Medical equipments kafi badi matra mein plastic se bante hai jinko rubber se banaya ja Sakta hai Jo environment friendly bhi honge aur recycling process jaldi hone se in equipments ke dwara sankraman hone ke chance bhi Kam honge kyuki plastic recycling ke liye upyogi nahi hai aur biodegradable bhi nahi hai isliye rubber se banaya Jana dono tarah se comfortable aur health point of view se acha hai , disposable na hone ki wajah se koi inka recycling jaldi nahi karta jabki iska ek special mechanism hona jarrori hai jisme product material agar valuable hoga to usse jaldi recycling proceess Kam time mein consume karta rahega aur health conditions kharab nahi hongi medical wastes ki wajah se