Gulfam bhae shandar video banae he bohat khub saheli film ka malum to tha kamyab film the ye yad nahe tha ke darpn ka dable rol me dono bhae hote hain cinema juble me 60 weeks chale the shandar malumat de ap ne darpn near aur shamim ara ke lajawab adakari ke sath songs bhe lajawab the Ham bhol gae her bat , kahen do dil jo mil jate , mukhre pe sahra dale kia bat the ye film me ne dosre ya tesre bar cinema me lagne per dekhe the shayad 1964 , 65 me os zamane me darpn aur shamim ara No. 1 the in ke filme aanchal, ek tera sahara, dulhan bohat shandar filme the (good work sir).
Great Gulfam g...... Maza agia.. Fazal hussain achay singer thay lekan comedy Ganon tak mahdood ho k rah giay. Achay cricketer b thay. Nazar Hussain Jo Muddesar Nazar k Walid or Feroz Nazzami K bhai thay, k Sath Shahi Qilla k samnay cricket ground (Naam ab yaad nahi Hy ground ka) me khailtay thy. Waheen se in ko chance Mila that ganay ka. Fazal hussain professional singer na thay bulkay shooqia gatay thay.
this film was the first film in pakistan, directed by SM Yousif, after migrating from India where he directed many hit films like Gumashta, Naik Prveen n many more......