Rozi ki dua | dolat ki dua | Paise me barkat ki dua | ghar me barkat ki dua | #barkat #dua #barkat #duaformoney #rozikidua #wazifa #bimariseshifakidua #duaforhajat #gharmebarkatkidua #amal #barkatkidua
Ya Allah mere bhai Mohammad varis ko nek aur namazi biwi ata farma aur use khushnaseebi ata farma aur uske karobaar me tarakki ata farma. Aameen Summa aameen Ya rabbul alamin
Ya Allah mere bhai Mohammad Aris ko beshumar rahmate ata farma aur sachcha namazi bana aur uski biwi Gulshareen ke saath tamam nemate ata farma aur uski saari musibato ko dur farma aur uski aulaad ko nek bana . Aameen Summa aameen Ya rabbul alamin .
Ya Allah meri Gulshareen Bano ko nek aur namazi biwi bana aur use bimariyo se shifa ata farma aur khushiya ata farma. Aameen Summa aameen Ya rabbul alamin
Assalamualaikum bhai apse guzarish hai ki hmare liye dua zarur kare Mohammad Aris Mohammad varis Mohammad Ammar Khan Feroz Khan Sajiya Alam Hooriyah Alam Aroof Alam Gulshareen Bano Masooda begam Ya Allah in sabhi PR Rahmato ki barish farma aur pareshaniyo ko dur farma. Aameen. Summa aameen Ya rabbul alamin
Ya Allah mere bhaiyo Mohammad Aris aur MOHAMMAD varis dono ka karza utar jaye aur unke karobaar me tarakki ata farma aur unhe sachcha namazi bana aur unki saari musibato ko dur farma. Aameen Summa aameen Ya rabbul alamin
Ya Allah mere shauhar Feroz Khan ko beshumar rahmate ata farma aur khushnaseebi ata farma Aur bimariyo se shifa ata farma aur dushman se hifazat ata farma aur unke karobaar me tarakki ata farma aur khud ka Ghar ata farma. Aameen Summa aameen Ya rabbul alamin
Ya Allah mere bete Mohammad Ammar Khan ko beshumar rahmate ata farma aur use khushnaseebi ata farma aur use deen duniya me kamyabi ata farma aur uski dushmano se hifazat ata farma aur use nek seerat aur noorani surat ata farma. Aameen Summa aameen Ya rabbul alamin
Ya Allah mujhe Sajiya Alam ko beshumar rahmate ata farma aur khushnaseebi ata farma aur ilm me izaafa aur izzat me izaafa ata farma aur dushman se hifazat ata farma aur khud ka Ghar ata farma. Aameen Summa aameen Ya rabbul alamin
Ya Allah mere Aroof Alam ko beshumar rahmate ata farma aur khushnaseebi ata farma aur deen duniya me kamyabi ata farma aur bimariyo se shifa ata farma. Aameen Summa aameen Ya rabbul alamin