Har har Mahadev guru ji 😊 Bhagvan shivji ne Mata Parvati ji ki Sayan mudra ko dekh kar RUDRA VEENA ka nirman Kiya tha.& Devi Parvati ji ne bhagvan shiv ko tandav se shant karne ke liye MALKAUNS naam ke raag ka nirman kiya tha. pahele 5 raag shiv ji ne nirman kare & 6th raag mana jata hei ki Devi Parvati ji ne nirman kiya tha . ❤😊
For the last 3 days, I have been listening to Rare and old Clips of Pt Hariprasad Chaurasia ji, And today while listening to App Guruji, your finger gesture and alap are exact matches of Pt Hariprasad ji....I am blessed..Thank you so much Guruji
रुद्रवीणा का सृजन स्वयं भगवान शिव ने पार्वती देवी के रूप को समर्पित करते हुए किया था. कई बार नारीत्व के सौंदर्य के प्रसंग में भी वीणा का उल्लेख होता है. ऐसा कहा जाता है कि माता पार्वती ने सबसे पहले राग मलकौंस को तब गाया था जब वे पहाड़ में घूम रहे थे, और शिव के एक प्रमुख चित्र के बाद इसे मल-कौशिक ('वह जो साँपों को मंगल की तरह पहनाता है') नाम दिया गया था था. संगीत ने उनके मन को शांत कर दिया. प्रणाम गुरुजी , मेरा नाम देवेंद्र है.
Radhe Radhe Sir ji🙏🙏🙏 Jab maa parvati Soye huye the tab bhagwan shiv ne unko dekhkar Rudra Veena ka Avishkaar kiya or Ek baar bhagwan shiv jab tandav kar rahe the or shant nahi ho rahe the tab ma parvti ji ne Shant karne k liye Raag malkauns ki rachna ki🙏Radhe Radhe🙏
Radhe Radhe Guru ji❣😌 भगवान शिव ने माता पार्वती जी की सायन मुद्रा को देख कर रूद्र वीणा का निर्माण किया था।❣☺ देवी पार्वती जी ने भगवान शिव को तांडव से शांत करने के लिए मालकौंस नाम के राग का निर्माण किया था। पहले 5 राग शिव जी ने निर्माण किया और छठा राग मन जाता है की देवी पार्वती जी ने निर्माण किया था😚🥰
Radhey Radhey guru jii mujhey bansuri ke swr kafi acchey lgey or usme jo hlki airy sound aati hain na mujhey wo bhot acchi lgii bhagwan shiv ne rudr vina ka awishkar kiyay tha Rudra Veena ko bhagwan Shiv ka hi vina kaha jata hai aur ise unki shayan mudra ke roop mein bhi darshaya jata hai. Rudra Veena ek prachin Indian musical instrument hai, jo dhai (two) taar (string) wala vadya yantra hota hai. mata parwati ne raag Ragini Bhairavi ka awishkar kiya tha joki thaat Bhairvi ka raag hain Arohana: Sa Re Ga Ma Pa Dha Ni Sa' Avarohana: Sa' Ni Dha Pa Ma Ga Re Sa Pakad: Ma Ga Re Sa, Sa Re Ga Ma, Ga Ma Pa Dha, Ni Sa'
Lord shiv ji is creater of rudra veena for gods and maa parvati created a Raaga malkauns and than Ravana recreated rudra veena playing for humans, thank you sir
Radhe Radhe sir 1) Shiv ji ne mata Parvati ki Shayan mudra ko dekh kar Rudra Veena ka avishkar kiya. Ustad Bahauddin Dagar ji iss Vadya me bade famous artist hai. 2) Mata Parvati ne Raag Malkauns ki rachana ki.
Pranam Guruji 1) Shiv ji ne mata Parvati ki Shayan mudra ko dekh kar Rudra Veena ka avishkar kiya. Ustad Bahauddin Dagar ji iss Vadya me bade famous artist hai. 2) Mata Parvati ne Raag Malkauns ki rachana ki
Radhe Radhe sir ji Bhaghvan shivji ne mata parvati se prerit hokar Rudra Veena ka nirman kiya tha ... Aur Mata parvati ne Maalav Kaushik Namak raag bajaya tha jo ki abhi Malkauns ke naam se bhi jana jata hai ....
Shree cahrles flute mai bhi use krta hu bahot hi sunder basuri h aur Charles ji bahot humble aur acche isnsan h Bamboo quality baot accha h aur finish tone sab top
Iam using Sri Charles flutes...E base and A scale flutes... Excellent quality..Regarding price..may be l little bit more, but the satisfaction is more than the money...Kudos, Sri Charles garu....Js Sekhar 🎉🎉
Radhe Radhe Sir🙏🙏 Bhagvan Shiv ne Rudra Veena ki rachna ki thi. Maata Parvati ne Raag Malkauns ka nirmaan kiya tha. Pranam Sir🙏🙏Nidhi Verenkar From Level 3.
