Lyrics:-
Nath mere palanhari
nath mere mangalkari
jibjagat sangsar
ek tum ho, tum hi ho adhar
jiban ki naiya bhab sagar majhdhar
tum bin kon karega par
tum hi tarni tum hi patwar.
Dar dar bhatk raha kiu bande
purushottam jo aye hai
unko apne man me basale
hoga tera bera par
jiban ki naiya bhab sagar majhdhar
tum bin kon karega par
tum hi tarni tum hi patwar.
Malik manke jante sab jo
unko keya tu tolega
charno me unke shis jhukale
pa le seba adhikar
jiban ki naiya bhab sagar majhdhar
tum bin kon karega par
tum hi tarni tum hi patwar.
15 янв 2024