariyega
@phonekumar1675
@phonekumar1675 2 года назад
Bhai chala kya jayga chala gaya ६ plant
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
👉Gulab ko bus pani dena he lekin over watering nahi 👉Garmiyu mein sirf 6 se 9 baje ki direct sunlight usk baad ki shade 👉over fertilizer nahi 👉aur potting soil bilkul halki aur puras jo pani dete hi pani nikal jaye jo mene potting soil batai he Ye sab bus apko samjhne ki deri he uss din se koi bhi gulab apka nahi marega
@zebaansari8156
@zebaansari8156 2 года назад
Sir kya compost ke sath NPK mix krke diya ja skta h? ya fir compost dene k 1 week baad?
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Kiss podhe mein dena he ? Wo podha pot mein kab se laga he ? Temp kitna he aapki city ka?
@zebaansari8156
@zebaansari8156 2 года назад
@@crissishiva bougainvillea or rose me dena h.. rainy season chal rha h delhi me. Rose plant to 7-8 saal purana h, or bougainvillea 1-2 saal purana h or dono pot me h.
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Rainy season mein kuch bhi nahi dena he... Pani rukne k 3 din k baad se dijiyega weather clear hone p Rose ki repotting ka best time monsoon he Compost mein npk mix kark mat dijiyega ...
@foddiearray1870
@foddiearray1870 2 года назад
Costal area mein kab dormancy mein laye gulab ko
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Same month he August se sept Bus apko pruning ko date agey peeche karni padegi Agr october mein raat din k temp 10 c ka antar araha he to october mein pruning Agr nahi araha to nov mein pruning Iska video jaldi ayega tab aap easly samjh jaynge👍
@phonekumar1675
@phonekumar1675 2 года назад
Aapnai red soil hatane ka bhi bataya tha maine red soil hatate bhi kuchh plant lagaye the vah bhi mar Gaye
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Garmiyu mein mare ya barsaat mein ? Aap mere instagram ya facebook p aiye Apko step by step sab batata chalunga Aap touch me rehiye har hafte photo send kariye mujhe
@phonekumar1675
@phonekumar1675 2 года назад
@@crissishiva ok
@phonekumar1675
@phonekumar1675 2 года назад
@@crissishiva aap Facebook pr kis naam sai ho
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
@@phonekumar1675 Facebook 👉Crissi shiva Instagram👉crissishiva Google👉crissi shiva
@phonekumar1675
@phonekumar1675 2 года назад
Bhai mene sab kuch krkai dekh liya kabhi nahi bachta gulab mera
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Pehle samjhna he tab karna Ese gulab kabhi nahi chala payenge aap
@phonekumar1675
@phonekumar1675 2 года назад
Mene aapko fb pr request bhej di
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Okay
@phonekumar1675
@phonekumar1675 2 года назад
Bhai koi bhi months ho mere sare gulab mar jate hai
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Sir aap mere instagram ya facebook p aiye aur gulab se lane se lekar lagane tak... Pani kese dena he...summer mein kaha rakhna he...kya fertilizer dena he Ye sab step by step mein batata chalunga bus wahi aap karte chaliye
@shashisharma7282
@shashisharma7282 2 года назад
Aap kaun sa business karte hi bhut dino ke baad aate hi jab tak gulab ke paudhe mar hi jate hi
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Office work bahot he ... Video ab late nahi ayegi
@phonekumar1675
@phonekumar1675 2 года назад
डांडिया काली होजते है कितना भी fungi side dal lo Dandiya cut kar lo jali Hui Jo Kali ho gai hai use per fungi side Laga Lo fir bhi niche Tak sar jitna karte jaaoge niche Tak India Kali hoti rahegi aur paudha mar jata hai 6 plant mere gulab ke mar Gaye
@crissishiva
@crissishiva 2 года назад
Roots treatment kiya kariye ye problem ane p... Aap photo send kariye
Далее
Paint Projects
00:17
Просмотров 4,1 млн
ROSE ROOT TREATMENT ||ROSE DORMANCY Part 8||
9:32
Просмотров 10 тыс.