Sir determining of moisture content me jo formula diye hai W1-w2/w2 To sir niche w1 hoga ya w2 hi hoga...kyuki phle iska original weight se iska initial wt minus krenge fir iska Jo final ka wt hoga usi se divide krte hai na sir Plz answer
Thank you so much sir for your fantastic teaching. Maja hi aagya is crash mei apke sth BMC pdhne mei now it's become a favourite subject of mine . Thankyou again sir and have some rest please 🥺❤️❤️
Coment section band hai iss liye questions bhi nhi puch sjta hu sir... Iss se phle v puche the line of alignment or parpends me kya antar hai... Aap bole the btayenge but comment section band hone ke karan dubara puch nhi paya
Mai abhi hi diploma se pass out Hui hun aur mein appearing mein SSC je ka form fill karna chahti please sar help me meri signature ki vajah se koi problem To nahin aaegi na sab please bata dijiye
Na lime padhai poori na mortar padhaya na concrete dhang se padhaya na aggregates padhae... keval class me bacche kam hai bacche kam hai bolte rahe... sir padhane pe focus karte to bacche apne aap aa jate... content content kar rahe hai saare lectures me... crash course tha sir kisine nahi kaha tha itni detail me padhane ko ki imp imp topics hi chhod do.. akele aggregates se 100 pyq hai baki sab ye ji paints aur arches padha dale.hai aap usse mila ke bhi nahi hai itne.. 🤦🤦🤦🤦 20 ghante waste ho gae