Satsang Dada Mangaram ji on - मन के मते ना चालिये || वाणी : कबीर साहिब जी || • Bhakti Marg • Great Masters • कहानियाँ If you like this video then please 🙏 subscribe our channel & click on the 🔔 bell icon.
Man k kiye k saja sharir or aatma ko milti h .or kon se pita ase hote ki hmara bachcha thik chal rha ho or pita koi man jesa hathiyar uske piche lagakar usse galat karwaye.parmatma chahta to kya nhi kar sakta tha
Pahle to hme yha bhej diya fir Maya jesi rachna piche lgadi or wapis aane ka rasta itna difficult bna diya man or Maya se ladna asan nhi h talwar ki dhar pe chalne k brabar h or grahst k liye to bahut muskil h .tabhi jain dhrm or bhodh dharm me sab tyag dete h
Tyag krna aasan hai but tyag krne k bad Mann jin chijo ka tyagi bna hai uski taraf bhagega.... Santmat k anusar tyagna nhi h jo chij jb tk hai savikar kro .. karmo ka lekha jhoka khtm kro ..or bhakti krke 84 ko alvida bol do