Soni bahana Tum khush raho award ho donon aadami 8808 mein Nepal ka hun Saudi mein rahata hun tumhara video hamesha dekhta hun like bhi kar deta hun main tumhara subah aashirwad deta hun donon ko hamesha aadarsh Tum donon hamesha ek Sath rahana kabhi juda na hona Ham tumhara Sath hai ham log
Har Har Mahadev 🙏🏻 🌹 Aap dono ki jodi aache hai aur Adarsh Yadav aap to doctor ki study Kar rahe ho l proud if it. Bhai aab dance program koi bhi nahi karoge kyuki dono success youtuber ho isiliya apne family par focus jyda Karo. Maine Bhai apko msgs instagram par kiya hai plz reply jarur dena. Soni behan ki care aise time par jyda karna. Khush raho aur enjoy Karo 🙏🏻
Ye adarsh pagel he lag reha hai kya he bakvas marta hai hai, log paad rehe hai to un par nazer rakhta hai or phir video or bana reha hai ye sub koi control me nahi hota hai,jo tum phaltu bakvas kar rehe ho sharm to tum ko aani chahiye aise bakvas ke liye. Or phir bin shadi ke itne time say is ke saath re rehe ho or duniya bher me besharmi deakha rehe ho to sharm tum ko aani chahiye.