Sir yehi mera first answers hai apke qus ka me apke har ak review & tutorial & covers dekhta huon but ans dene me late ho jata hou😢 Apka first ans hai Rudra Veena & second ans hai raga Malkauns. Apke review & tutorials mujhe bohut jada help karte hain❤❤💝 Main ak bangalee hou is liye Hindi main spelling mistake ho sakta hain maf kar dena sir🙏
Chinmay ji, DP Flutes ka bhi review video banao... he is also talented and have vast knowledge in flute making as well as playing flute.... suna hai, DP flutes k owner, Vrindavan Gurukul se talluk rakhte hai... may be he is a disciple of Pt. Hariprasad Chaurasiya ji.... So I request you to make review video of DP flutes also... aapko aage bhi meine request kari thi...
i guess there are two believes or stories.. 1. Shiv ji invented rudra veena while maata parvati was sleeping seeing her beauty.. hands depicting the fretboard of veena and her bangles depicting the movable frets.. while maata parvati started with singing Raag Malkauns. 2. Shiv ji invented a small damru while maata parvati was sleeping.. and when she woke up she invented the melody of Raag Malhar.
Sir, please tell me the name of some flute brands that I can buy as a beginner to start flute learning. Because there are many flutes in the market, which flute should I buy, I am getting confused. And sir price is also big factor for me I not have any big budget so recommend some good quality flute but in budget ..
Jay Shri Krishna guruji 🙏🙏 Bhagwan Shiv ji ne Mata Parvati ji ki shayan mudra ko dekh kar rudra veena ka nirman kiya tha aur Mata parvati ji ne malkaus raag ka nirman kiya hai ❤❤
भगवान शिव ने माता पार्वती की शयन मुद्रा को देख ते हुए और उनकी सुंदरता से प्रभावित होते हुए "रुद्र वीणा" नामक वाद्य का निर्माण किया था । उसी तरह माता पार्वती ने शिव को तांडव के बाद शांत करने के लिए "राग मालकंस" का निर्माण किया ।🙏🙏
Radhe Radhe Bhaiya flute bajana seekh raha tha saans me dikat ho rahi h 3 hole pr hava khtm ho jaati Agar aap explain kar dete yaa saanso ke upar kuch bana dete video to bhut madad ho jaati
शिव जी ने माता पार्वती के शयन मुद्रा को देखकर रुद्र वीना की रचना की थीऔर माता पार्वती ने राग मालकौंस राग का निर्माण किया था जिसे मालकंस ,मालकोस नाम से भी जाना जाता है।
Rudra Veena was created by Lord Shiva as a tribute to the beauty of Goddess Parvati. This instrument, believed to be first played by Shiva himself, is said to have spiritual powers. It was believed that Rudra Veena was too heavy for a woman's frail shoulders. Thus, women were not allowed to play it. And raag malkauns is believed to have been created by goddess Parvati 🙏 to calm lord Shiva , when he was outraged and refused to calm down after Tandav in rage of Sati's sacrifice 🔥❤️
Guruji 🙏🙏 Shiv ji ne Rudra veena rache the aur maa Parvati raag bhairavi Raag Shree and Malkaushik raag banaye the Raag Shree Goddess of Raag kehete Hain na guruji
Bhagaban shib mata parbati ki seyan mudra ko dekh kar RUDRA BINA instrument ki abiskar Kiya tha. Or mata parbati ji ki dura Raag MALKAUNS ka nirmaan Kiya tha 🙏🙏
Good evening sir... भगवान शिव ने रुद्रवीणा का अविष्कार अपनी पत्नी देवी पार्वती को शयन मुद्रा में देख के किया था... परन्तु राग का नहीं पता..कृपया बता दीजिए।
Hi sir I am your biggest fan I am from jammu and Kashmir please sir aap punam flute clearance sale pe review banao please 🙏🏻🙏🏻😄and nice review thanks ❤❤
Bhagvan shiv ne Mata Parvati ki shayn mudra ko dekh kar rudra vrina ka avishkar kiya tha or sir ji shayad aap raakh ke baare mein baat kar rahe the yaa raag ke baare mein to main dono ke baare mein bta deta mata parvati ji ne malkaunks raag ka nirmaan kiya tha or raakh ke baare mein mata parvati ne apne shrap se ravan ki Lanka ke raakh ka nirmaan kiya tha
Sir Jay shree Krishna❤ shree charls sir ki flute well tuned hoti he lekin wo crack ho jati he kyoki unka Jo logo banate he wo bahut hi deep he uski wajah se crak hoti meri do flute crack ho chuki he
Rang thinking 300 wali Bansuri sur Main nehi rehta bhai sahab,,,, ek perfect Flute wo hota ha jish ka sob tune parfect Ho,,,, ek ek note ,,,perfect hona chahiye, aur bajane kailiye kumol bhi hona chahiye,,,, achanise Baja jaye,,,, bamboo ka bhi baat hai ismain,,,, ak atcha flute player agor 300 wali bajayega sunne Main atcha lahega ak do bar but, swar golot lagega agr wohi Flute player yesa bansuri bajae soch Main mowsom hi bodol jayega❤