Тёмный

Shadi ke baad Husband kisko Zyada Maane | Apni Jannat (Maa) ko ya Zindagi (Biwi)ko || Life Changing 

Islamic Khwateen
Подписаться 30 тыс.
Просмотров 36 тыс.
50% 1

Shadi ke baad Husband kisko Zyada Maane | Apni Jannat (Maa) ko ya Zindagi (Biwi)ko || Life Changing Bayan
Shadi ke baad iss masail me uljhe ho to Ye video clip zaroor sune
Joint family System#muhammadalispeaks #husbandwife#mugheerahluqman #youthclub#motivationalspeaker #husbandwife #miyabiwi #saasbahukiladayi#
#lifechangingbayan #jointfamilysystem#islamickhwateen

Опубликовано:

 

5 окт 2024

Поделиться:

Ссылка:

Скачать:

Готовим ссылку...

Добавить в:

Мой плейлист
Посмотреть позже
Комментарии : 29   
@mubashsheraansari-mn2fq
@mubashsheraansari-mn2fq Год назад
Right kaha aurat ko respect chahiye beizzati zalili nahi chaiye
@ShirinDelhiwala-ks5oo
@ShirinDelhiwala-ks5oo 3 месяца назад
Sir excellent speech Allah bless u
@na773
@na773 Год назад
Shadi ek rishta hai jo balance se chalta hai. Is main dono mian or biwi ko balance karna parta hai, sirf biwi sabar kare ya sirf shohor sabar kare; yeh kahin nahi likha. Agar dono main se kisi fareek ko bhi koi masla hai to us pey lazam hai k woh us masley ko apney partner k sath share kare. Use khul k batae k mujhey yeh baat buri lag rahi hai ya ise bardasht karna mushqil hai. Or dosrey fareek par lazam hai k woh us ki baat ko samjhey or jitna possible ho sakey, khod ko badley. Agar koi na-jaiz mutalba hai, to bhi tahamul se beth k samjhae k yeh demand ghalat hai or is bare main baat kar k ek hatmi faisley tak pohnchey. Sabar sirf awrat par farz nahi. Nikah ek agreement hai jis main dono fareek ek jesi hasiyat rakhtey hain. Koi kisi se hesiyat main chota ya bara nahi. Is liye sirf sabar ka dars dena ghalat hai. Aap logon ko yeh dars bhi dena chahye k ek dosrey ki shiqayat sun k use har mumkin koshish kar k door kiya jae. Jab dono ek dosrey k liye khod ko thora badalney k liye mehnat karen gey to hi rishta mazboot ho ga.
@asmaasif4718
@asmaasif4718 Год назад
Very very TRUE respect is far more important than love in any relation..... May Allah help us to correct our iklakh towards people ...
@azeemm9031
@azeemm9031 Год назад
Zindagi bohat mushkil hai, Kash har saas bahoo ko b Betti ki tarha samjna shuroo ka dy
@areebzaman4319
@areebzaman4319 Год назад
Aisa kbi nhi ho skta, ap saas ki jitni marzee khidmat kr lain wo bahoo ko beti nhi samjhti 😢
@asstudio3469
@asstudio3469 7 месяцев назад
@@areebzaman4319 saas ki khidmat kabhi ni krna
@SimranKaboo
@SimranKaboo 6 месяцев назад
I agree....kash aisa hota...to zindagi jannat ban jati
@sakeeparveen895
@sakeeparveen895 Год назад
Your words touch the heart directly...
@muhammadtouseef12
@muhammadtouseef12 11 дней назад
ایک سوال ھے ہمارے پیارے نبی صلی اللہ علیہ وسلم نے ہمیں کوئی بھی چیز ایسی نہیں جو نہ بتایا نہ ہو
@asmaasif4718
@asmaasif4718 Год назад
Very inspirational clip .... plz make a video on topic sabr with special reference to sabr in marriage.... jazakallah
@ShabnamSaba-m5g
@ShabnamSaba-m5g 8 месяцев назад
KY choti choti baat pe shohar biwi ko Gali dein apne kisi v ghr ke fard ki wajha se bhai,bhabhi ,ya fir mare to ispe biwi ka bolna glt h, gunah h,,Allah pak ky mujse naraz ho rh,,mujhe saza ke tour pr taklif mil rh,,mera sukoon kahi khota ja rh,,mujhe chizen kuch smjh nh aarh???
