bhaiya mai abhi 12th mai hu maine mera sysllbus till septbmber tak khatam kar lunga per problem yeh hai ki maine bhohot less pratice ki hai or revision bhi kam kiya hai kya karu sath ke sath revision karu ya baad mai sysllbus jaldi kar ke plz reply ek saal hi mere pass
Thank you bhaiya :) im completing syllabus of organic by RA sir . Inorganic by shivam mishra sir . Maths , physical chemistry aur physics ke liye bhi batana pls aur prayas ke lecturers enough honge?
mayank sach me bina Module ke 100%ile in phy ???? bas rj sir ke notes ke saare questions acche se amd pyqs karlu 4-5yr ke apne aap to me bhi 90+ score kar sakta hu physics me??????? please reply
Bhai is saal level down tha like 2019 ka paper hoga to 100%ile to nhi aa pati but yes 90+ score kr skte ho agar ache se jo teachers ne karwaya h vo practice Kiya h to
Bhaiya me lakshay batch ka huaa but mujhe naa physics lecture bhi pure dekh ta hu aur revision kiya huaa but joo pyq hii nhi ban pate tuo may kaya karu jise mere saare questions hoojaye
If You can follow lakshay batch and complete your whole syllabus within this year then just go for it without hesitation bcz teachers are So good and I also studied from lakshay