@Abdullah_Dawood3579
@Abdullah_Dawood3579 Год назад
Bilkul auntie theek keh rae hn
@Rabia.Fatima
@Rabia.Fatima 6 месяцев назад
Maa ke maney but upni ankhey b khulli rukhy. Kuch mother-in-law beto, upny hsbnd, logo agey intehyeeeee acha behave kerti baho aur unke bucho sath, but jub baho akeli hoti tub uspe loudly bolti hey, is hud tuk rude ho jaty,hurt kerti hey k baho rony per mujbor ho jye. Phir bre treqey se betey ko b bevi k khilaf ker deti hey,k feel b na ho k khilaf kia... Ye ny sochti k dunia mai to ker le ge ya chalakia, taizia.... but, Allah ko kia jawab de ge upny behaviour ka... baho ke duty ny k sas, sussur ko khush rukhy, baho ke responsibility ny k sas ya nund sath baty kre, unhy khush rukhny k leye... na baty kro to complains ker dena betey ko k tmhari bevi mjse bat ny kerti
@saeraabid262
@saeraabid262 Год назад
Aurat ko priority aur respect chahiye hoti
@AyeshaKhan-uy2io
@AyeshaKhan-uy2io Год назад
Kabhi behnon kay huqooq pur bhi baat karein....how shud a man care for his sisters before and after their marriage and th brother's marriage?
@razamughal4582
@razamughal4582 Год назад
Humari family meh ek behn ne bhai k sat rishta khatam kar diya hain. Bhai aur waldehn samjhty rahy k beti pardasht karti rahegi. Ab waldehn bikariyo ki tarha roh rahy hain apny beta k liye. Beta ko ab bhi fauqiyat deh rahy hain aur beti ko samjha rahy hain. Beta ko nai samjha rahy k tum behn se sulha kar loh. Aur beti ne waldehn aur bhai sab se haat doh liye.
@ainigill391
@ainigill391 Год назад
Sisters married bhai ki life mn dakhal na den aur apni bhabi ko space den.
@maryammalik1374
@maryammalik1374 Год назад
Orat ko sacrifice and mrd ko zimedari ❤
@misbahanwar-qd2hm
@misbahanwar-qd2hm Год назад
Saas kbi b acha bhv nh krti chahiye AP Jo mrzi krlo
@mm-qg6oq
@mm-qg6oq 7 месяцев назад
Agar mard kilanaey ka ghar mae rakhnaey ka tana daey biwi bacho ko to kia asa murad darjaey mae zada haey
@tasnimfatima7784
@tasnimfatima7784 Год назад
Gustakhi maf ho mei Hindustan se hun or mujhe nhi maloom k ye aapko khana chahiye ya nhi pr hmeri knowledge se aap ye bataye K BiWi kiya kisliye jata hi😢😢😢😢😢
@salmanarif6651
@salmanarif6651 Год назад
Maa ne paal pos ke bara kiya aur parents ki obedience awlad pe lazim hae. Wo jagah biwi jo shohar pe depend karti ho aur us ki farmanbardari lazim ho, biwi kesi le sakti hae? (Feminazis stay away)
@tasnimfatima7784
@tasnimfatima7784 Год назад
Plz mujhe aapse bat kerni hi
@hinashaheen8957
@hinashaheen8957 Год назад
Pls name of mam😊
@islamicguidancerehnomaipath
Yah lady good but in ka samjhany ka style bhot hard hy
@farzanaimran3947
@farzanaimran3947 Год назад
😮 To Understand Lady,s style should be hard Mam Asiya nice sharing 👍💯👍❤️💚🌹🌹🌹
@salmanarif6651
@salmanarif6651 Год назад
Feminazi aurat kahan sacrifice karti hae? Qawwam ka role aurat lena chahti hae aur sari responsibility mardo pe daalti hae, how is that balanced?
Далее
NADIR ALI PODCAST FEATURING  SABA FAISAL !!
52:49
Просмотров 713 тыс.
Hafiz Ahmed Podcast Featuring Sara Chaudhry | Hafiz Ahmed
1:06:02
Why to do Pardah ? || The MA Podcast
53:21
Просмотров 731 тыс.
NADIR ALI PODCAST FEATURING  SUNITA MARSHALL !!
39:55
Просмотров 827 тыс.